FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from VIVAH

Read available VIVAH lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Raadhe Krishna Ki Jyoti

Singer: SHREYA GHOSHAL

Lyrics of Raadhe Krishna Ki Jyoti

radhe krishna ki jyoti alaukik tino lok mein chhaaye rahi ha bhakti vivash ek prem pujaarin phir bhi deep jalaaye rahi hai krishna ko gokul se radhe ko - 2 barasaane se bulaaye rahi hai dono karo swikaar kripaa kar jogan aarati gaaye rahi hai - 2 bhor bhaye ti saanj dhale tak sevaa kaun itane mahaamaro snaan karaaye wo vastra odhaaye vo bhog lagaaye wo laagat pyaaro kabase niharat aapaki aur - 2 ki aap hamaari aur nihaaron raadhe krishnaa hamaare dhaam ko jaani vrindaawan dhaam padhaaro - 2

Chhotaasa Saa Saajan

Singer: APARNAA BHAAGWAT, SURESH WAADKAR

Lyrics of Chhotaasa Saa Saajan

chhotaasa saa saajan nanhisi dulha doli saji hui dwaar khadi hai - 2 jisakaa vivaah rachaayaa jaaye beti kahaa abhi itani badi hai - 2 aaj hi le jaayegaa widaa kar - 2 dulhe ne ye jeed pakadi hai beti puchhe babul se are bhejane ki kyaa jaldi padi hai - 2

Hamari Shaadi Mein

Singer: BABUL SUPRIYO, SHREYA GHOSHAL

Lyrics of Hamari Shaadi Mein

hamaari shaadi mein - abhi baaki hai hafte chaar charaso baras lage ye hafte kaise honge paar nahi kar sakata main aur ek din bhi intazaar aaj hi pehanaa de (pehnaa de - 2) ho aaj hi pehanaa de teri gori bahon kaa haar ho poonam ho jaanam ho - 2 niche ho dekhu to oshan hi oshan hai upar jo dekhu to tu aakaash mein roshan hai milan ki jaldi hai - 2 plen ki dhimi hai raftaar meraa bas chale to main doon usaki chhat pe plen utaar majhe sasural ke loon mahinaa puraa wahaa gujaar use lekar lautu sang lekar lautu use lekar lautu main jisakaa ikalautaa hakdaar ho poonam ho jaanam ho - 2 har pardes mein jaanewaale ko meri hai raay jahan bhi jaaye apanaa dilbaar sang mein hi le jaaye dooru ek pal ki - 2 mujhase ab so sahi na jaaye kaash kismat meri thodaasa saath nibhaaye mujhase milane ko woh dilhi airport pe aaye usako dekhate hi achaanak dekhate hi usako dekhate hi meraa dil joronse chillaaye ho poonam ho jaanam ho - 2 hamaari shaadi mein - 2 abhi baaki hai hafte chaar mahine beet gaye ye din bhi ho jaayenge paar naa phir tarasaaungi aur karavaake intazaar main yu pehenaa dungi aise pehnaa dungi hak se pehnaa dungi tumhe apane baahon kaa haar ho saajan ho baalam ho - 2 hamaari shaadi mein abhi baaki hai hafte chaar

Kal Jisne Janam Yahaa Paaya

Singer: KUMAR SANU, SURESH WAADKAR

Lyrics of Kal Jisne Janam Yahaa Paaya

kal jisne janam yahaa paaya kal jisako zulene zulaayaa - najadik sulaaya godi mein uthaaya kaandhe pe ghumaaya, jise chalanaa sikhaayaa kyaa ye wohi ladakaa hai - 4 kal tak jo nanhi si lali thi, komal si juhi ki kali thi - 2 wo totali boli, are kitani bhali thi wo jisake simaa bas ghar se gali thi kyaa ye wohi ladaki hai - 4 prep se lekar primary tak, primary se phir dasavi tak school mein chodaa schoolse layaa baraso maine ye niyam nibhaayaa is ghar mein bholu jo kehlaataa thaa teacher se bhji jo sharamaataa thaa dekh aapki ladaki ko dil jisakaa dhadakaa hai jiske jawaa sine mein aaj ek sholaa bhadakaa hai kyaa ye wohi chhutakaa hai kyaa ye wohi ladakaa hai haa ye wohi chhutakaa hai haa ye wohi ladakaa hai titaliyon ke piche jo daudaa karati thi pariyon ke chitron mein rang bharati thi kab ye kali se phool ban gayi prem si jodi prem ki dori kab main bhudhaa huaa na janaa jane kab ye ho gayi kishori gudiyon ki shaadi kal jisane rachaayi honewaali hai kal jisaki bidaayi milake jise mere shehjade ki tabiyat fadaki hai milake jise chote saahab ki tabiyat fadaki hai kyaa ye wohi ladaki hai - 2 haa ye wohi ladaki hai bahu aapake ghar ki hai chunaa ek duje ko tumane lakhon mein karodon mein jodaa amar ho tumhaaraa pyaar bhare jodon mein mausam aaye mausam jaaye tumhaaraa jeevan aur sajaaye samay ki dhaaraa mein hum to beh jaayenge hamaare bol tumhaare sang reh jaayenge woh maryaadaaye woh paramparaaye jo humane nibhaayi woh ye bhi nibhaaye bas yahi kehnaa hai bas yahi kehnaa hai - 3

Mujhe Hak Hai

Singer: SHREYA GHOSHAL, UDIT NARAYAN

Lyrics of Mujhe Hak Hai

mujhe hak hai tujhako jee barake main dekh mujhe hak hai bas yuhi dejhataa jaau mujhe hak hai piyaa piyaa piyaa piyaa bole meraa jiyaa tumhe hak hai- 3 dhal rahi pighal rahi ye raat dhire dhire badh rahi hai pyar ki baat dhire dhire chudiyaa gungunaake kyaa kahe sajanaa - 3 raat ki raat jagaau mujhe hak hai chaand poonam kaa churaau mujhe hak hai piyaa piyaa piyaa piyaa bole meraa jiyaa tumhe hak hai- 3 kal subhah tujhase main door chalaa jaaunga ek pal ko bhi tujhe bhool nahi paungaa ye cheharaa ye muskaaan aankhon mein bhar ke - 2 main tere yaad mein tadapu mujhe hak hai tujhase milane ko main tarasu mujhe hak hai piyaa piyaa piyaa piyaa bole meraa jiyaa tumhe hak hai- 3 mujhe hak hai tumhe hak hai

O Jiji

Singer: PAMELA JAIN, SHREYA GHOSHAL

Lyrics of O Jiji

o jij o jiji kyaa kehake unako bulaaoge dulhaa banake jo aayenge o jiji bolo to kyaa kehake unako bulaaoge dulhaa banake jo aayenge a-ji o-ji hum naa kahenge hum to isharon mein baate karenge - 2 sab jaise apane unako bulaate hai waise hum naa bulaayenge o chhoti shaadi hai dilli ka laddu, laddu ye har man me phoote isakaa lage har daanaa bhalaa jo khaaye pachataaye jo naa khaaye wo pachhataaye to khaakar hi pachhataanaa bhaalaa ye laddu tujhako ek din khilaayenge tere saajan jab aayenge o chhoti mithi hai brig ki mithai laddu pedhaa baalushahi par sabase mithi ho tum jiji kanchan ki jaisi khari hai ras ye ras ki bhari hai ganne ki ganderi hai tu chhoti brig ki ye mithi mithai sadaa ke liye jijaa bandh le jaayenge o jiji gaane ko tum gaa rahi ho ji apaana behalaa rahi ho najar to hai rahon mein lagi chhoti tu chhoti khoti badi hai behanaa ko bas chhedati hai main to yahaa kamon mein lagi aane do jiji tumhare ji ki dashaa jijaako bataayenge o jiji

Tere Dwaare Pe Aai Baraat

Singer: RAVINDRA JAIN, SUDESH BHONSLE

Lyrics of Tere Dwaare Pe Aai Baraat

dulhaa ban gayaa hoy, ban gayaa sadda barkhurdaa ghodi chadh gayaa hoy, chadh gayaa chhadake motarcaar seharaa saj gayaa hoy, seharaa saj gayaa jalawedaar dulhan dwaar ghadi sajan sang jaane ko tayyaar nachaley hoy - 2 hoy yaara hoy ho mitraa ho tere dwaare pe aai baraat - 2 prem ke moti loota de, nain swaagat mein bichaade - 2 ho jaraa aadar ke sath, (tere dwaare pe aai baraat- 2) vivaah, shubh vivaah - 2 dilli kaa rajaa aayaa warne ko madhupur ki raani hone ko hai aaj poori inaki adhuri kahaani - 2 phool khushiyon ke khile hai badi mushkil se mile hai - 2 haay re tarase do hath (tere dwaare pe aai baraat - 2) teri taraf badh rahe hai nanhaise pag beete kal ke sukh dukh ke is sangam pe naina hai kyun chhalake chhalake - 2 rit baabul ki nibhaade apani betiyaa ko widaa de rit baabul ki nibhaade pyaari betiyaa ko widaa de re asison ke sath leke dulhan ko laute baaraat baaraat leke dulhan ko laute baaraat
Back to Film List

About VIVAH Songs and Lyrics

Explore the VIVAH soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for VIVAH.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics