FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from MAINE PYAAR KIYA

Read available MAINE PYAAR KIYA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aaja Shaam Hone Aayi

Singer: LATA MANGESHKAR & S.P.BALASUBRAHMANYAM

Lyrics of Aaja Shaam Hone Aayi

Aaja shaam hone aayi Mausam ne li angdaai Aaja shaam hone aayi Mausam ne li angdaai To kis baat ki hai ladaai Tu chal main aayi Tu chal main aayi Aaja shaam hone aayi Mausam ne li angdaai To kis baat ki hai ladaai Tu chal main aayi No no Tu chal main aayi Baja kya hai dekho zara tum ghadi Guzar jaaye na prem ki ye ghadi Baja kya hai dekho zara tum ghadi Guzar jaaye na prem ki ye ghadi Aati hoon thoda sa dheeraj dharo Laga doongi main prem ki phir jhadi Utni hi door hai tu jitni kareeb hai Tere mere pyaar ka kissa ajeeb hai Dhat tere ki Ab to jaan pe ban aayi Ye hai pyaar ki gehraai Ab to jaan pe ban aayi Ye hai pyaar ki gehraai To kis baat ki hai ladaai Tu chal main aayi My God Tu chal main aayi Come soon yaar Bahut ho chuki hai teri dillagi Chali aao ab shaam dhalne lagi Hey bahut ho chuki hai teri dillagi Chali aao ab shaam dhalne lagi Mere dil mein kitni umangein bhari Tumhein main batati hoon aakar abhi Haan ha mera jaadu chal gaya tera chehra khil gaya Peechhe peechhe main chali aage aage tu chala Dhat tere ki To kar do sabko tum goodbye Maine pyaar kiya main aayi Kar do sabko tum goodbye Maine pyaar kiya main aayi To kis baat ki hai ladaai Tu chal main aayi Make it fast Tu chal main aayi Oh come on.

Dil Deewana (duet)

Singer: LATA MANGESHKAR & S.P.BALASUBRAHMANYAM

Lyrics of Dil Deewana (duet)

Dil deewana bin sajna k Maane na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Dhak dhak bole it ut dole Din raina Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na .

Dil Deewana (female)

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Dil Deewana (female)

Dil deewana bin sajna k Maane na Dil deewana bin sajna ke Maane na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Dhak dhak bole it ut dole Din raina Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Duniya maange apni muraadein main to maangoon saajan Duniya maange apni muraadein main to maangoon saajan Rahe salaamat mera sajna aur sajna ka aangan Iske siva dil rab se kuchh bhi chaahe na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Jee ye chaahe banake aanchal tumko lapetoon tan pe Jee ye chaahe banake aanchal tumko lapetoon tan pe Kabhi ye sochoon main ud jaoon tumko liye gagan pe Aur bhi kuchh hain dil ke iraade kya kehna Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Dil deewana bin sajna ke Maane na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na .

Dil Deewana (male)

Singer: S.P.BALASUBRAHMANYAM

Lyrics of Dil Deewana (male)

Dil deewana bin sajna k Maane na Dil deewana bin sajna ke Maane na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Dhak dhak bole it ut dole Din raina Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Dard judaai kya hota hai tum jaano main jaanoon ho ho ho ho ho Dard judaai kya hota hai tum jaano main jaanoon Pyaar bulaaye duniya roke kiska kehna maanoon Tumse mile bin dil ko kuchh bhi soojhe na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na oh ho ho ho ho oh ho ho ho ho Banke lahoo nas nas mein mohabbat daude aur pukaare ho ho ho ho ho Banke lahoo nas nas mein mohabbat daude aur pukaare Pyaar mein sab kuchh haar diya par himmat kaise haarein Keh do duniya dil ka rasta roke na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Dil deewana bin sajna ke Maane na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na .

Kabootar Ja Ja Ja

Singer: LATA MANGESHKAR & S.P.BALASUBRAHMANYAM

Lyrics of Kabootar Ja Ja Ja

Ja ja Ja ja Ja ja Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja Pehle pyaar ki pehli chitthi O o pehle pyaar ki pehli chitthi saajan ko de aa Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja Unse kehna jabse gaye tum main to adhuri lagti hoon In honthon pe chup si lagi hai na roti na hansti hoon Bhool hui jo unhein sataaya O O bhool hui jo unhein sataaya aisa paap kiya Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja Ja ja Mann hi mann mein unko apna sab kuchh maan chuki hoon main Vo kya hain main kaun hoon unki ab ye jaan chuki hoon main Unko apne saath hi laana O o unko apne saath hi laana dil hi nahin lagta Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja Ja ja Oh oh.... Yahan ka mausam bada haseen hai phir bhi pyaar udaas hai Unse kehna door sahi main dil to unhi ke paas hai Tu ye sandesa unko sunaana O o tu ye sandesa unko sunaana main peechhe aaya Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja Ah aah.... Jahaan bhi dekhoon tum hi tum ho aur nazar na kuchh aaye Dil ye chaahe is aalam mein kaash zamaana ruk jaaye Aaj se pehle kabhi nahin thi Aaj se pehle kabhi nahin thi itni haseen duniya

Kahe Tohse Sajna

Singer: SHARDA SINHA

Lyrics of Kahe Tohse Sajna

Kahe tohse sajn Kahe tohse sajna Ye tori sajaniya Pagh paghliye jaaon tohri balaiyaan main Pagh paghliye jaaon tohri balaiyaan Magan apni dhun mein rahe more sainya Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan Badariya se barsoon ghata banke chhaaoon Badariya se barsoon ghata banke chhaaoon Badariya se barsoon ghata banke chhaaoon Jiya tohe chaahe tohe ang lagaoon Laaj nigodi mori roke hai paiyaan Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan main Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan Main jag ki koi reet na jaanu Main jag ki koi O main jag ki koi reet na jaanu Maang ka tohe sindoor maanu Tu hi choodiyaan mori tu hi kalaiyaan Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan main Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan Mohe laage pyaare sabhi rang piya re Mohe laage pyaare Mohe laage pyaare sabhi rang piya re Dukh sukh mein har pal rahoon sang piya re Dardava ko baateumar larkaiyaan O pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan Kahe tohse sajna Ye tori sajaniya Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan main Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan

Maine Pyaar Kiya

Singer: LATA MANGESHKAR & S.P.BALASUBRAHMANYAM

Lyrics of Maine Pyaar Kiya

Dil deke darde mohabbat liya ha Soch samajh ke ye sauda kiya hai Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai O.. Dil deke darde mohabbat liya hai Soch samajh ke ye sauda kiya hai Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai O.. Pehle pahal jab usay maine dekha Vo ban gayi meri kismat ki rekha Khabar kya thi ye baat itni badhegi Mohaabat mein mahnat bhi karni padegi Dilwaale mahnat se darte nahin hai Darte hain vo pyaar karte nahin hai Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai O.. Duniya ki daulat thukra chuka hoon Zulfon ki chhaaon mein aakar ruka hoon Ye chhaaon meri hai meri rahegi Jo main kahoonga vo duniya kahegi Ye chaand sooraj bhi chhodein chamakna Mushkil hain mere iraade badalna Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai O.. Main teri dil tera ye jaan teri Tera mohabbat hai pehchaan meri Main aaj kehti hoon ye sabke aage Ek din main keh doongi ye rab ke aage Tujhko hi bigde banana padega Bichhde huey dil milana padega Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai O .. Dil deke darde mohabbat liya hai Soch samajh ke ye sauda kiya hai Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Back to Film List

About MAINE PYAAR KIYA Songs and Lyrics

Explore the MAINE PYAAR KIYA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for MAINE PYAAR KIYA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics