Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film WAISA BHI HOTA HAI PART II

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Allah ke Bandhe

Singer: KAILASH KHER

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Tuta tuta ek parinda aise phuta ke phir judna paaya
Luta luta kisne usko aise luta ke phir udna paaya
Girta hua woh aasma se aake gira zaameen par
Khwabon mein aur baaton mein phir bhi woh kehta raha magar
Ke allah ke bandhe hasde, allah ke bandhe
allah ke bandhe hasde jo bhi ho kal phir aayega
Allah ke bandhe hasde, allah ke bandhe
allah ke bandhe hasde jo bhi ho kal phir aayega....................

Ho ke aapne par hi to usne tha udna sikhaaaa
Ho ke aapne par hi to ooooooooooooooooooooooo
Ho ke aapne par hi to usne tha udna sikhaaaa
Gum ko aapne saath mein lele dard bhi tere kaam aayegaa,
Allah ke bandhe hasde Allah ke bandhe,
Allah ke bandhe hasde jo bhi ho kal phir aayega....
tink tink tink
tukde tukde ho gaye athahar sapna jab woh tutaaa
bikhre tukdon ke mein allah ki marzi ka manjar aayega.......
allah ke bandhe hasde jo bhi ho kal phir aayega
Allah ke bandhe hasde, allah ke bandhe
allah ke bandhe hasde jo bhi ho kal phir aayega....................

Tuta tuta ek parinda aise phuta ke phir judna paaya
Luta luta kisne usko aise luta ke phir udna paaya
Girta hua woh aasma se aake gira zaameen par
Khwabon mein aur baaton mein phir bhi woh kehta raha magar
Ke allah ke bandhe hasde, allah ke bandhe
allah ke bandhe hasde jo bhi ho kal phir aayega
Allah ke bandhe hasde, allah ke bandhe
allah ke bandhe hasde jo bhi ho kal phir aayega..................

Contributed by: Chinmay Tamhaney

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about WAISA BHI HOTA HAI PART II ...