Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film UMAR

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Aankhon Mein Tu Hothon Mein Tu

Singer: UNKNOWN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(aankhon mein tu hothon mein tu dhadkan mein tu saanson mein tu) - 2 deewane hum ho jaayenge - 2 tumko agar na paayenge (aankhon mein tu hothon mein tu dhadkan mein tu saanson mein tu) - 2 deewane hum ho jaayenge - 2 tumko agar na paayenge aankhon mein tu hothon mein tu dhadkan mein tu saanson mein tu masti ka hai yeh asar hum tum behakne lage - 2 gul hi gul saanson mein jaise mehakne lage pyar ke do panchhi milke chehakne lage aankhon mein tu hothon mein tu dhadkan mein tu saanson mein tu kutch khabar hi nahi kho gaye hum kaha - 2 upar lage hai zameen neeche lage aasmaan aaj se hum tum sanam do jism aur ek jaan (aankhon mein tu hothon mein tu dhadkan mein tu saanson mein tu) - 2 deewane hum ho jaayenge - 2 tumko agar na paayenge (aankhon mein tu hothon mein tu dhadkan mein tu saanson mein tu) - 2

Duniya walon Ko

Singer: SONU NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(duniya walon ki nahi kutch bhi khabar - 2 kahe pyar karne ki hai yeh koi umar ham kahe dil se dil mile jo agar - 2 tab hai pyar karne ki har ek umar - 2) - 2 duniya walon ki nahi kutch bhi khabar nahi kutch bhi khabar (raat din seena kyun phadakta hai seene mein dil kyun dhadakta hai) - 2 kahi toh hai woh haseena koi jiske liye dil yeh tadapta hai koi kahe gulbatar jaan-e-chaman hai kaha - 2 duniya walon ki nahi kutch bhi khabar kahe pyar karne ki hai yeh koi umar ham kahe dil se dil mile jo agar - 2 tab hai pyar karne ki har ek umar - 2 duniya walon ki nahi kutch bhi khabar (yeh jahaan ek saraya phaani hai yahaan har chiz aani jaani hai) - 2 aake na jaake woh budhapa hai jaake na aaye woh jawani hai gayi akad dhili pakad josh magar hai jawan - 2 duniya walon ki nahi kutch bhi khabar kahe pyar karne ki hai yeh koi umar ham kahe dil se dil mile jo agar - 2 tab hai pyar karne ki har ek umar - 2 duniya walon ki nahi kutch bhi khabar duniya walon ki nahi kutch bhi khabar kahe pyar karne ki hai yeh koi umar ham kahe dil se dil mile jo agar tab hai pyar karne ki har ek umar - 3 har ek umar tab hai pyar karne ki umar umar umar

Kaahe Nahi Aave Mora Piya

Singer: UNKNOWN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

piya - 4 kaahe nahi aave mora piya nayan tarse lage na mora jiya nahi aave piya kaahe nahi aave mora piya nayan tarse lage na mora jiya nahi aave piya piya - 2 dheemi hawa manchali puchh ke yeh chali tere gaye kaha o piya tere chodd teri angiyaan bhul sudh budh aaj birhan kaun rang mein hai rangi aaiso laage koi jog liya kaahe nahi aave mora piya nayan tarse lage na mora jiya nahi aave piya kaahe nahi aave mora piya nayan tarse lage na mora jiya nahi aave piya

Khumari Chadh Ke Utar Gayi

Singer: JAGJIT SINGH

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(khumari chadh ke utar gayi zindagi yun hi gujar gayi) - 2 kabhi sote sote kabhi jaagte khwaabon ke pichhe yu hi bhaagte apni toh saari umar gayi - 2 khumari chadh ke utar gayi zindagi yun hi gujar gayi (rangeen bahaaron ki khwaahish rahi haath magar kutch aaya nahi) - 2 kehne ko apne the saathi kai saath kisine nibhaya nahi - 2 koi bhi hamsafar nahi kho gayi har dagar kahi kabhi sote sote kabhi jaagte khwaabon ke pichhe yu hi bhaagte apni toh saari umar gayi - 2 khumari chadh ke utar gayi zindagi yun hi gujar gayi (logon ko aksar dekha hai ghar ke liye rote hue) - 2 ham toh magar beghar hi rahe gharwalon ke hote hue - 2 aaya apna nazar nahi - 2 apni jahaa tak nazar gayi kabhi sote sote kabhi jaagte khwaabon ke pichhe yu hi bhaagte apni toh saari umar gayi - 2 khumari chadh ke utar gayi zindagi yun hi gujar gayi (pehle toh ham sun lete the shor mein bhi shehnaaiya) - 2 ab toh hamko lagti hai bheed mein bhi tanhaaiya jeene ki hasrat kidhar gayi - 2 dil ki kali bikhar gayi kabhi sote sote kabhi jaagte khwaabon ke pichhe yu hi bhaagte apni toh saari umar gayi - 2 khumari chadh ke utar gayi zindagi yun hi gujar gayi

Kutch Toh Kaho

Singer: UNKNOWN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(bechain saansein kyun hai kutch toh kaho na machalti yeh dhadkan kyun hai kutch toh kaho) - 2 meri zindagi o meri dilruba sanam hasratein machalti kyun hai kaho keh bhi do bechain saansein kyun hai kutch toh kaho na machalti yeh dhadkan kyun hai kutch toh kaho (mujhe kya pata ke mohabbat ke bas mein tum hi kutch kaho na kaha ki yeh rasmein) - 2 sabhi raaz dil ke khole dil ki kahi sanam mujhe chaho bhul jaao magar kutch kaho sanam dhadkane dhadakti kyun hai kaho keh bhi do bechain saansein kyun hai kutch toh kaho na machalti yeh dhadkan kyun hai kutch toh kaho (anjaani hai ab tak pyar ki woh raahe tumhi ko pukaare sada meri nigaahein) - 2 sambhalo mujhe tum ho na jaao kahi sanam tum hi mere hum nasheen ho hum raah har kadam seene se laga lo mujhe apna kaho bechain saansein kyun hai kutch toh kaho na machalti yeh dhadkan kyun hai kutch toh kaho (waqt dheeme dheeme paao badhata chala gaya tanhaai chup rahi pyar kutch keh gaya) - 2 kisine na dekha kaha phir chala gaya sanam samjha sako toh bata do hai kya sanam baahon mein sama lo aur kutch na kaho (bechain saansein kyun hai kutch toh kaho na machalti yeh dhadkan kyun hai kutch toh kaho) - 2

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about UMAR ...