FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from MUSAFIR

Read available MUSAFIR lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Door Se Paas

Singer: K.K. AND SHAMA

Lyrics of Door Se Paas

Door se paas bulaale aaye - Pal mein nas nas mein bas jaaye Hasaaye, rulaaye, apnaaye thhukraaye Chaahe dil se jab chaahe Door se paas bulaale aaye Pal mein nas nas mein bas jaaye Hasaaye, rulaaye, apnaaye thhukraaye Chaahe dil se jab chaahe Jab chaahe -7 (Aa�aa�aa�aaha�aa�aaha�aa�) Chalti hai peechhe iske hawaayein Hawaaon se aage iska jahaan Door se paas bulaale aaye Pal mein nas nas mein bas jaaye Hasaaye, rulaaye, apnaaye thhukraaye Chaahe dil se jab chaahe (Aa�aa�aa�aaha�aa�aaha�aa�) (Ye paheli hai, sirf isko sochenge Ek jhaunka hai, kaise jisko rokenge) -2 Hawaaon se aage iska jahaan Door se paas bulaale aaye Pal mein nas nas mein bas jaaye Hasaaye, rulaaye, apnaaye thhukraaye Door se paas bulaale aaye Pal mein nas nas mein bas jaaye Hasaaye, rulaaye, apnaaye thhukraaye

Ik Dil Ne (Casa Brittona Mix)

Singer: KUNAL GANJAWALA, SHREYA GHOSHAL

Lyrics of Ik Dil Ne (Casa Brittona Mix)

Ik dil ne, ik dil se, chhup chhupke kuch kaha -2 Ik dil ne, ik dil se, chhup chhupke kya kaha Kaha ke ye jo zamaana hai diwaana hai Hawa hawaayein nahin, tera fasaana hai Fasaana hai, fasaana hai Diwaana hai, diwaana hai Ik dil ne, ik dil se, chhup chhupke kuch kaha Ik dil ne, ik dil se, chhup chhupke kya kaha Kaha ke ye jo zamaana hai diwaana hai Hawa hawaayein nahin, tera fasaana hai Fasaana hai, fasaana hai Diwaana hai, diwaana hai Hawa ki sansani, tera hi naam leti hai Hawa aa kar bas, ye daaman thaam leti hai Mere dil pe hai tu chhaayi chhaayi Rhimjhim ke main taraane laayi Baarish ka geet tumko hi sunaana hai Sunaana hai, sunaana hai Diwaana hai, diwaana hai Teri aankhon mein, ghata kaajal laga degi Fiza ki masti, tujhe shaayar bana degi Meri har khushi ko laayi laayi Khushboo mein main samaayi aayi Qadmon mein tere is dil ko bichhaana hai Bichhaana hai, bichhaana hai Diwaana hai, diwaana hai Ik dil ne, ik dil se, chhup chhupke kuch kaha Ik dil ne, ik dil se, chhup chhupke kya kaha Kaha ke ye jo zamaana hai, diwaana hai Hawa hawaayein nahin, tera fasaana hai Fasaana hai, fasaana hai Diwaana hai, diwaana hai -4 (Diwaana hai diwaana diwana�tera diwaana hai, oh�ye� Diwaana�diwaana diwaana�oh..diwaana� Diwaana hai)

Ishq Kabhi Kario Na (Paradise Mix)

Singer: SUKHWINDER SINGH

Lyrics of Ishq Kabhi Kario Na (Paradise Mix)

Ishq na kar ke dariyo ishq hi kariyo n Mar gaye ishq mein aashiq, aashiq baniyo na Mar gaye ishq mein aashiq kitne aashiq baniyo na -2 Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na -2 Ishq da rasta bada kathhin, ye rasta badhhiyo na Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na -2 Jogiyon ko haay kaise jog lag jaate hain Aashiqon ko pyaar waale rog lag jaate hain Akhiyon mein akhiyon mein raat kat jaati hai Bhukh mar jaati hai, neend loot jaati hai Dil na chain se jeene dega, dil ki suniyo na Ishq kabhi -4 Ishq kabhi kariyo na -2 Dil waala dhhundhhta hai dil ka thhikaana Galiyon mein ghoomta hai banke diwaana Haay�seene mein lagne dein duniya ke taane Bante hain ban jaane dein sau fasaane Baat bane toh thheek warna zid pe adiyon na Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na -2 Mar gaye ishq mein aashiq kitne aashiq baniyo na Ishq da rasta bada kathhin hai, rasta badhhiyo na Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na -2 Ishq kabhi -4 Ishq kabhi kariyo na -2

Ishq Kabhi Kariyo Na (Flea Market Trance Mix)

Singer: SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Ishq Kabhi Kariyo Na (Flea Market Trance Mix)

Ishq na kar ke dariyo, ishq hi kariyo n Mar gaye ishq mein aashiq, aashiq baniyo na Mar gaye ishq mein aashiq kitne aashiq baniyo na -2 Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na -2 Ishq da rasta bada kathhin, ye rasta badhhiyo na Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na -2 Jogiyon ko haay jaise jog lag jaate hain Aashiqon ko pyaar waale rog lag jaate hain Akhiyon hi akhiyon mein raat kat jaati hai Bhukh mar jaati hai, neend loot jaati hai Dil na chain se jeene dega, dil ki suniyo na Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na -2 Dil waala dhhundhhta hai dil ka thhikaana Galiyon mein ghoomta hai banke diwaana Seene mein lagne de duniya ke taane Bante hain ban jaane dein sau fasaane Baat bane toh thheek warna zid pe adiyon na Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na -2 Kariyo na, (ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na) -2 Mar gaye ishq mein aashiq kitne aashiq baniyo na Ishq da rasta bada kathhin, ye rasta badhhiyo na Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na -4

Phir Na Kehna (Crazy In Zanzibar Mix)

Singer: KUMAR SANU, SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Phir Na Kehna (Crazy In Zanzibar Mix)

Anjaane mein, pyaar ho jaaye to Dil diwaana aaj kho jaaye toh Ho.. apne the ham, tere ho jaaye toh Phir na kehna, phir na kehna -2 Anjaane mein, pyaar mil jaaye toh Dil diwaana, aaj khil jaaye toh Chalte chalte, yaar mil jaaye toh Phir na kehna, phir na kehna -2 Chaahat junoon hai, is mein sukoon hai Khud se hoon begaana Teri panaah mein mil jaayega mujhe Jeene ka bahaana) -2 Pyaar kiya toh pyaar ka har sitam Pad jaayega sehna Phir na kehna, phir na kehna -2 (Aankhein bacha ke, nazrein churaake tum Jaa rahi ho jaana Baahon mein teri phir aa gayi hoon main Jee mera na maana) -2 Ho..chhod ke duniya tum ko mere Sang jo pad jaaye rehna Phir na kehna, phir na kehna -2 Anjaane mein, pyaar ho jaaye toh Dil diwaana aaj kho jaaye toh Ho.. apne the ham, tere ho jaaye toh Phir na kehna, phir na kehna -2 Anjaane mein, pyaar ho jaaye toh Dil diwaana aaj kho jaaye toh Haan.. apne the ham, tere ho jaaye toh Phir na kehna, phir na kehna -2

Rabba (Agony and Ecstacy Mix)

Singer: KRISHNA, SUKHWINDER SINGH

Lyrics of Rabba (Agony and Ecstacy Mix)

Krishna Aa�dhholna�dhholna� Sukhwinder: (Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba Dene ho gar mujhe baad mein aansoo� Toh pehele koyi hasaaye na rabba) -2 Toh pehele koyi hasaaye na rabba Sukhwinder: (Dil ke jo armaan the, dil mein hi reh gaye Aashiqui jo kee toh ham, ashqon mein beh gaye) -2 Gham ka fasaana hai, dard ye puraana hai -2 Itna bhi koyi yaad aaye na rabba Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba Dene ho gar mujhe baad mein aansoo� Toh pehele koyi hasaaye na rabba -2 Krishna: Ashq aankhon mein bhare hain, jigar jalta hai Kya qayaamat hai, kya qayaamat hai Kya qayaamat hai� Bhari barsaat mein ghar jalta hai Sukhwinder: (Yahi sochta hoon kaise usko bhoolaaunga Na woh kabhi aayegi na, usse bhool paaunga) -2 Jeene ka thheekaana hai na, marne ka bahaana hai -2 Itna bhi koyi bhi sataaye na rabba Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba Dene ho gar mujhe baad mein aansoo� Toh pehele koyi hasaaye na rabba -3 Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba Pehele koyi hasaaye

Rabba (Lounge Farewell To Sadness Mix)

Singer: RICHA SHARMA

Lyrics of Rabba (Lounge Farewell To Sadness Mix)

(Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba Dene ho gar mujhe baad mein aansoo� Toh pehele koyi hasaaye na rabba) -2 Toh pehele koyi hasaaye na rabba (Jaate jaate koyi meri khushiyon ko le gaya Suni suni akhiyon ko gham, koyi de gaya) -2 Aas jo lagaayi hai, aankh bhar aayi hai -2 Itna bhi koyi, sataaye na rabba Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba Dene ho gar mujhe baad mein aansoo� Toh pehele koyi hasaaye na rabba -2 (Dil lene waale pe zor nahin chalta Pyaar ka ye sikka, kahin aur nahin chalta) -2 Yaad teri aayi hai, tu harjaai hai -2 Itna bhi koyi tadpaaye na rabba Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba Dene ho gar mujhe baad mein aansoo� Toh pehele koyi hasaaye na rabba -2

Sun Suniyo (Anjuna Laguna Mix)

Singer: HEMA SARDESAI

Lyrics of Sun Suniyo (Anjuna Laguna Mix)

Sun suniyo suniyo - Sun suniyo suniyo dildaara, sun suniyo suniyo ve yaara Sun suniyo suniyo dildaara ve�ho� (Sun suniyo suniyo dildaara, sun suniyo suniyo ve yaara Sun suniyo suniyo dildaara ve�) -2 Daav lagaale khud pe kahoon kar le yaqeen Khel jawaan si, kal ka koyi bharosa nahin Tu badal, naseeb ko, aaj na dariyo, na dariyo Sun suniyo suniyo dildaara, sun suniyo suniyo ve yaara Sun suniyo suniyo dildaara ve� hey� Sun suniyo suniyo dildaara, sun suniyo suniyo ve yaara Sun suniyo suniyo dildaara ve�ho� (Dil ko jala le tu, shola banaale tu Jo aag na bujhe, usko lagaale tu) -2 Aag hi, aag hai, jalte rahiyo haan rahiyo Sun suniyo suniyo dildaara, sun suniyo suniyo ve yaara Sun suniyo suniyo dildaara ve� Sun suniyo suniyo dildaara, sun suniyo suniyo ve yaara Sun suniyo suniyo dildaara ve�ho�wo� (Aankhon mein khwaab hai, ye laajawaab hai Pura karega jo, woh kaamyaab hai) -2 Teer woh kahin bahot aag na kariyo, na kariyo Sun suniyo suniyo dildaara, sun suniyo suniyo ve yaara Sun suniyo suniyo dildaara ve� hey� Sun suniyo suniyo dildaara, sun suniyo suniyo ve yaara Sun suniyo suniyo dildaara ve�ho�

Tez Dhaar (Sex On The Wheels Mix)

Singer: SANJAY DUTT

Lyrics of Tez Dhaar (Sex On The Wheels Mix)

Huh.. ab jacket pehno, bike nikaalo, Goa jaa Bedroom ka paisa, raaste mein naachta, dimaag ka bheja banaaye Na raaste ka bharosa, na mausam ka bharosa, kaun bharega paisa? Kaun khaayega goli? Main? Nahin nahin umm..hmm..umm..hmm.. Apna bas ek usool hai, saare jahaan qubool hai -2 Jaan jaaye toh jaan jaaye, par mera maal na jaaye Maal jaaye toh kissi na kissi ki, jaan jaaye Koyi rehmat maange, koyi mauhlat maange -2 Apun ka ek hi jawaab hai yaar Tez dhaar�umm hmm tez dhaar hmm..tez dhaar, bas tez dhaar Kitna samjhaaya hero ko Is desh mein har hindustaani ka favourite time pass hai gaana aur bajaana Aur naahin tu gaane ke liye rukega na bajaane ke liye letega Lekin woh saala, ruk gaya aur billa ka dil, tok gaya bol kahan chupega kahaan chunega bol, bol kahan chupega kahaan chupega Aisi koyi jageh nahin jaha bachega, bol kahan chupega chupega,bol kahan a chupega paisoon ki kya hai kimmat, kimmat toh bas, jaan ki hai, jaan ki hai mere paisoon ki kimmat, ha ha bas, jaan hi hai Umm hmm hmm seena zori chori haraam khori Apna toh ek hi jawaab hai yaar Tez dhaar�umm hmm tez dhaar hmm..tez dhaar bas tez dhaar Jaan bach gayi toh neend chali jaayegi Neend kabhi aa bhi gayi toh cheekta huwa, darrta huwa Kaampta huwa jaagega tu! bol kahan chupega Tez dhaar�hmm tez dhaar bol kahan chupega kahaan chupega bol, bol kahan chupega kahaan chupega Aisi koyi jageh nahin jaha bachega, bol kahan chupega,bol kahan chupega kahaan chupega bol, bol kahan chupega Abbe saale, taqdeer teri chuti par hain, maut tere sar pe hai Lekin baatein aisi karta hai, jaise zindagi tere bistar pe hai bol kahan chupega kahaan chupega bol, bol kahan chupega kahaan chupega Aisi koyi jageh nahin jaha bachega, bol kahan chupega, bol kahan chupega Umm�zindagi� aur mauke ke beech,bas ek pal aur ye tez, tez dhaar Umm hmm hmm seena zori chori haraam khori Apna toh ek hi jawaab hai yaar Tez dhaar tez dhaar umm tez dhaar tez dhaar�tez dhaar tez dhaar� bol kahan chupega kahaan chupega bol, bol kahan chupega kahaan chupega Aisi koyi jageh nahin jaha bachega, bol kahan chupega, bol kahan chupega Kya karta boss? Public ki demand thi, toh Billa ko aana hi pada Kahaani khatam hone ko aayi, aurab tak saala action shuru hi nahin huwa Ha! Ab main aa gaya hoon na Ab dikha doon tamaasha, dikha doon tere ko be pasha samjha! Posted By : Thaker Piyush
Back to Film List

About MUSAFIR Songs and Lyrics

Explore the MUSAFIR soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for MUSAFIR.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics