FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from CHOR AUR CHAND

Read available CHOR AUR CHAND lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Baat Kya Hai Kaise Kah Dein

Singer: S.P. BALASUBRAHMANYAM & ANURADHA PAUDWAL

Lyrics of Baat Kya Hai Kaise Kah Dein

Bala: baat kyaa hai kaise kah dein tumse raaz ki arey, baat kyaa hai kaise kah dein tumse raaz ki (thode se ham, thode se tum ) -2 donon ajnabee, ho Anu: baat kyaa hai kaise kah dein tumse raaz ki -2 (thoDe se ham, thoDe se tum) -2 donon ajnabee Bala: baat kyaa hai kaise kah dein tumse raaz ki arey, baat kyaa hai kaise kah dein tumse raaz ki Bala: la la la la la la la-la laa har pal kyon.. aisi nazar se, tum dekhti ho hamen Anu: hamko to.. lagne lagaa hai, ham chaahte hain tumhe Bala: Khud se pyaar nahin hamko, kaise pyaar karen tumko (veeraan hai, sunsaan hai) -2, apni zindagi, hey Anu: baat kyaa hai kaise kah dein tumse raaz ki Bala: arey, baat kyaa hai kaise kah dein tumse raaz ki Anu: kaise main.. har baat kah doon, jab tak bharosaa na ho Bala: main kyaa hoon.. tumne abhi tak, shaayad sochaa na ho Anu: soch ke ab kyaa karnaa hai, saath hi jeenaa marnaa hai (jaane na tu, kaisi agan) -2 dil mein hai lagi, ee Bala: baat kyaa hai kaise kah dein tumse raaz ki arey, baat kyaa hai kaise kah dein tumse raaz ki (thode se ham, thode se tum ) -2 donon ajnabee, ho Anu: baat kyaa hai kaise kah dein tumse raaz ki -2 (thode se ham, thode se tum ) -2 donon ajnabee Bala: raa papa paa, raa pa pa pa, paa paa pa pa pa pa pa pa pa pa

Janam Janam Tumko Sanam

Singer: UDIT NARAYAN, ANURADHA PAUDWAL

Lyrics of Janam Janam Tumko Sanam

Udit: janam janam tumko sanam chaahaa teri qasam tum ho mere phir tumse (kahne mein kyaa sharam) -2 I Love You -2 Anu: janam janam tumko sanam chaahaa teri qasam tum ho mere phir tumse (kahne mein kyaa sharam) -2 I Love You -2 Udit: hoon, (tere badan ki khushboo se mahki meri saansein hain tere sundar sapnon mein doobi meri aankhein hain) -2 tumse aaj milke, armaan mere dil ke hone lage javaan I Love You -2 Anu: O.., janam janam tumko sanam chaahaa teri qasam tum ho mere phir tumse (kahne mein kyaa sharam) -2 ho, I Love You, I Love You Anu: (ye mausam ye tanhaai, ye pal kitne pyaare hain lagtaa hai ham do premi, pyaar ke do banjaare hain) -2 chalte aao milke, miltaa hai zamin se neelaa gagan jahaan ho, I Love You, I Love You Udit: janam janam tumko sanam chaahaa teri qasam tum ho mere phir tumse (kahne mein kyaa sharam) -2 I Love You -2 Udit: (tumse nazar takraate hi maine to pahchaan liyaa bin poochhe hi pal bhar mein naam tumhaaraa jaan liyaa) -2 Anu: mere tum khudaa ho, dilbar dilrubaa ho, sab kuchh ho jaane jaan I Love You -2 Udit: janam janam tumko sanam chaahaa teri qasam tum ho mere phir tumse (kahne mein kyaa sharam) -2 I Love You -2 Anu: O.., janam janam tumko sanam chaahaa teri qasam tum ho mere phir tumse (kahne mein kyaa sharam) -2 ho, I Love You Udit: I Love You...

Lagne Laga Hai Mujhe Aaj Kal

Singer: S.P. BALASUBRAHMANYAM, ANURADHA PAUDWAL

Lyrics of Lagne Laga Hai Mujhe Aaj Kal

Bala lagne lagaa hai mujhe aaj kal ke tum saaz chhedo main gaaoon ghazal (mahsoos yun hotaa hai kyun ke har pal main tere saath rahoon) -2 Anu: lagne lagaa hai mujhe aaj kal ke tum saaz chhedo main gaaoon ghazal (mahsoos yun hotaa hai kyun ke har pal main tere saath rahoon) -2 Bala: lagne lagaa hai mujhe aaj kal Anu: kya.. kahti hai suno tanhaaiyaan ye lene lagi rut angdaiyaan udti huyee vaqt ki dhool se chun le chalon rang har phool se Bala: lagne lagaa hai mujhe aaj kal ke tum saaz chheDo main gaaoon ghazal Anu: mahsoos yun hotaa hai kyun ke har pal main tere saath rahoon Bala: mahsoos yun hotaa hai kyun ke har pal main tere saath rahoon Bala: lagne lagaa hai mujhe aaj kal Bala: ye pyaare pyaare kuchh vaadon ke pal kal yahi to baneinge yaadon ke pal kam hogaa inkaa na jaadoo kabhi gum hogi inki na khushboo kabhi Anu: lagne lagaa hai mujhe aaj kal ke tum saaz chhedo main gaaoon nhazal Bala: mahsoos yun hotaa hai kyun ke har pal main tere saath rahoon Anu: mahsoos yun hotaa hai kyun ke har pal main tere saath rahoon Bala: lagne lagaa hai mujhe aaj kal ke tum saaz chhedo main gaaoon ghazal Anu: mahsoos yun hotaa hai kyun ke har pal main tere saath rahoon Bala: mahsoos yun hotaa hai kyun ke har pal main tere saath rahoon Bala: lagne lagaa hai mujhe aaj kal

Mohabbat Mein Duniyaa Se Hum

Singer: MANU CHITRA, ANURADHA PAUDWAL

Lyrics of Mohabbat Mein Duniyaa Se Hum

Manu: mohabbat mein duniyaa se ham na Dareinge -2 mohabbat jo ki hai, vafaa ham kareinge -2 Anu: mohabbat mein duniyaa se ham na Dareinge -2 mohabbat jo ki hai, vafaa ham kareinge -2 Manu: teri in adaaoN pe ham mar miTe hain ke toofaan chaahat ke dil mein uThe hain ye dil ho gayaa hai, tumhaaraa deevaanaa kisi din hamaarii vafaa aazmaanaa tumhaare liye ham jiyeinge mareinge -2 mohabbat jo ki hai, vafaa ham kareinge -2 Anu: mohabbat mein duniyaa se ham na Dareinge mohabbat jo ki hai, vafaa ham kareinge Anu: na tum baat meri haNsi mein ye Taalo chalo kore kaagaz pe hamse likhaa lo badalte rahein rang chaahe nazaare magar ham hameshaa raheinge tumhaare judaa ab na hoNge, na aahein bhareinge -2 mohabbat jo ki hai, vafaa ham kareinge -2 Manu: mohabbat mein duniyaa se ham na Dareinge -2 mohabbat jo ki hai, vafaa ham kareinge -2 Anu: mohabbat mein duniyaa se ham na Dareinge -2 mohabbat jo ki hai, vafaa ham kareinge -2

Saanson Ka Kya Hai Pata

Singer: S.P. BALASUBRAHMANYAM, ANURADHA PAUDWAL

Lyrics of Saanson Ka Kya Hai Pata

Anuradha (saanson ka kya hai pata -2 saanson ke bin jee leinge ham teri dhadkan ki dhun jo sun leinge ham.. ) -2 saanson kaa kyaa hai pataa -2 mud kar kise dekhnaa hai, chhootaa hai saayaa kahaan ham saath hain Dhoondh leinge kuchh roshni ke nishaan jaan gaye jeene ki ham ye adaa saanson kaa kyaa hai pataa -2 saanson ke bin jee leinge ham teri dhadakn ki dhun jo sun leinge ham.. saanson kaa kyaa hai pataa -2 Bala: ab kyaa shikaayat karein ham, kisko kahein bevafaa apne liye zindagi to, Khud hai koi haadsaa o...., dekheinge ab aage hotaa hai kyaa Anuradha: saanson ka kya hai pata -2 saanson ke bin jee leinge ham teri dhadkan ki dhun jo sun leinge ham.. Bala: saanson kaa kyaa hai pataa -2 saanson ke bin jee leinge ham teri dhadkan ki dhun jo sun leinge ham.. Anuradha: saanson kaa kyaa hai pataa Bala: saanson kaa kyaa hai pataa

Sharma Ke Badlon Mein Chanda

Singer: S.P. BALASUBRAHMANYAM, ANURADHA PAUDWAL

Lyrics of Sharma Ke Badlon Mein Chanda

sharmaa ke baadlon mein chandaa kyun chhup rahaa ha ham pyaar kar rahein hain, shaayad use pataa hai.... sharmaa ke baadlon mein chandaa kyun chhup rahaa hai ham pyaar kar rahein hain, shaayad use pataa hai.... sharmaa ke baadlon mein.... sapnoN mein khoye huye hain ham donon sapnon ke raahi -2 ham ne kiyaa pyaar kitnaa, degaa yahi to gavaahi.. chaahat ka lamhaa lamhaa, likhtaa ye jaa rahaa hai ham pyaar kar rahein hain, shaayad use pataa hai.... sharmaa ke baadlon mein chandaa kyun chhup rahaa hai sharmaa ke baadlon mein.... sadiyon se ye dekhtaa hai, milnaa dilon se dilon kaa -2 letaa hai phir kyun sahaaraa, udte huye baadlon kaa chupke se kyun na dekhe, iski yahi adaa hai ham pyaar kar rahein hain, shaayad use pataa hai.... sharmaa ke baadlon mein chandaa kyun chhup rahaa hai ham pyaar kar rahein hain, shaayad use pataa hai.... sharmaa ke baadlon mein ham pyaar kar rahe hain sharmaa ke baadlon mein

Sop baar Humne Tumse Kaha

Singer: MANU CHITRA, ANURADHA PAUDWAL

Lyrics of Sop baar Humne Tumse Kaha

sau baar hamne tumse kaha ham chaahte hain tumko piyaa hey hey aa haa haa, baraa baraa baaraa baaraa haa haa haa haa ha haa sau baar hamne tumse kahaa ham chaahte hain tumko piyaa -2 sau baar hamne tumse kahaa -2 hamne tumhi se pyaar kiyaa -2 sau baar hamne tumse kahaa sau baar hamne tumse kahaa ham chaahte hain tumko piyaa o.., hamne tumhi se pyaar kiyaa khvaabon mein hameshaa aati ho aankhon ki neend churaati ho paayal tum kabhi bajaatii ho choodi tum khankhanaati ho.. sach ye hai tumne ey dilrubaa -2 dil ye hamaaraa loot liyaa -2 sau baar hamne tumse kahaa -2 ham chaahte hain tumko piyaa -2 chaahaa hai tumhi ko chaaheinge bichhde to jee na paayeinge jab bhi tum pukaaro aayeinge vaadaa ye ham nibhaayeinge tere sivaa ey jaan-e-vafaa -2 ab zindagi mein rakhaa hai kyaa -2 ho ho, (sau baar hamne tumse kahaa) -2 hamne tumhi se pyaar kiyaa -2 sau baar hamne tumse kahaa -2 ham chaahte hain tumko piyaa -2

Tere Bin Kahin Jiyara Laage Na

Singer: KUMAR SANU, ANURADHA PAUDWAL

Lyrics of Tere Bin Kahin Jiyara Laage Na

Sanu aa jaa, aa jaa na.. tere bin ho...., tere bin kahin jiyaraa laage na aa jaa, aa jaa, aa jaa -2 Anu: aa jaa, aa jaa na.. tere bin ho...., tere bin kahin jiyaraa laage na aa jaa, aa jaa, aa jaa -2 Anu: kaise bataaoon tumhein, dil ki ye majbooriyaan donon ke ye faasle, chhodo bhi ye dooriyaan tumko bulaane lagi haathon ki ye choodiyaan tumko bulaane lagii haathon ki ye choodiyaan aa jaa.., aa jaa na.. Sanu: tere bin ho..., tere bin kahin jiyaraa laage na aa jaa, aa jaa, aa jaa -2 Sanu: tumko bhi hai ye pataa, tumse mujhe pyaar hai is pyaar se kab kahaan, mujhko inkaar hai sheeshe ki phir beech mein kaisi ye deevaar hai sheeshe ki phir beech mein kaisi ye deevaar hai aa jaa.., aa jaa na.. Anu: tere bin ho..., tere bin kahin jiyaraa laage na aa jaa, aa jaa, aa jaa -2 Anu: itnaa to aake bataa, kyaa maine ki hai khataa tu de rahaa hai mujhe, kis jurm ki ye sazaa Sanu: aisaa na ho main kahin, kah doon tujhe bevafaa ho.. aisaa na ho main kahin, kah doon tujhe bevafaa aa jaa.., aa jaa na.. Anu: tere bin ho...., tere bin kahin jiyaraa laage na aa jaa, aa jaa, aa jaa -2 aa jaa, aa jaa na.. Sanu: tere bin ho...., tere bin kahin jiyaraa laage na

Tere Bina Main Na Rahoon

Singer: KUMAR KANCHA, ANURADHA PAUDWAL

Lyrics of Tere Bina Main Na Rahoon

Kancha hey hey hey hey, hey hey hey, hey hey hey la la la la, la la la, la la-la (tere binaa main na rahoon, mere binaa tu na rahe ye qasam yahin le sanam) -2 Anu: pyaar kahe meraa o jaanejaanaa, bas mein agar ho ye mere saaNsoN ke jaise guzarti rahoon main, chhoo kar labon ko tere ho.. Kancha: tere binaa main na rahoon, mere binaa tu na rahe ye qasam yahin le sanam -2 tu meri jaan hai, meraa armaan hai teraa ghar meraa dil hai, ye jahaan nahin Anu: dil ye betaab hai, tu meraa khvaab hai meri palkon se door kyun rahe kahin Kancha: ho.. ab to koi faaslaa mujhe nahin ganvaaraa Anu: chhod doon jahan agar mile teraa ishaaraa Kancha: tere bina main na rahoon, mere binaa tu na rahe ye qasam yahin le sanam -2 Anu: pyaar kahe meraa o jaanejaanaa, bas mein agar ho ye mere saanson ke jaise guzarti rahoon main, chhoo kar labon ko tere ho.. Kancha: tere binaa main na rahoon, mere binaa tu na rahe ye qasam yahin le sanam -2 Anu: O ho kahoon main baanvri, main banoon baansuri tere honthon se lagoon preet churaa loon Kancha: teraa aanchal banoon, tan se liptaa rahoon teri dhadkan kaa main har geet churaa loon Anu: O.. apne pyaar ko jahaan ki nazar lage na ye nashaa rahe to zindagi safar lage na Kancha: tere binaa main na rahoon, mere binaa tu na rahe ye qasam yahin le sanam -2 Anu: pyaar kahe meraa o jaanejaanaa, bas mein agar ho ye mere saanson ke jaise guzarti rahoon main, chhoo kar labon ko tere ho.. Kancha: tere binaa main na rahoon Anu: mere binaa tu na rahe ye qasam yahin le sanam, o.. ye qasam yahin le sanam Kancha: ye qasam yahin le sanam, hey.. ye qasam yahin le sanam ho o ye qasam yahin le sanam, haa aa.. ye qasam yahin le sanam
Back to Film List

About CHOR AUR CHAND Songs and Lyrics

Explore the CHOR AUR CHAND soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for CHOR AUR CHAND.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics