Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film TEZAAB (NEW)

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Aao Chale Aaisi Jagah

Singer: ROOPKUMAR RATHOD

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(aao chale ham kahin ek aaisi jagah
jaha ham tum ho aur na koi ) - 2

ho raha hain asar
cha raha hain nasha
aa raha hai hamein
bekhudi ka mazaa
uthi madhoshiya
uthi aawaargi
badhti hi jaa rahi hain yeh deewangi
mastiya pyar ki - 2
hain yeh kitni hasin
kitni hasin
(aao chale ham kahin ek aaisi jagah
jaha ham tum ho aur na koi) - 2

ho dil mein chalta hain jo
uski aahat sno
is hawa ki jara sarsarahat suno
jehan se soch tak
jism se noch tak
dil ki har raah mein
saans mein aah mein
chal rahe ho tumhi - 2
bas tumhi bas tumhi ha bas tumhi
(aao chale ham kahin ek aaisi jagah
jaha ham tum ho aur na koi) - 2

Kash Yeh Pyar Na Hota

Singer: KAY KAY

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(aankh na milti pass na aat
chahat ka izhaar na hota
kash yeh pyar na hota - 3 ) - 2

raah parayi jo apnaai
dur hui apni mazil
aaya woh toofan ke jismein
doob gaya dil ka saahil
bhool na hoti hamse jo aaisi
jeevan ek majhdhaar na hota
kash yeh pyar na hota - 3

ashko se jo mit na paye
daman par woh daag laga
hamko kitne der mein sab kutch
khone ka ehsaas hua
pachtave ki aag na jalti
seene mein armaan na hota
kash yeh pyar na hota - 3
aankh na milti pass na aate
chahat ka izhaar na hota
kash yeh pyar na hota - 3

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about TEZAAB (NEW) ...