FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from TERE BINA

Read available TERE BINA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Baje Jo Bansi

Singer: ABHIJEET

Lyrics of Baje Jo Bansi

(baje jo bansi thama kar prem leela kiya karo) -2 kishan ki radha bana karo mujhe kanhaiyya kaha karo (baje jo bansi thama karo prem leela kiya karo) -2 kishan ki radha bana karo mujhe kanhaiyya kaha karo tumhe hamesha maine chaaha magar zuuban se kah na paaya sanam yeh such hai pal pal har pal nazar nazar mein tumko maanga (sagar ki lehronmein tum ho awara badal mein tum ho) -2 saanson mein lehraya karo dhadkan tum ban jaya karo itna na sharmaya karo mujhe kanhaiyya kaha karo janam janam ka saath hai yeh yahi yaqienan baat hai nahi yeh jhooti baat yaara khuda bhi apni saath hai (suraj ke kirano mein tum ho saawan ki boondon mein tum hu) -2 saamne jab aaya karo thooda sa tum tham jaya karo aise na etraya karo mujhe kanhaiyya kaha karo baje jo bansi thama karo prem leela kiya kar kishan ki radha bana karo mujhe kanhaiyya kaha karo

Kabhi Mausam Hua Resham

Singer: ABHIJEET

Lyrics of Kabhi Mausam Hua Resham

kabhi mausam hua resham - kahi baarish hui rimzim mujhe tum yaad aaye - 2 kahi koyal ki kuh kuh se kahi payal ki cham cham se mujhe tum yaad aaye - 2 (woh saundhi saundhi khushbu bhi un chanchal chitwan aadao ki saawan ki dheemi hawaaye bhi baatein tumhari kare) - 2 deewana dil hua gumsum mujhe tum yaad aaye - 2 kabhi mausam hua resham kahi baarish hui rimzim mujhe tum yaad aaye - 2 ((yeh panghat sune sune hain woh khali khali jhule hain) - 2 lehrata saaagar kinara tum bin adhura lage) - 2 lehar kadmo se takrai mujhe tum yaad aaye kabhi mausam hua resham kahi baarish hui rimzim mujhe tum yaad aaye - 5

Kabhi Yaado Mein Aao

Singer: ABHIJEET

Lyrics of Kabhi Yaado Mein Aao

kabhi yaadon mein aaoo kabhi khwaabon mein aaoon kabhi yaadon mein aaoon kabhi khwaabon mein aaoon teri palkon ke saaye mein aakar jhilmilaoon main wo khushboo nahin jo hawa mein kho jaaoon hawa bhi chal rahi hai magar tu hi nahi hai fiza rangeen bani hai kahaani keh rahi hai mujhe jitna bhulao main utna yaad aaoon kabhi yaadon mein aaoon kabhi khwaabon mein aaoon. jo tum na milti hota hi kya dhoond laane ko??? jo tum na milti hota hi kya dhoond laane ko??? jo tum na milti hota hi kya haar jaane ko??? meri amaanat thhi tum meri amaanat thhi tum meri mohabbat ho tum tumhein kaise main bhulaoon??? kabhi yaadon mein aaoon kabhi khwaabon mein aaoon teri palkon ke saaye mein aakar jhilmilaoon tadap rahe ho zamaane se muskaraane ko tadap rahe ho zamaane se muskaraane ko taras rahe ho zamaane se paas aane ko teri dhadkanon mein baskar teri dhadkanon mein baskar teri saans mein reh reh kar tumhein har pal sataaoon kabhi yaadon mein aaoon kabhi khwaabon mein aaoon teri palkon ke saaye mein aakar jhilmilaoon main wo khushboo nahin jo hawa mein kho jaaoon

Kuchh To Kaho

Singer: ABHIJEET

Lyrics of Kuchh To Kaho

kuchh to kaho aise chup na raho - 3 dil ki udaasi todo zarasi kuchh kaho chup na raho kuchh to kaho aise chup na raho dil ki udaasi todo zarasi kuchh kaho (khwaabon ki zameen pe hum toh khade hai aake thaam lo)-2 chodo bhi ye aansu haas ki dikhaao dilse kaam lo (aankhen hairaan se kis liye bheege bolo saathiya) -2 dil ki udaasi todo zarasi kuchh kaho choop na raho (maine tumhe chhu ke itna hi jaana khuud main kho gaya) -2 kitna nasha tha kisko bataun, kya ye ho gaya (hua nahi aisa yeh raaz kaisa, bolo saathiya) -2 dil ki udaasi todo zarasi kuchh kaho kuchh to kaho aise chup na raho dil ki udaasi todo zarasi kuchh kaho

Neendon Mein Khwaabon Ka Silsila

Singer: ABHIJEET

Lyrics of Neendon Mein Khwaabon Ka Silsila

neendon mein khwaboon ka silsil khwaabon mein yaadon ka silsila (mili jab se tumse, khud se juda ho gaye khuda ki kasam, tumpe fida ho gaye) -2 jaage jaage aankhon ne, dekhe khwaab tumhare hi deewane, tumhare huye jabse hai hum sabe yaar humse dekho, khafa ho gaye khuda ki kasam, tumpe fida ho gaye (hum tum roz mile jalne wale jale) -2 bahut khoob ho tum oo mehboob humdum hum tum roz mile jalne wale jale mile jo hume tum mita dil ke har ghum khuda ki kasam, tumpe fida ho gaye sab yaar humse dekho, khafa ho gaye (jab tum door rahein dil bhi tum dil mein rahein) -2 bahut tumko chaaha humesha he hardam jab tum door rahein dil bhi tum dil mein rahein ??? yeh baat aa raha sanam khuda ki kasam, tumpe fida ho gaye sab yaar humse dekho, khafa ho gaye mili jab se tumse, khud se juda ho gaye jaage jaage aankhon ne, dekhe khwab tumhare hi deewane tumhare huye jabse hai hum sabe yaar humse dekho, khafa ho gaye khuda ki kasam, tumpe fida ho gaye neendon mein khwaboon ka silsila khwaabo mein yaadon ka silsila Posted By : Saira
Back to Film List

About TERE BINA Songs and Lyrics

Explore the TERE BINA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for TERE BINA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics