FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from LAMAHE - ABHIJEET

Read available LAMAHE - ABHIJEET lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Alvida Alvida

Singer: ABHIJEET

Lyrics of Alvida Alvida

durr jaaunga main paas aaunga mai khaamoshi mein duaan mein yaad aaunga main - 2 alvida alvida yaad aaunga main - 2 alvida ...

Ek Baar Tum Aana

Singer: ABHIJEET

Lyrics of Ek Baar Tum Aana

ek baar tum aana phir bhale laut jaan mera beeta huaa kal laana saagar ke kinaare aana wahi ret ka ghar hai banana o o o ~ ek baar tum aana phir bhale laut jaana mera beeta huaa kal laana saagar ke kinaare aana wahi ret ka ghar hai banana o o o ~ chanda tha jahaan wahi hai abhi sitaaron ki jhilmil wahi chanda tha jahaan wahi hai abhi sitaaron ki jhilmil wahi jis mod pe ham mile the kabhi woh mod abhi hai wahi kajra lagana palken jhukana milana tera sharmana ek baar tum aana phir bhale laut jaana mera beeta huaa kal laana saagar ke kinaare aana chaha jo yahaan mila hai sabhi haan tumko magar kho diya chaha jo yahaan mila hai sabhi haan tumko magar kho diya sapanon ka shahar ho apana huaan ek tu hi na mera huaan mujhko manana khud ruth jaana dekha na tera itaraana ek baar tum aana phir bhale laut jaana mera beeta huaa kal laana saagar ke kinaare aana wahi ret ka ghar hai banana o o o ~

Haal Kaho Aur Haal Suno

Singer: ABHIJEET

Lyrics of Haal Kaho Aur Haal Suno

ma pa ga pa ma pa pa dha ni dha pa ni haal kaho aur haal suno ga ma pa ma ga pa dil ki kaho kuchh dil ki suno ma pa dha pa ma dha pa dha ni dha pa ni haal kaho aur haal suno dil ki kaho kuchh dil ki suno aaise bhi hamse milon chhodo yeh pal do pal ka - 2 aana jaana haal kaho aur haal suno dil ki kaho kuchh dil ki suno chhodo yeh pal do pal ka aana jaana kaisa hai yeh silsila tera mera hota nahi jo shuru kaisa hai yeh silsila tera mera hota nahi jo shuru hoga kabhi jo mile kahi kabhi teri meri aarzoo par mile toh mile kaise bataa mujhe tera na tujhe mera pata bataa koi yahaan pe kyon ho - 2 begaana ma pa ga pa ma pa pa dha ni dha pa ni kabhi koi shaam naam mere bhi apani tum kar do na kabhi koi shaam naam mere bhi apani tum kar do na kahne ko jo baat bekaraar hoon tum wahi keh do naa aaisa na ho gujar jaaye sama mile tujhe na mujhe koi jahaan yahaan chhodo bhi tum nazron ka - 2 yun churana haal kaho aur haal suno dil ki kaho kuchh dil ki suno chhodo yeh pal do pal ka - 2 aana jaana

Hare Krishna Hare Rama

Singer: ABHIJEET

Lyrics of Hare Krishna Hare Rama

Krishna krishna koi mile ya na mile saath chalen ya na chalen hum toh gaayenge jhoom jaayenge milke saathiyon ko gavaayenge sab milke yeh kaho hare krishna hare rama - 5 koi mile ya na mile saath chalen ya na chale hare krishna... hare krishna hare ramaa -2 duur agar tum hona toh yaad sada tum rakhana suno mere yaaron bhul na jaana dil se deewanon ko jaam chhalakti jaaye toh yaar kabhi na khona suno mere yaaron todd na dena khaali paimaano ko jaal pyaar ke ham sajaayenge jhilmilaayenge muskuraayenge sab milke yeh kaho hare krishna hare ramaa - 4 hare krishna hare rama hare krishna mehalon mein bhi tum rehna toh roz hamein tum milna jee toh chahe duniya hamein na bhulana dil se yaaron ko dosti ab na tootegi itana hamein hai kehna roke jo zamana todd ke aana sheeshe ki deewaron ko ham toh aayenge rukk na paayenge vaada jo kiya woh nibhaayenge sab milke yeh kaho hare krishna hare ramaa - 5 koi mile ya na mile saath chalen ya na chalen hum toh gaayenge jhoom jaayenge milke saathiyon ko gavaayenge sab milke yeh kaho hare krishna hare rama....

Jise Maine Maanga

Singer: ABHIJEET

Lyrics of Jise Maine Maanga

jise maine maanga mujhe na woh mil mujhko jisne chaha main uska na huaan ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi kyun hai pyar karti har lamha har ghadi jise maine maanga mujhe na woh mila mujhko jisne chaha main uska na huaan ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi kyun hai pyar karti har lamha har ghadi na yeh pal hai hamara kabhi na tha yeh hamara kahaa pal ruka hain yeh chalta hi raha hain magar yeh pyar phir bhi khatam na hoga kabhi bhi nahi woh mila hain toh phir kaisa gila hain magar dil ki dhadkan khaamosh bankar use yaad karti har lamaha har ghadi jise maine maanga mujhe na woh mila mujhko jisne chaha main uska na huaan ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi kyun hai pyar karti har lamha har ghadi ke jab jab chaandani ko mera dil hai tarasta tabhi bebaat baadal kyun aake hai barasta magar aankhon ka aansu bina baadal hai chhalakta sisakta machalta na kisiki hai sunta zamane se chhup kar jo palken hamesha tera khwaab rakhti har lamha har ghadi jise maine maanga mujhe na woh mila mujhko jisne chaha main uska na huaan ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi kyun hai pyar karti har lamha har ghadi

Khwaabon Mein Aana Jaana

Singer: ABHIJEET

Lyrics of Khwaabon Mein Aana Jaana

khwaabon mein aana jaan yaadon mein yun mil jaana jaise kabhi tum gaye hi nahi o o o o~ jaise judaa hum hue nahi khwaabon mein aana jaana yaadon mein yun mil jaana jaise kabhi tum gaye hi nahi khaamosh lamhe sun rahe hain aahaten jaise teri tanhaaiyon ka silsila yeh tak raha raahen teri tu naa aaye par sajaaye baithe hai ham yeh ummeden apani sanam tu na aaye yeh umeeden o o o o~ jeete hai ham inke darmiyaan mehki hui woh shaam jismein khul gaya charcha tera behti hui woh raat jismein khil gaya chehra tera bekaraari badh rahi hai ab aaon na zindagi tum churaaon na bekaraari zindagi tum o o o o~ kab tak kare aitbaar khwaabon mein aana jaana yaadon mein yun mil jaana jaise kabhi tum gaye hi nahi o o o o~ jaise judaa hum hue nahi

Main Rahoon Na Rahoon

Singer: ABHIJEET

Lyrics of Main Rahoon Na Rahoon

main rahoon na rahoon meri aawaaz main rahoon na rahoon meri aawaaz tum gunjati har jagah har kadam paaogi main milu na milu mere geeton ko tum zindagi ki tarah har kadam paaoge - 2 main tha jahaan hoon main waheen beeta huan kal main nahi main tha jahaan hoon main waheen beeta huan kal main nahi har mod pe har raah mein har dard mein har aaha mein gungunaunga main muskuraaunga main dil ki aabo hawa mein yaad aaunga main yaad aaunga main kuchh kahu na kahu mere geeton ko tum roshani ki tarah har taraf paaoge - 2 main aaj hoon main kal bhi hoon sadiyaan hoon main main pal bhi hoon main aaj hoon main kal bhi hoon sadiyaan hoon main main pal bhi hoon har rang mein har roop mein har chaanv mein har roop mein jhilmilaaunga main jagmagaaunga main mausamon ki adaa mein yaad aaunga main yaad aaunga main main dikhu naa dikhu mere andaaz tum waqt hi ki tarah har taraf paaoge main rahoon na rahoon meri aawaaz tum gunjati har jagah har kadam paaoge - 3

Zamane Se Puchho

Singer: ABHIJEET

Lyrics of Zamane Se Puchho

zamane se puchho mere dil se puchh main khush hoon nahi hoon tumhen kya pata sabhi saath hain par main hoon akela andhera bada yeh dil bujh gaya din raat raat main hoon jaagta har khwaab khwaab tujhko maangata meri zindagi ka toh hain haadsa mere humsafar tum kaha kho gaye ho yeh kya ho gaya nagmon ko mere sunkar hamesha roti ho kyon tum ho khud se khafa khaton ko meri tum seene se lagakar sisakti ho tum kyon hai kiski khata yeh kya ho gaya zamane se puchho mere dil se puchho main khush hoon nahi hoon tumhe kya pata tum toh safar mein mere hamsafar the kahaan kho gaye ho yeh kya ho gaya pal jo hamesha khushi se bhara tha woh pal hamein ab rulane laga hain yeh kya ho gaya zamane se puchho mere dil se puchho main khush hoon nahi hoon tumhen kya pata din raat raat main hoon jaagata aur khwaab khwaab tujhko maangata yahi pyar pyar ka hai vaasta meri zindagi ka toh hain haadsa mere humsafar tum kaha kho gaye ho yeh kya ho gaya
Back to Film List

About LAMAHE - ABHIJEET Songs and Lyrics

Explore the LAMAHE - ABHIJEET soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for LAMAHE - ABHIJEET.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics