Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film YAADEIN

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Aye Dil Dil Ki Duniya Mein

Singer: SNEHA PANT, K. K., AND UDIT NARAYAN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

--FEMALE-
Aah, aah, aah, aah aah
Aah aah, aah
(Aye dil, dil ki duniya mein
Aisa haal bhi hota hai
Baahar koi hansta hai
Andar koi rota hai) - 2
Aye dil, koi pehchaana nahin
Kisi ne yeh maana nahin
Kisi ne yeh jaana nahin
Kisi ko bataana nahin
Dard chhupa hai kahan
Aye dil, dil ki duniya mein
Aisa haal bhi hota hai
Baahar koi hansta hai
Andar koi rota hai

--MALE--
O, hey, eh
Tune mujhse vafaa nahin ki
Tujhko kaise vafaa milegi
Tune mujhko dard diya hai
Tujhko kaise davaa milegi

--FEMALE--
Seene mein uthte hai armaan aise
Dariya mein aate hai toofan jaise
Kabhi kabhi khud hi maajhi
Kashti ko dubota hai
Aye dil, dil ki duniya mein
Aisa haal bhi hota hai
Baahar koi hansta hai
Andar koi rota hai

--MALE--
Kaante chunkar tera daaman
Phoolon se main bhar jaaoonga
Isse badi sazaa kya hogi
Maaf tujhe main kar jaaoonga
Aa, eh aah

--FEMALE--
Hogi kisi ko pehchaan kaise
Pyaar mein hote hain purbaan kaise
Humko yeh maaloom na tha
Pyaar bhi ek samjhauta hai
Aye dil, dil ki duniya mein
Aisa haal bhi hota hai
Baahar koi hansta hai
Andar koi rota hai
Aye dil, koi pehchaana nahin
Kisi ne yeh maana nahin
Kisi ne yeh jaana nahin
Kisi ko bataana nahin
Dard chhupa hai kahan

--MALE--
(Aye dil, dil ki duniya mein
Aisa haal bhi hota hai
Baahar koi hansta hai
Andar koi rota hai) - 2

Chanda taare, sun le saare

Singer: SUKHWINDER SINGH, AND KAVITA KRISHNAMURTHY SUBRAMANIAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

--MALE-
Chanda taare, sun le saare - 2
Teri yaadon mein hum soye jaage, soye jaage
Saara aalam kya hai jaanam tere pyaar ke aage
Aah ha, aah ha, o oh, oh
Chanda taare, sun le saare

--FEMALE--
Teri yaadon mein hum soye jaage, soye jaage
Saara aalam kya hai jaanam tere pyaar ke aage
Aah ha, aah ha, o oh, oh

--MALE--
Hum tum itna pyaar karenge - 2
Jo bhi sunega, voh yeh kahega
Kaun raha hai, kaun rahega
Pyaar raha hai, pyaar rahega

--FEMALE--
Pyaar raha hai, pyaar rahega

--MALE--
Chanda taare, sun le saare
Teri yaadon mein hum soye jaage, soye jaage
Saara aalam kya hai jaanam tere pyaar ke aage
Aah ha, aah ha, o oh, oh

--FEMALE--
Mere dil ki, tere dil ki - 2
Baat koi bhi beh na jaaye
Baat ka dariya chhod ke saahil
Humse aage beh na jaaye - 2
Chanda taare, sun le saare
Ho, teri yaadon mein hum soye jaage, soye jaage
Saara aalam kya hai jaanam tere pyaar ke aage
Aah ha, aah ha, o oh, oh

--BOTH--
Chanda taare, sun le saare
Teri yaadon mein hum soye jaage, soye jaage
Saara aalam kya hai jaanam tere pyaar ke aage
Aah ha, aah ha, o oh, oh

--MALE--
Chanda taare, sun le saare

--CHORUS--
Yaadein, yaadein, yaadein - 2

Jab dil mile mile mile dil mile

Singer: SUNIDHI CHAUHAN, SUKHWINDER SINGH, UDIT NARAYAN AND ASHA BHOSLE

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

--FEMALE 1-
Jab dil mile mile mile dil mile
Tab gul khile khile khile gul khile
Jab dil mile tab gul khile
Jab gul khile tab dil mile
Mile mile mile mile dil mile
Khile khile khile khile gul khile

--MALE 1--
Ho, ho
Is ishq mein aisi aag lage, ho
Is ishq mein aisi aag lage
Dil dariya mein toofanein uthe
Dharti dole aakash hile, ho
Yeh ishq qayamat bhi hai ji
Yeh ishq ibaadat bhi hai ji
Koi taubaa kare, koi sajta kare, ho

--MALE 2--
(O jab dil mile mile mile dil mile
Tab gul khile khile khile gul khile) - 2
O jab dil mile, tab gul khile
Jab gul khile, tab dil mile
Mile mile mile mile dil mile
O jab dil dil dil dil dil mile

--MALE 1--
Is ishq mein aisi aag lage, ho

--MALE 2--
Jab se tu hai is dil mein, is dil mein
Meri jaan hai mushkil mein, mushkil mein
Mehfil mein hai tanhaai, tanhaai
Tanhaai hai mehfil mein, mehfil mein
Yeh duniya apni prem gali
Aa gali mein lag jaa yaar gale
Ho jaaye saare door gile, ho
Jab dil mile mile mile dil mile - 2
Tab gul khile khile khile gul khile - 2

--FEMALE 2--
Jo kaho tum kar jaaye, kar jaaye
Ab abhi yahin mar jaaye, mar jaaye
Ek duje ka dil meethi si, pyaari si
Yaadon se hum bhar jaaye, bhar jaaye

--MALE 1--
Ho, ho

--MALE 2 + FEMALE 1--
Yeh ishq hamaara kaisa ho
Yeh ishq hamaara aisa ho

--MALE 2--
Ke saari duniya yaad kare, ho
Jab dil mile mile mile dil mile - 2

--FEMALE 2--
Ho jab dil mile mile mile dil mile
Tab gul khile khile khile gul khile

--MALE 2--
Jab dil mile, tab gul khile
Jab gul khile, tab dil mile

--FEMALE 2--
Mile mile mile mile dil mile
Jab dil dil dil dil dil mile

--MALE 2--
Jab dil mile mile mile dil mile - 2

--FEMALE 1--
Jab dil mile mile mile dil mile
Tab gul khile khile khile gul khile

--FEMALE 2--
(Aah aah, aah aah aah, mile, dil)

--FEMALE 1--
Koi taubaa kare, koi sajta kare - 2

Yaadein Yaad Aati Hain (Male)

Singer: HARIHARAN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

--MALE-
(Nagme hain, shikwe hain
Kisse hain, baatein hain) - 2
(Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain) - 2
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chal jaane ke baad aati hain
Yaadein, yaadein, yaadein

--CHORUS--
Sa ga re ga sa re ni sa sa sa - 2
Sa pa ma pa ma pa ga ma ga
Sa pa ma pa ma pa ga ma ma pa
Sa ga re ga sa re ni sa sa sa - 2

--MALE--
Yeh jeevan dil jaani, dariya ka hai paani
Paani to beh jaaye, baaqi kya reh jaaye
Yaadein, yaadein, yaadein
Nagme hain, shikwe hain
Kisse hain, baatein hain
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chal jaane ke baad aati hain
Yaadein, yaadein, yaadein

--FEMALE--
Aa aa aah, aa aa aah, aa aa aah - 2

--MALE--
Duniya mein yun aana, duniya se yun jaana
Aao to le aana, jaao to de jaana
Yaadein, yaadein, yaadein

Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chal jaane ke baad aati hain
Yaadein, yaadein, yaadein

--FEMALE--
Aa aa aah, aa aa aah, aa aa aah - 2

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about YAADEIN ...