Songs from film ZAMANA DEEWANA
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Ab Hain Neend Kise
Singer: ALKA YAGNIK, KUMAR SANU
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
tujhse puchu ek sawaa
bol zara kya hai tera haal
kya meri tarah tu bhi tadapta hai
ab hai neend kise ab hai chain kaha
hosh udaaye tera shabaab
mere sawaal ka de tu jawaab
kya tera dil bhi aise dhadakta hai
ab hai neend kise ...
neendiya churaa ke le gayi bindiya deewani
jiyaa churaa ke le gaye kunvaare kanganaa
doli mein bitha ke tujhe chunari udhaa ke
main to le aaungaa mere anganaa
pyaar ka phool dil mein mehaktaa hai
ab hai neend kise ...
saari saari rainaa teri yaad sataaye
barasaat sataaye sajanaa
kaate na katein ye din ab tere bin
mulaaqaat sataaye sajanaa
paas aake bhi tu duur rehta hai
ab hai neend kise ...
bol zara kya hai tera haal
kya meri tarah tu bhi tadapta hai
ab hai neend kise ab hai chain kaha
hosh udaaye tera shabaab
mere sawaal ka de tu jawaab
kya tera dil bhi aise dhadakta hai
ab hai neend kise ...
neendiya churaa ke le gayi bindiya deewani
jiyaa churaa ke le gaye kunvaare kanganaa
doli mein bitha ke tujhe chunari udhaa ke
main to le aaungaa mere anganaa
pyaar ka phool dil mein mehaktaa hai
ab hai neend kise ...
saari saari rainaa teri yaad sataaye
barasaat sataaye sajanaa
kaate na katein ye din ab tere bin
mulaaqaat sataaye sajanaa
paas aake bhi tu duur rehta hai
ab hai neend kise ...
Soch Liya Maine Aye Mere Dilbar
Singer: ALKA YAGNIK, VINOD RATHOD
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
soch liya maine aye mere dilba
hai yah vaada kiya maine aye jaan-e-jigar
ek tere siva mujhe aur kisi se pyaar karna nahi
soch liya maine aye mere dilbar ...
dil nahi hai tu dilruba hai tu
mere khayalo ki apsara hai tu
naazani hai tu mahajabin hai tu
dil jise chaahe vo hasi hai tu
mahaboob mere dil ki kasam
mujhe aah bharna nahi
soch liya maine aye mere dilbar ...
jo iradaa kiya maine jaan-e-jigar
tu hai dhadkan meri tu hai saanson mein
tera hi jalwa jo meri aankhon mein
pyaar aanaa thaa pyaar aayaa hai
kya naam mere dil pe chaaya hai
mujhko hai lutaani jaan apni
kisi aur pe marna nahi
soch liya maine aye mere dilbar ...
main tujhe dekhu dekhati jaau
haal ab kya hai kaise samjhaun
puchh na saki kya kiya maine
dil tera leke dil diya maine
kuch bhi ho sanam anjaam-e-vafaa
ab mujhko darna nahi
soch liya maine aye mere dilbar ...
hai yah vaada kiya maine aye jaan-e-jigar
ek tere siva mujhe aur kisi se pyaar karna nahi
soch liya maine aye mere dilbar ...
dil nahi hai tu dilruba hai tu
mere khayalo ki apsara hai tu
naazani hai tu mahajabin hai tu
dil jise chaahe vo hasi hai tu
mahaboob mere dil ki kasam
mujhe aah bharna nahi
soch liya maine aye mere dilbar ...
jo iradaa kiya maine jaan-e-jigar
tu hai dhadkan meri tu hai saanson mein
tera hi jalwa jo meri aankhon mein
pyaar aanaa thaa pyaar aayaa hai
kya naam mere dil pe chaaya hai
mujhko hai lutaani jaan apni
kisi aur pe marna nahi
soch liya maine aye mere dilbar ...
main tujhe dekhu dekhati jaau
haal ab kya hai kaise samjhaun
puchh na saki kya kiya maine
dil tera leke dil diya maine
kuch bhi ho sanam anjaam-e-vafaa
ab mujhko darna nahi
soch liya maine aye mere dilbar ...
Zamaane Ko Ab Tak Nahi
Singer: ALKA YAGNIK, ABHIJIT
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
zamaane ko ab tak nahi hai pata
agar ho gayi hamse koi khataa
kahi shor mach gaya to kya hoga kya hoga kyaa hoga
zamaane ko ab tak nahi hai pataa...
dekh na aaisi nazaro se bechain dil ghabraataa hai
bin tujhe dekhe dil par ab chain kahi na aataa hai
chhodo sharaarat karnaa aise mohabbat kar naa
thodaa behak jaane do nazadeek to aane do
deewaane zaraa mujhko itnaa bataa
agar ho gayi hamse koi khataa ...
kyun karen na pyaar hum mauqaa bhi hai tanhaai bhi
dhadkane betaab hain mausam bhi hai angadaai bhi
gori mera dil kab se moti chura lu lab se
baahon mein baahein daalo mujhko gale se lagaa lo
tumhein dekh kar ho rahaa hai nashaa
agar ho gayi hamse koi khataa ...
agar ho gayi hamse koi khataa
kahi shor mach gaya to kya hoga kya hoga kyaa hoga
zamaane ko ab tak nahi hai pataa...
dekh na aaisi nazaro se bechain dil ghabraataa hai
bin tujhe dekhe dil par ab chain kahi na aataa hai
chhodo sharaarat karnaa aise mohabbat kar naa
thodaa behak jaane do nazadeek to aane do
deewaane zaraa mujhko itnaa bataa
agar ho gayi hamse koi khataa ...
kyun karen na pyaar hum mauqaa bhi hai tanhaai bhi
dhadkane betaab hain mausam bhi hai angadaai bhi
gori mera dil kab se moti chura lu lab se
baahon mein baahein daalo mujhko gale se lagaa lo
tumhein dekh kar ho rahaa hai nashaa
agar ho gayi hamse koi khataa ...
Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about ZAMANA DEEWANA ...
