Songs from film UDAN KHATOLA
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Chale Aaj Tum Jahaan
Singer: RAFI
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
chale aaj tum jahaan se, hui zindagi paraayi
tumhein mil gaya thikaanaa, hamein maut bhi na aayi
o duur ke musaafir ham ko bhi saath le le re
ham ko bhi saath le le
ham rah gaye akele
tuune vo de diya gam, bemaut mar gaye ham
dil uth gaya jahaan se, le chal hamein yahaan se
le chal hamein yahaan se
kis kaam ki ye duniya jo zindagi se khele re
ham ko bhi saath le le, ham rah gaye akele
suuni hain dil ki raahen, khaamosh hain nigaahein
naakaam hasaraton ka uthane ko hai janaaza
uthane ko hai janaaza
chaaron taraf lage hain barabaadiyon ke mele re

Dooba Tara Umeedo Ka
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
dooba taara ummiidon ka sahaara chhut gaya -2
jab unake haath se daaman hamaara chhut gaya
o dooba taara ...
geet milan ke gaati duniya dekh saki na hamko
pyaar pe koi bas na chala to -2
chhin liya pritam ko -2
haay pritam ko
nagri mere armaanon ki zamaana loot gaya
jo mere haath se ...
pyaase ko saagar dikhala ke chhin liya kyon paani o
o jag vaale
o jag vaale tuune bhi mere -2
dil ki lagi na jaani -2
haay na jaani
tukade ho gae mere dil ke nasiiba phuut gaya

Garibon Ko Tu Aye Duniya
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
garibon ko tu aye duniya sata le jitna ji chaahe -3
( teri hasrat na reh jaaye ) -2 rula le jitna ji chaahe
garibon ko tu aye duniya ...
mujhe naakaam rehne de mujhe barbaad rehne de -2
magar toote hue dil mein kisi ki yaad rehne de -2
hansi ujdi mohabbat ki uda le jitna ji chaahe
garibon ko tu aye duniya ...
na ham honge na gam honge zamaane woh bhi aayenge -2
mohabbat jeet jaayegi sitamgar haar jaayenge
sitam ke teer seene par chala le jitna ji chaahe
teri hasrat na reh jaaye ...

Ghar Aaya Mehmaan Koi
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
la:
ghar aaya mehmaan koi jaan na pehchaan bane baalam
o bada zaalam ho bada zaalam
ko:
o ghar aaya mehmaan
ghar aaya mehmaan koi jaan na pehchaan bane baalam
o bada zaalam ho bada zaalam
la:
pehale nainan mein phir man mein aaya
chaandni mere jeevan mein laaya ho
ko:
pehale nainan mein phir man mein aaya ho
chaandni mere jeevan mein laaya ho
la:
o o chanda ki khidki se dekhe jo ghuur
khada duur, jiya chuur
ko:
hoy chanda ki khidki se dekhe jo ghuur
khada duur jiya chuur
la:
mohe chhede har aan
kare maan beimaan bane baalam
o bada zaalma ho bada zaalam
la:
o kare natkhat ishaaron mein batiyaan -2
jiya dhadke mora -2
phadke ankhiyaan
ko:
o phadke ankhiyaan
la:
o o phadke ankhiyaan ho
ko:
kare natkhat ishaaron mein batiyaan
ho jiya dhadke moraa, phadke ankhiyaan
la:
o o laage na manva pe birah ka teer
bahe neer uthe peer
ko:
hoy laage na manva pe birah ka teer
bahe neer uthe peer
la:
kahi jaaye na jaan
main naadaan hu anjaan bane baalam

Haal E dil Main Kya Sunau
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
haal-e-dil main kya kah
mushkil hai mere saamne
haal-e-dil main kya kahu -2
mushkil hai mere saamne -2
bhole bhaale roop mein -2
qaatil hai mere saamne -2
haal-e-dil ...
( meri ummeedon ki kashti
paar ho jaane bhi de
paar ho jaane bhi de ) -2
ruk ja aye toofaan tu -2
saahil hai mere saamne -2
haal-e-dil ...
( josh kehta hai ke chal
aur hosh kehta hai sambhal ) -2
hosh kehta hai sambhal
kiska kehna maan lu -2
manzil hai mere saamne -2
haal-e-dil main kya kahu ...
mushkil hai mere saamne
haal-e-dil main kya kahu -2
mushkil hai mere saamne -2
bhole bhaale roop mein -2
qaatil hai mere saamne -2
haal-e-dil ...
( meri ummeedon ki kashti
paar ho jaane bhi de
paar ho jaane bhi de ) -2
ruk ja aye toofaan tu -2
saahil hai mere saamne -2
haal-e-dil ...
( josh kehta hai ke chal
aur hosh kehta hai sambhal ) -2
hosh kehta hai sambhal
kiska kehna maan lu -2
manzil hai mere saamne -2
haal-e-dil main kya kahu ...
Humaare Dil Se Na Jana
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
humaare dil se naa jaanaa, dhokhaa naa khaanaa, duniyaan badee beeemaa
mai hoo jee pyaar kee pahalee nishaanee
aankhon se aaj kahoo dil kee kahaanee
sun lo jee paiyyaa padoo, dekho jee binatee karu
umar bhar laaj nibhaanaa, dil naa dukhaanaa, balamaa kahaa meraa maan
meethhe do bol yahaa mushkil hain bolanaa
duniyaa se bhed kabhee man ke naa kholanaa
zoothhee hain pareet yahaa, koee naa meet yahaa
buraa hain aaj jamaanaa, toote jiyaa naa, ulazan mein hain meree jaan

Mere Paas Aao Mere Dil Se Khelo
Singer: RAFI
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
a
sambhalkar khelna
dariyaa se maujon ki rawaani mein
jalenge dil hazaaron
aag lag jaayegi paani mein
(naa toofan se khelo
naa saahil se khelo
mere paas aao
mere dil se khelo ) - 2
naa toofan se khelo
( ye kehte hain tumse
umangon ke dhaare ) -2
lagaa do muhabbat ki
naiyaa kinaare - 2
chalo dil ki duniyaa mein
sang-sang hamaare - 2
milaa hain jo rastaa to manzil se khelo
mere paas aao
mere dil se khelo
naa toofan se khelo
(lagi dil ki paani se
bujh naa sakegi) - 2
jahaan tak bujhaaoge
badhati rahegi - 2
na socho ke duniyaa
hamein kya kahegi -2
muhabbat hai mushakil to mushkil se khelo

More Sainya Ji Utarenge
Singer: LATA MANGESHKAR, CHORUS
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
haiyya ho haiyya re haiyyaa, haiyya ho haiyya re haiyy
haiyya ho haiyya re haiyyaa, haiyya ho
(more sainya ji
more sainya ji utarenge paar ho
nadiya dheere baho ) - 2
dheer baho dheere dheere dheere baho nadiya
haiyya ho haiyya re haiyyaa, haiyya ho
chanchal dhaara behta paani behta paani
haiyya ho haiyya re haiyyaa haiyya ho
jalathal nadiya ho jalathal nadiyaa
haiyya ho haiyya re haiyyaa
naav puraani sar pe khada manjhadhaar ho
haiyya re haiyyaa
sar pe khada manjhadhaar ho
nadiya dheere baho
more sainya ji
ho more sainya ji utarenge paar ho
nadiya dheere baho
dheer baho dheere dheere dheere baho nadiya
haiyya ho haiyya re haiyyaa, haiyya ho
haal talaiyya duniya maani o duniya maani
haiyya ho haiyyaa
mann ka saagar kou na jaane, kou na jaane
haiyya ho haiyyaa
main jaanoon ya mora yaar ho

Udan Khatole Waale AA Re
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
ko: ahaahaha aha ha ha ha
aha ha ha ha ha mera salaam le ja
la: mera salaam le jaa, dil ka payaam le jaa, ulfat ka jaam le ja
(udan khatole vaale aa re)-2
ko: mera salaam le jaa, dil ka payaam le jaa, ulfat ka jaam le ja
(udan khatole vaale aa re)-2
la: la la la la la la la la ho
ko: la la la la la la la la ho
la: udata havaaon mein, baadal ke chhaanv mein, kaun se gaanv mein
jaayega tu
ko: udata havaaon mein, baadal ke chhaanv mein, kaun se gaanv mein
jaayega tu
la: neeche zameen hain, duniya haseen hain, dil ko yakeen hain
aayega tu
ko: neeche zameen hain, duniya haseen hain, dil ko yakeen hain
aayega tu
hoy, mera salaam le jaa, dil ka payaam le jaa, ulfat ka jaam le ja
(udan khatole vaale aa re)-2
la: la la la la la la la la ho
ko: la la la la la la la la ho
la: uunchi udaan hai, palkon pe jaan hai, aage toofaan hain
jaana kaheen
ko: uunchi udaan hai, palkon pe jaan hai, aage toofaan hain
jaana kaheen
la: manzil bhi duur hai, himmat bhi chuur hai, aana zaruur hai
aaja yahi
ko: manzil bhi duur hai, himmat bhi chuur hai, aana zaruur hai
aaja yahi
hoy, mera salaam le jaa, dil ka payaam le jaa, ulfat ka jaam le ja
(udan khatole vaale a re)-2

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about UDAN KHATOLA ...