Songs from film TUMSE ACHHA KAUN HAI
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Ganga Meri
Singer: MOHAMMAD RAFI
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
na main sindhi, na main marathi, na main hoon gujarat
na to hai ek bhasha meri, na meri ek jaati
aaa aaa
ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala (2)
ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala
ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala

jiss dharti ka main beta hoon uss ke mausam chaar (2)
garmi sardi patjhad aur ableli ritu bahaar
jahaan savera
jahaan savera gaata aaye raat bajhaaye sitaar, raat bajhaaye sitaar

main woh panchhi jiss ki nisdin laakhon kos udaan (2)
uttar dakkhin purab paschim goonje meri taan
ek shaal hai
ek shaal hai mera jiss ka naam hai hindustan, naam hai hindustan

bangla praant mein jaau to main karoon kalaa se preet
aaaa

jab aau punjab to bhangde ka ban jaau meet
dakkhin jaa kar
dakkhan jaa kar seekha maine karnaatak sangeet, karnaatak sangeet

main madrasi main gujarati main ek rajasthani (2)
bada puraana ek marathi naya naya haryani
main kuch bhi hoon
main kuch bhi hoon lekin sab se pehle hindustani, pehle hindustani

Janam Janam Kaa Saath Hai
Singer: MOHAMMAD RAFI
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
janam janam ka saath hai nibhaane k
sau sau baar maine janam liye) (3)
(pyaar amar hai duniya mein, pyaar kabhi nahin marta hai) (2)
maut badan ko aati hai, ruh ka jalva rehta hai
janam janam ka saath hai nibhaane ko
sau sau baar maine janam liye
(oh shehzaadi sapnon ki, itni tu hairaan na ho) (2)
main bhi tera sapna hoon, jaan mujhe anjaan na ho
janam janam ka saath hai nibhaane ko
sau sau baar maine janam liye
(tu manzil main raahi hoon, ek din tujhko paaunga) (2)
kaun mujhe ab rokega, har dum yoon hi aaunga
(janam janam ka saath hai nibhaane ko
sau sau baar maine janam liye) (2)

kabhi hum ne nahin socha tha
Singer: MOHAMMAD RAFI
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
kabhi hum ne nahin socha tha, aisa din bhi aayeg
paani mein aag lagegi, patthar bhi pighal jaayega
dekho tumse achha kaun hai) (2)
hargiz na yakeen tha hum ko, anhonee paas hogi
tum jaan ho do aalam ki aur jaan humi par dogi (3)
kabhi hum ne nahin socha tha, aisa din bhi aayega

dekho tumse achha kaun hai
tu huzn ki behti ganga, kabhi teer bhi ban jaaye
pyaase paas nadi bhi khud pyaas bujhaane aaye (3)

jab hum ko khabar thi aye dil, rangeen seher bhi hogi
jo aag hai apne dil mein woh aag udhar bhi hogi (3)
(kabhi hum ne nahin socha tha, aisa din bhi aayega

dekho ho tumse achha kaun hai (2)

Kisko Pyar Karun
Singer: MOHAMMAD RAFI
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Kiss, Kiss Kis
Kisko, Kisko, Kisko Pyar Karun
Kaise Pyar Karun
Tu Bhi Hai, Yeh Bhi Hai
woh bhi hai, haaye.
Kisko Pyar Karun...
Mere Liye to Ho gayi mushkil
kaise baantu, ek mera dil haaye
Mere Liye to Ho gayi mushkil
kaise baantu, ek mera dil haaye ee ee ee
KISS
Kisko Pyar karun
kaise pyar karun
tu bhi hai yeh bhi hai
woh bhi hai, haaye haaye
Dekhun jidhar main, sholay hi sholay
dil hai aakhir, kaise na dole, haaye
KISS
kisko pyar karun, kaise pyar karun
tu bhi hai yeh bhi hai...
Ek Ek surat, pyar ki murat
sabko lekin, meri zaroorat haaye
Ek Ek surat, pyar ki murat
sabko lekin, meri zaroorat haaye
ah ah ah ah
KISS
kisko pyar karun
kaise pyar karun
tu bhi hai, yeh bhi hai
woh bhi hai
haayee
Kisko pyar Karun...

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about TUMSE ACHHA KAUN HAI ...