Songs from film YUN HOTA TOH KYA HOTA
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Ek Baar Jana
Singer: CHORUS, DEVCHAND GADHVI, JAVED ALI, KIRTI SAGATIA, MADHUSHREE
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
ek baar jana - 3 america janaa
ek baar jana - 3 america janaab
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab
chaaro taraf bikhre hai
durr saar hamse
dard se paraya aadmi
na wahaan kahi koi kami hai
kya zameen kya aasmaan
sabse haseen hai woh jahaan
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab
arey jo gaya wahi ka ho gaya
usmein hai kashish badi ghazab ki
uski roshani mein kho gaya
uski aarzoo hai kuchh ajab si
ek baar jo jaaunga main
waapas na aaunga main
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab
husn ki bahaar milegi
gori gori hongi goriyaan
ishq ki kali bhi khilegi
baandh lena dil ki doriyaan
chaahoge jo paaoge woh
kehna mera maan lo
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab
ek baar jana - 3 america janaab
ek baar jana - 3 america janaab
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab
chaaro taraf bikhre hai
durr saar hamse
dard se paraya aadmi
na wahaan kahi koi kami hai
kya zameen kya aasmaan
sabse haseen hai woh jahaan
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab
arey jo gaya wahi ka ho gaya
usmein hai kashish badi ghazab ki
uski roshani mein kho gaya
uski aarzoo hai kuchh ajab si
ek baar jo jaaunga main
waapas na aaunga main
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab
husn ki bahaar milegi
gori gori hongi goriyaan
ishq ki kali bhi khilegi
baandh lena dil ki doriyaan
chaahoge jo paaoge woh
kehna mera maan lo
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab
ek baar jana - 3 america janaab
Mann Ke Darpan Mein
Singer: OM THE FUSIN BAND
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
mann ke darpan mein dekhe hai kitne rang jeevan ke -
saat surr milke jaise sangeet mein dhale
phool chun chun ke jaise gulshan koi khile
mann ke darpan mein dekhe hai kitne rang jeevan ke
pal mein baadal hai pal mein kirnen hai
bhor hai saanjh hai kabhi
ek pal mann niraash hai aas hai kabhi
pal mein muskaan pal mein hairaan
pyar hai darr hai kabhi
log apane hai ek pal gair hai kabhi
pal yeh kab jaane din bane
jaane kaise din badle saal mein
ungliyon pe gine agar
yun toh saal bhi gujre hai kai
pichhe mudd ke jo ek baar
aaj bhi yaad hai sabhi
yaadon ke saath khwaabon ke silsile chale
beete har pal ke rang har khwaab mein mile
mann ke darpan mein dekhe hai kitne rang jeevan ke - 2
bin ladakpan ke manchalepan ke
kitne maasoom the sabhi
ab hai afsos ke laut ke aayenge sabhi
pal do pal ke hai saare ehsaas
pal do pal ki hai zindagi
rishten naaten bhi khel hai pal do pal ke
behti nadiyan ki dhaar ke jaisi
har khushi aani jaani hai
saansen jab tak hai chal rahi
dhadkanon mein jab tak rawaani hai
ek roshan diye ke lau jaisi zindagi ki kahaani hai
aandhiyon mein bhi zindagi ki yeh lau jale
??? ki lay pe umra ki dastaan chale
saat surr milke jaise sangeet mein dhale
phool chun chun ke jaise gulshan koi khile
mann ke darpan mein dekhe hai kitne rang jeevan ke
pal mein baadal hai pal mein kirnen hai
bhor hai saanjh hai kabhi
ek pal mann niraash hai aas hai kabhi
pal mein muskaan pal mein hairaan
pyar hai darr hai kabhi
log apane hai ek pal gair hai kabhi
pal yeh kab jaane din bane
jaane kaise din badle saal mein
ungliyon pe gine agar
yun toh saal bhi gujre hai kai
pichhe mudd ke jo ek baar
aaj bhi yaad hai sabhi
yaadon ke saath khwaabon ke silsile chale
beete har pal ke rang har khwaab mein mile
mann ke darpan mein dekhe hai kitne rang jeevan ke - 2
bin ladakpan ke manchalepan ke
kitne maasoom the sabhi
ab hai afsos ke laut ke aayenge sabhi
pal do pal ke hai saare ehsaas
pal do pal ki hai zindagi
rishten naaten bhi khel hai pal do pal ke
behti nadiyan ki dhaar ke jaisi
har khushi aani jaani hai
saansen jab tak hai chal rahi
dhadkanon mein jab tak rawaani hai
ek roshan diye ke lau jaisi zindagi ki kahaani hai
aandhiyon mein bhi zindagi ki yeh lau jale
??? ki lay pe umra ki dastaan chale
Yaadon Mein Aksar
Singer: SHAAN, SHREYA GHOSHAL
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
yaadon mein aksar aate rah
kuchh pal hasake rulaate rahe
tumko bhula na paaye kabhi
lagta hai tum saath mein ho abhi
kya khub lamge hai ham aaj phir se hai saath
udd ke chale asmaan ke paar
dil ki tammanna hai baar baar
bikhre hue khwaab kitne
aankhen hai khud mein basaaye
khwaabon mein na mil sake jo
aaon unhen dhund laaye
phir hoke sach khwaab apane
chalne lagene saath saath
samjho na tum yeh zara si baat
samandar ki lehron ko dekho
tute magar tham na jaaye
saahil se milne ke khaatir
leke umeeden woh aayen
ham tum bhi lehron ki tarah
milte rahenge baar baar
lamhen yeh aayenge baar baar
kuchh pal hasake rulaate rahe
tumko bhula na paaye kabhi
lagta hai tum saath mein ho abhi
kya khub lamge hai ham aaj phir se hai saath
udd ke chale asmaan ke paar
dil ki tammanna hai baar baar
bikhre hue khwaab kitne
aankhen hai khud mein basaaye
khwaabon mein na mil sake jo
aaon unhen dhund laaye
phir hoke sach khwaab apane
chalne lagene saath saath
samjho na tum yeh zara si baat
samandar ki lehron ko dekho
tute magar tham na jaaye
saahil se milne ke khaatir
leke umeeden woh aayen
ham tum bhi lehron ki tarah
milte rahenge baar baar
lamhen yeh aayenge baar baar
Yun Hota Toh Kya Hota
Singer: KUNAL GANJAWALA, SUNIDHI CHAUHAN
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
ho ho o ho ho h
ho ho o ho ho
ho ho ho ho ho ho
ho ho ho ho ho ho
ehsaas mein duba duba aawarapan
paagal paagal hai jism-o-jaan jism-o-jaan jism-o-jaan
betaabiyaan kahe yahi nazar ne kiya
duri jo na hoti darmiyaan darmiyaan darmiyaan
yun hota toh kya hota - 3
maine tumhe chaha badi armaan se
tumhe dekha har pal pyar se pyar se pyar se
mere hamnawa maine tumhen dil de diya
kabhi tum bhi kehte yaar se yaar se yaar se
yun hota toh kya hota - 3
yaad aa gaye ek ek woh saare pal
jinhen hamne guzara saath mein saath mein saath mein
dobara ho yahaan agar milte nahi
chubhti aaahen jasbaat mein raat mein raat mein raat mein
yun hota toh kya hota - 4
hota nahi mere tan mann tera intezaar
kat ti nahi tanha zindagi zindagi zindagi
tum saamne mere agar rahte sadaa
na hoti jahaan ki bebasi bebasi bebasi
yun hota toh kya hota - 4
toofan sa abhi yahaan jo aaya tha
barbaadi ka jo saaya tha saaya tha saaya tha
uss mauj mein ham bhe beh jaate toh
farmaan jo maut ka laaya tha laaya tha laaya tha
yun hota toh kya hota - 4
ho ho o ho ho
ho ho ho ho ho ho
ho ho ho ho ho ho
ehsaas mein duba duba aawarapan
paagal paagal hai jism-o-jaan jism-o-jaan jism-o-jaan
betaabiyaan kahe yahi nazar ne kiya
duri jo na hoti darmiyaan darmiyaan darmiyaan
yun hota toh kya hota - 3
maine tumhe chaha badi armaan se
tumhe dekha har pal pyar se pyar se pyar se
mere hamnawa maine tumhen dil de diya
kabhi tum bhi kehte yaar se yaar se yaar se
yun hota toh kya hota - 3
yaad aa gaye ek ek woh saare pal
jinhen hamne guzara saath mein saath mein saath mein
dobara ho yahaan agar milte nahi
chubhti aaahen jasbaat mein raat mein raat mein raat mein
yun hota toh kya hota - 4
hota nahi mere tan mann tera intezaar
kat ti nahi tanha zindagi zindagi zindagi
tum saamne mere agar rahte sadaa
na hoti jahaan ki bebasi bebasi bebasi
yun hota toh kya hota - 4
toofan sa abhi yahaan jo aaya tha
barbaadi ka jo saaya tha saaya tha saaya tha
uss mauj mein ham bhe beh jaate toh
farmaan jo maut ka laaya tha laaya tha laaya tha
yun hota toh kya hota - 4
Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about YUN HOTA TOH KYA HOTA ...
