FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from LEELA

Read available LEELA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Champai dhoop ke saaye

Singer: SHUBHA MUDGAL

Lyrics of Champai dhoop ke saaye

Champai dhoop ke saay Aa�aa�aa� Champai dhoop ke saaye Baahon mein simat aaye hain Deheni lage hain shariyano mein Bada rangeen lagta hai Phir bhi ghamgheen lagta hain Chhaaon chhod ke dhoop mein chalna -2 Dhoop sada reheti bhi nahin Yunhi kabhi toh hota hoga gunaah haseen lagta hai Phir bhi ghamgheen lagta hain

Dhuaan uthha hai

Singer: JAGJIT SINGH

Lyrics of Dhuaan uthha hai

Dhuaan uthha hai kahin aag jal rahi hogi - Aseer roshni baahar nikal rahi hogi Dhuaan uthha hai kahin aag jal rahi hogi Ye chaaro aur se aate huwe kayin basti Jab ek doosre ke jism aake chhute hain Koyi toh haath mila kar nikal hoga Kisi ke mod pe manzil badal gayi hogi Dhuaan uthha hai kahin aag jal rahi hogi Aseer roshni baahar nikal rahi hogi Harek roz naya aasmaan khulta hai Khabar nahin hai ke kal din ka rang kya hoga Palak se paani gira hai toh usko girne do Koyi puraani tamanna pighal rahi hogi Dhuaan uthha hai kahin aag jal rahi hogi Aseer roshni baahar nikal rahi hogi

Jaag ke kaati saari raina

Singer: JAGJIT SINGH

Lyrics of Jaag ke kaati saari raina

Eh�eh�.na�eh�eh Jaag ke kaati saari raina -2 Nainon mein kal hos giri thi -2 Jaag ke kaati saari raina -2 (Prem ki agni bujhti nahin hai Beheti nadiya rukti nahin hai) -2 Saagar tak behete do naina -2 Jaag ke kaati saari raina -2 (Ruhu ke bandhan khulte nahin hai Daag hai dilke dhulte nahin hai) -2 Karvat karvat baaki raina -2 Jaag ke kaati saari raina Nainon mein kal hos giri thi -2 Jaag ke kaati saari raina -2 Eh�eh�eh na�eh na�eh�na� Jaag ke kaati saari raina

Jabse qareeb ho ke chale (1)

Singer: JAGJIT SINGH

Lyrics of Jabse qareeb ho ke chale (1)

Jabse qareeb ho ke chale, zindagi se ham - Khud apne aaine ko lage ajnabi se ham Jabse qareeb ho ke chale, zindagi se ham Aankho ke deke roshni, gul kar diye charaag -2 Tang aa chuke hain waqt ki is dillagi se ham -2 Achhe bure ke fark ne basti ujaad di -2 Majboor ho ke milne lage har kissi se ham -2

Jabse qareeb ho ke chale (2)

Singer: JAGJIT SINGH

Lyrics of Jabse qareeb ho ke chale (2)

Jabse qareeb ho ke chale, zindagi se ham - Khud apne aaine ko lage ajnabi se ham Jabse qareeb ho ke chale, zindagi se ham Woh kaun hai jo paas bhi hai aur door bhi -2 Har lamha maangte hain kisi ko kisise bhi Jabse qareeb ho ke chale, zindagi se ham Ehsaas ye bhi kam nahin jeene ke waaste -2 Har dard jee rahe hain tumhaari khushi se ham -2 Kuch door chalke raaste sab ek se lage -2 Mil lega kisi se milaaye kisi se ham -2 Kis mod par haiyaat ne pahoncha diya hamein -2 Naaraaz hai ghamon se na khush hai khushi se ham

Kaanha teri baasuri

Singer: FALGUNI PATHAK, K.K., DEV CHOUDHARY, KARSAN SARGATHIA

Lyrics of Kaanha teri baasuri

Karsan: Eh�eji re�eh� Falguni: Kaanha teri baasuri le jaaye meri jaana K.K.: Kaanha teri baasuri le jaaye meri jaana -2 Falguni: Aur bhi hai gopiyaan tu mohe na sataana Kaanha teri baasuri le jaaye meri jaana K.K.: Hey�ho�eh haalo Falguni: Raadha ka haal dekhi darrta hai mora jiya Meera huwi baawri bas, karti hai piya piya Haay mar jaaungi tu mohe na lubhaana Kaanha teri baasuri le jaaye meri jaana Dev: Ho�maati ki gagar teri, ghat ghat tod gaya Tune kitna chhupaaya, woh maakhan chor gaya Hey�ho� Falguni: Neendein churaake meri, tune aaraam kiya Sakhiya hase mori, mohe badnaam kiya Dev & Falguni: Bholi bhaali ankhiyaan hai, tu toh hai saiyaani Bholi bhaali ankhiyaan hai Chorus: Maaro helo saambhado jee Ho jee re maaro helo saambhado jee Helo saambhado jee, ho jee re Maaro helo saambhado jee K.K.: Kaanha teri baasuri le jaaye meri jaana -2 Falguni: Aur bhi hai gopiyaan tu mohe na sataana Kaanha teri baasuri le jaaye meri jaana K.K.: Hey�ho�eh haalo Falguni: Raadha ka haal dekhi darrta hai mora jiya Meera huwi baawri bas, karti hai piya piya Haay mar jaaungi tu mohe na lubhaana Kaanha teri baasuri le jaaye meri jaana K.K.: Nigode naina teri aur bas kheenche chale Saawre sapne saje, saawri saanj dhhale Eh�ho� Falguni: Raat mein rang bhare rang se kaise bachu So gaya Gokul saara, naach ke main na thaku Falguni & K.K.: Maiya Yashoda tu hi mujhe bachaana Falguni: Haan mujhe bachaana Chorus: Helo saambhado jee, ho jee re Maaro helo saambhado jee With K.K.: Helo saambhado jee, ho jee re Maaro helo saambhado jee Karsan: Hey�kaho maasi gaati thi, eh maasi maa thi Jeet lagaati, rang laati, mandir mahel aati Sab eh suhaati, medar khaati gajgaati Birhe jal jaati neend na aati, likh na paati moraari Kahe raadhe pyaari main balihaari Gokul aawo giridhaari eh jee re gokul aawo Giridhaari eh jee re gokul aawo giridhaari Eh�ubhi ubhi aambla kare re pukaar Sobhe te ramta phirne kaane gyo awaaj Maaro helo saambhado jee Oh jee re maaro helo saambhado jee Chorus: Helo saambhado jee, ho jee re Maaro helo saambhado jee Karsan: Hey�taaru gokudiyu gamtu nathi�jee re Ane oli jamuna ena te bahu khaali chhe Pan maara waala�maara waala aawe re Eh te to sijne karaavya shaamda

Maavaan te tiyaan

Singer: JASPINDER NARULA

Lyrics of Maavaan te tiyaan

Maavaan te tiyaan ral bethhiya ni maaye koyi kar diya galadiyaan - Ni kanka lamiyaan tiyaan kyun jamiya ni maaye Mandara je boleya aaj maaf kare maaye saathon hoya khataawaan badiyaan Ni kanka lamiyaan tiyaan kyun jamiya ni maaye Ho baabul da saaya ena veer pya sirte ankhiyaan tak diyaan ra Nazare je aawe teri ambadi da jaaya mere saa wich aawe sa Ni gad ka lamiyaan tiya kyun jamiya ni maaye Apni chubaare te main kheda gitiyaan-2 Maarda guandiyaan da munda sittiyaan� Ambadi je takeya hoy ambadi je takeya te paan sutdu Vaal vaal kar chhadu meri gutnu -2 Apni chubaare te main kheda gitiyaan Maarda guandiyaan da munda sittiyaan��hoy! Ambadi je takeya hoy ambadi je takeya te paan sutdu Vaal vaal kar chhadu meri gutnu -2 Apni chubaare te main kheda gitiyaan Maavaan te tiyaan ral bethhiya ni maaye koyi kar diya galadiyaan -2 Ni kanka lamiyaan tiyaan kyun jamiya ni maaye Mandara je boleya aaj maaf kare maaye saathon hoya khataawaan badiyaan Ni kanka lamiyaan tiyaan kyun jamiya ni maaye Aa�ho�aa�aa�

Tere khayaal ki

Singer: JAGJIT SINGH

Lyrics of Tere khayaal ki

Khumaar-e-gham hai, mahekti fiza mein jeete hain - Tere khayaal ki aab-o-hawa mein jeete hain Khumaar-e-gham hai, mahekti fiza mein jeete hain Bade itafaak se milte hain milne waale mujhe -2 Woh mere dost hai, teri wafa mein jeete hain Tere khayaal ki aab-o-hawa mein jeete hain Khumaar-e-gham hai, mahekti fiza mein jeete hain Firaaq-e-yaar mein saanson ko rok ke rakhte hain -2 Harek lamha guzarti qaza mein jeete hain Tere khayaal ki aab-o-hawa mein jeete hain Khumaar-e-gham hai, mahekti fiza mein jeete hain Na baat poori huwi thi, ke raat toot gayi -2 Adhure khwaab ki aadhi saza mein jeete hain Tere khayaal ki aab-o-hawa mein jeete hain Khumaar-e-gham hai, mahekti fiza mein jeete hain Tumhaari baaton mein koyi masiha basta hai -2 Haseen labon se barasti shabha mein jeete hain Tere khayaal ki aab-o-hawa mein jeete hain Khumaar-e-gham hai, mahekti fiza mein jeete hain Tere khayaal ki aab-o-hawa mein jeete hain
Back to Film List

About LEELA Songs and Lyrics

Explore the LEELA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for LEELA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics