Songs from film YEH BASTI YEH LOG
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Dil Jalega To Zamane Mein
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
dil jalega to zamaane mein ujaala hoga -2
husn zarron ka sitaaron se niraala hoga
dil jalega ...
kaun jaane ye mohabbat ki saza hai ke sila -2
ham kinaare pe bhi pahunche to kinaara na mila
bujh gaya chaand kisi dard bhare dil ki tarah -2
raat ka rang abhi aur bhi kaala hoga
dil jalega ...
dekhana roegi fariyaad karegi duniya -2
ham na honge to hamein yaad karegi duniya
apane jeene ki ada bhi hai anokhi qad (??) ke -2
apane marane ka bhi andaaz niraala hoga
dil jalega to zamaane mein ujaala hoga

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about YEH BASTI YEH LOG ...