FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from JUNGLE

Read available JUNGLE lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aiyo Aiyo Rama

Singer: SONU NIGAM, SUNIDHI CHAUHAN, SOUMYA & MAKRAND DESHPANDE

Lyrics of Aiyo Aiyo Rama

Ho gaya hungam Aiyo aiyo rama Ho gaya hungama Aiyo aiyo rama Ho gaya hungama Aiyo aiyo rama Ho gaya hungama Chori se dil mera jo koi le gaya Aiyo aiyo rama Chori se dil mujhe jo koi de gaya Hey chhupke chhupake apni aankh ladi hai Raat hai chhoti lekin baat badi hai Oye kaise bataoon kasi mushkil ghadi hai Agge zamaana pichhe duniya khadi hai Aiyo aiyo rama Aiyo aiyo rama Aiyo aiyo rama Aiyo aiyo rama Aiyo aiyo rama Aiyo aiyo rama Ho gaya hungama Chori se dil mera jo koi le gaya Aiyo aiyo rama Chori se dil mujhe jo koi de gaya Hey chhupke chhupake apni aankh ladi hai Raat hai chhoti lekin baat badi hai Oye kaise bataoon kasi mushkil ghadi hai Agge zamaana pichhe duniya khadi hai Aiyo aiyo rama Ho gaya hungama Chori se dil mera jo koi le gaya Aiyo Aiyo aiyo rama Ho gaya hungama Hum bola thoda garmi thoda thanda Waqt hai nasheela o mad bhara sama hai Chaandni khili hai chaand bhi jawaan hai Koi dekhta hai palkhein jhukaake Aaya hai koi bachke bachaake Ho chhupke chhupake apni aankh ladi hai Raat hai chhoti lekin baat badi hai Oye kaise bataoon kasi mushkil ghadi hai Agge zamaana pichhe duniya khadi hai Aiyo aiyo rama Ho gaya hungama Chori se dil mera jo koi le gaya Aiyo aiyo rama Chori se dil mujhe jo koi de gaya Aye dekha re hum sab dekha re Hmmm um hmmm ek ladka ek ladki Thoda thanda thoda garmi Aiyo Paas mein hain dono phir bhi dooriyaan hain Faasle najaane kaise darmiyaan hain Na din maheena na saal poochho Deewangi ka na haal poochho Hey chhupke chhupake apni aankh ladi hai Raat hai chhoti lekin baat badi hai Oye kaise bataoon kasi mushkil ghadi hai Agge zamaana pichhe duniya khadi hai Aiyo aiyo rama Ho gaya hungama Chori se dil mera jo koi le gaya Aiyo aiyo rama Chori se dil mujhe jo koi de gaya Hey chhupke chhupake apni aankh ladi hai Raat hai chhoti lekin baat badi hai Oye kaise bataoon kasi mushkil ghadi hai Agge zamaana pichhe duniya khadi hai.

Do Pyaar Karne Waale

Singer: SONU NIGAM & SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Do Pyaar Karne Waale

Do pyaar karne waale jungle mein kho gay Baaghi bane paagal bane deewane ho gaye Kaho ab kya karein Karein ab kya karein Arre ab kya karein Aji ab kya karein Do pyaar karne waale jungle mein kho gaye Baaghi bane paagal bane deewane ho gaye Darr lagta hai yaar kahin na sher aa jaaye Paake akele mein na hum dono ko kha jaaye Dekhega jo tujhko tujhpe mar jayega Meri jaan pe vo apni bhi jaan lutayega Tere husn ke jaadu se vo bach nahin payega Darrein hum kyon darrein Bhala hum kyon darrein Arre hum kyon darrein Aji hum kyon darrein Do pyaar karne waale jungle mein kho gaye Baaghi bane paagal bane deewane ho gaye Humne suna to par puraane log kehte hain Aise ghane jungle mein kaale bhoot rehte hain Tere neinon se agar vo neinon ko ladayega Teer nigahon ka uske dil mein gadh jayega Tere ishq ka bhoot bhooton pe chadh jayega Galey milke galey Chalein aashiq chalein Chale milke chalein Deewane hum chalein Do pyaar karne waale jungle mein kho gaye Baaghi bane paagal bane deewane ho gaye Kaho ab kya karein Karein ab kya karein Arre ab kya karein Aji ab kya karein Do pyaar karne waale jungle mein kho gaye Ek doosre ke pyaar mein deewane ho gaye.

Jaan kahan hai tu kahan

Singer: KUMAR SANU & SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Jaan kahan hai tu kahan

Jaan kahan hai tu kaha Hey jaan kahan hai tu kahan Tanha nahin katta safar Dhoondhe tujhe meri nazar Main yahan main yahan Main yahan Jaan kahan hai tu kahan Hey jaan kahan hai tu kahan Chaahat ke mehke gul khile Kya haseen hai ye silsile Paagal kare deewangi Ab zor koi na chale Jaan kahan hai tu kahan Hey jaan kahan hai tu kahan Dekh na mujhe yoon pyaar se Darr lage deewane yaar se Tune mujhe ghaayal kiya Kajalon ki teekhi thayaar se Jaan kahan hai tu kahan Hey jaan kahan hai tu kahan Tanha nahin katta safar Dhoondhe tujhe meri nazar Main yahan main yahan Main yahan Haan haan jaan kahan hai tu kahan Hey jaan kahan hai tu kahan

Pehli Baar Jo Dekha

Singer: SONU NIGAM & SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Pehli Baar Jo Dekha

Pehli baar jo dekha mujhe tumse hui nafra Kab kaise mohabbat ho gayi Mujkhe tumse mohabbat ho gayi Do nigahein mili Dhadkanein ban gayi Kuchh ishaara hua Sharaarat ho gayi Mohabbat ho gayi Pehli baar jo dekha mujhe tumse hui nafrat Kab kaise mohabbat ho gayi Mujkhe tumse mohabbat ho gayi Raaton ko khwaabon mein koi bhi aata na tha aake akele mein aise jagaata na tha Har jagah jar ghadi bekaraari badhi Chein jaane laga Ye chaahat ho gayi Mohabbat ho gayi Pehli baar jo dekha mujhe tumse hui nafrat Kab kaise mohabbat ho gayi Mujkhe tumse mohabbat ho gayi Pehle mera haal aise na tha jaaneman Na bekhayaali thi na tha ye deewanapan Na hai teri khata na mujhe hai pata Jaane kaise kahan ye haalat ho gayi Mohabbat ho gayi Pehli baar jo dekha mujhe tumse hui nafrat Kab kaise mohabbat ho gayi Mujkhe tumse mohabbat ho gayi Do nigahein mili Dhadkanein ban gayi Kuchh ishaara hua Sharaarat ho gayi Mohabbat ho gayi Pehli baar jo dekha mujhe tumse hui nafrat Kab kaise mohabbat ho gayi Mujkhe tumse mohabbat ho gayi Haan ab aise mohabbat ho gayi Ho ab aise mohabbat ho gayi Mohabbat ho gayi

Sorry Baba Sorry

Singer: SONU NIGAM & SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Sorry Baba Sorry

Sorry baba sorry mujhko maaf kardo n Phir na galti hogi ab dil saaf kardo na Main kya karoon ho gaya late main kuchh kaam se jaana tha Raste mein traffic jam tha mushkil bada aana tha Sorry baba sorry mujhko maaf kardo na Phir na galti hogi ab dil saaf kardo na Aise dil ko todo na jaanam jaane bhi do Baahein meri chhodo na nazdeek aane bhi do Ja jhoothe teri baatein na maanoon re Come on Tu kya hai kaisa hai pehchaanoon re Ya ya Sorry baba sorry mujhko maaf kardo na Phir na galti hogi ab dil saaf kardo na Jhootha vaada tera hai na tha mujhko pata Sachcha gussa mera hai tune ki hai khata Kuchh ulta seedha main kar jaoonga Achchha Na maanogi tum tomar jaoonga Mar jaao Sorry baba sorry mujhko maaf kardo na Phir na galti hogi ab dil saaf kardo na Arre re ruko ruko kya kar rahe ho Main kya karoon ho gaya late main kuchh kaam se jaana tha Theek hai baba Raste mein traffic jam tha mushkil bada aana tha Achchha baba achchha baba maine maaf kar diya Achchha baba achchha baba maine maaf kar diya
Back to Film List

About JUNGLE Songs and Lyrics

Explore the JUNGLE soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for JUNGLE.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics