Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film THE TRAIN (2007)

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Teri Tamanna, Teri Justjoo Hai

Singer: K.K., ZUBEEN, SHILPA RAO

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

teri tamanna....

teri tamanna aa aa aa.......
teri justjoo hai
(mujhe aaj bas ek teri - 2), (teri aarjoo hai - 2)
mere jehan mein, khayaalon mein tu hai
yeh itanisi duri bhi hai, (gar toh?? kyun hai - 2)

abb kuchh aaj aise tu muhjme sama ja
soyese ehsaas saare jaga ja
tujhe kya pata main pyaasa hoon kabse
abb tu aaj banake ghata mujhko bhiga ja
teri tamanna - 2
teri justjoo hai
mujhe aaj bas ek teri, (teri aarjoo hai - 2)

yeh teri julfon se khushboo jo aaye
toh meri saanson ko paagal banaaye
uff mere dil mein yeh kaisa junoon hai
jo tere honto ko nazdik chaahe
teri tamanna - 2
teri justjoo hai
mujhe aaj bas ek teri, (teri aarjoo hai - 2)
mere jehan mein, khayaalon mein tu hai
yeh itanisi duri bhi hai, (gar toh?? kyun hai - 2)
mujhe aaj bas ek teri, (teri aarjoo hai - 2)
teri aarjoo hai....

The Train (An Inspiration) Jindagi Train Hai, Waqt Ke Track Pe

Singer: SHAAN, KSHITIJ TAREY

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

jindagi train hai, waqt ke track p
lamhon ki coach mein, hum musaafir yahaan

jindagi train hai, waqt ke track pe - 2
lamhon ki coach mein, hum musaafir yahaan - 2
(chalte hi ja rahe hai yahaan se wahaan
har ghadi har pehal, roj shaamo subah) - 2
isame din hai kahin toh kahin rain hai
jindagi train hai, waqt ke track pe
plz insure you have control?? ticket before you board the trains
the train is absolutely on time
???

(sabaki manjil hai tay, sabaka rasta hai tay
sabka milana hai tay, aur bichhadana hai tay) - 2
sabaka rukana hai tay, aur chalana hai tay
tay hai ghum aur khushi, tay hai sab haadase
kayi station hai chhote kayi main hai
the train arrives at 6:45 am
plz insure you have control ticket before you board the trains
jindagi train hai, waqt ke track pe
lamhon ki coach mein, hum musaafir yahaan
(chalte hi ja rahe hai yahaan se wahaan
har ghadi har pehal, roj shaamo subah) - 2
isame din hai kahin toh kahin rain hai
train arrives on the 18th of May
jindagi train hai, waqt ke track pe.........

Woh Ajnabee Woh Ajnabee

Singer: MITHOON, SHILPA RAO

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

woh ajnabee woh woh woh woh ajanabee, woh ajanabee......
(aisa koi mujhko mil gaya hai saathiya
jise dekhakar main bhulu saari duniya) - 2
(woh woh woh ajanabee, woh ajanabee jo dekhe dur se
dekhu main usako hi, ho usako hi, abb sab kuchh bhul ke) - 2
dhadkan dhadkan ya saanson mein
raatein raatein ya khaabon mein
sab mein sab mein wahi toh hai, ke bata doon main use
shaame shaame ya subaho mein
shaamil shaamil woh har pal mein
har dum har dum woh baaton mein, mere rahi hai kahin woh woh woh...
woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee
woh woh woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee........

(abb usase aisa jud gaya hai silsila
wohi woh nazar aaye mujhko har jagah) - 2
yeh yeh yeh jindagi roshan huyi hai usake noor se
dil ko sachchi khushi haasil huyi hai usake ishq se
mujhko abb har ghadi, woh har ghadi, usakaa hi suroor hai
de de woh usako haan usako hi aankhen??? majboor hai
dhadkan dhadkan ya saanson mein
raatein raatein ya khaabon mein
sab mein sab mein wahi toh hai, ke bata doon main use
shaame shaame ya subaho mein
shaamil shaamil woh har pal mein
har dum har dum woh baaton mein, mere rahi hai kahin woh woh woh...
woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee
woh woh woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee........

(usako paake paaya maine saara jahaan
rab usako karana na kabhi bhi juda) - 2
woh woh abb bandagi shaamil huyi, hai meri ?? mein
dil ko sachchi khushi haasil huyi hai usake ishq se
mujhko abb har ghadi, woh har ghadi, usakaa hi suroor hai
de de woh usako ho usako hi aankhen?? majboor hai
dhadkan dhadkan ya saanson mein
raatein raatein ya khaabon mein
sab mein sab mein wahi toh hai, ke bata doon main use
shaame shaame ya subaho mein
shaamil shaamil woh har pal mein
har dum har dum woh baaton mein, mere rahi hai kahin woh woh woh...
woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee
woh woh woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee........

woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about THE TRAIN (2007) ...