FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from MALHAAR

Read available MALHAAR lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Bade Aarmano se rakha hai sanam teri kasam

Singer: MUKESH, LATA MANGESHKAR

Lyrics of Bade Aarmano se rakha hai sanam teri kasam

Bade Aarmano se rakha hai sanam teri kasa O Balam teri kasam pyaar ki duniya mein yeh pehla kadam Ho, pehla kadam Juda naa kar sakenge humko jamane ke sitam Ho, Jamane ke sitam Pyaar ki duniya mein yeh pehla kadam Ho, pehla kadam Le utha pyaar bhi angdaai hai, dil bhi jaha Aaji, aase mein layi jate ho tum bolo kaha Door duniya ki nigahoo se kahi jayenge hum Pyaar ki duniya mein yeh pehla kadam Ho, pehla kadam Teri do aakhoon mein dikhte hai mujhe dono jahan Innhi mein kho gaya dil mera kaho dhoondu kahan Chaand ghatha ho ghate apni mohabbat na ho kaam Pyaar ki duniya mein yeh pehla kadam Ho, pehla kadam Meri naiya ko kinare ka intazaar nahi Tera aanchal ho to patwaar bhi darkaar nahi Tere hote hue kyon ho mujhe toofan ka gam Pyaar ki duniya mein yeh pehla kadam Ho, pehla kadam

Dil Tujhe Diyaa Thaa

Singer: MUKESH

Lyrics of Dil Tujhe Diyaa Thaa

dil tujhe diyaa thaa rakhane k tu ne dil ko jalaa ke rakh diyaa kisamat ne de ke pyaar mujhe meraa dil tadapaa ke rakh diyaa dil tujhe diyaa thaa bhanware ke labon par fariyaaden kaliyon ke labon par muskaanen bhanware ka kaleja kaliyon mein haaye ! kis ne chhupaa ke rakh diyaa kisamat ne de ke pyaar mujhe meraa dil tadapaa ke rakh diyaa dil tujhe diyaa thaa jis dard se duniyaaa darati hai jis ghum se kinaara karati hai teri nazar ne mere mein woh dard chhupa ke rakh diyaa kisamat ne de ke pyaar mujhe meraa dil tadapaa ke rakh diyaa dil tujhe diyaa thaa jab dil mein tumhe basaayaa tha aasha kaa deep jalaayaa tha taqdeer ke ek hi jhonke ne woh deep bujha ke rakh diyaa kisamat ne de ke pyaar mujhe meraa dil tadapaa ke rakh diyaa dil tujhe diyaa thaa Posted by: p u r n i m a

Ek Baar Agar Tu Kahe De

Singer: LATA MANGESHKAR, MUKESH

Lyrics of Ek Baar Agar Tu Kahe De

ek baar agar tu kahe de- tu hai meri ke mein hun teraa lata: ham do albele panchhi-2 ham donon ka ek basera lata: do dil dhadke hai,chounk uthi hai jawaaniyaan mukesh: kuchh kaha hai nigahon ne, chhed ke pyaar ki kahaaniyaan-2 lata: mera dil hi nahin hai mere bas mein-2 ye kis ne jaadoo phera, kaho ji ye kis ne jaadoo phera ham donon ka ek basera mukesh: aa jaaye na kahin ham-tum kisi ki nigahon mein lata: sang sang hi chale ham zindagi ki rahon mein-2 mukesh: tujhe chheen na le koi mujh se - 2 ye jag hai bada lootera, suno ji ye jag hai bada lootera both: ham donon ka ek basera�. lata: dekho aaee hai sitaaron ki timtimaati ye toliyaan mukesh: chalo in ki chhaon mein ham khele aankh micholiyaan both: chalo in ki chhaon mein ham khele aankh micholiyaan tute na kabhi jeevan bhar - 2 ye bandhan tera mera, o ho ji ye bandhan tera mera ham donon ka ek basera lata: ek baar agar tu kahe de - 2 mukesh: tu hai meri ke mein hun tera

Hota Raha Yunhi Agar

Singer: MUKESH

Lyrics of Hota Raha Yunhi Agar

hota raha yunhi agar anjaam wafaa k legaa na zamaane mein koi naam wafaa ka sindoor ki laali hai kisi ke suhaag mein jeete jee jal rahaa hai koi ghum ki aag mein is ke siwaa hogaa bhi kyaa anjaam wafaa ka legaa na zamaane mein koi jaa kar nahin aanaa jise kyon dekhen wo mudake milate nahin humraahi doraahe pe beechhad ke maalum hai hotaa hai jo anjaam wafaa ka legaa na zamaane mein koi kasame nahin nibhati, dhare rahe jaate hai waa' de ye ret ki deewaar hai jo chahe giraa de sou kaam jafaaon ke hai, ek kaam wafaa ka legaa na zamaane mein koi Posted by: p u r n i m a

Kahaan Ho Tum Zaraa Aawaaz Do

Singer: LATA MANGESHKAR, MUKESH

Lyrics of Kahaan Ho Tum Zaraa Aawaaz Do

lata kahaan ho tum zaraa aawaaz do, hum yaad karate hai kabhi bharate hai aanhe, aur kabhi fariyaad karate hai kahaan ho tum zaraa aawaaz do lata: judaa bul-bul hai apane phool se, aur ro ke kaheti hai- 2 ari duniyaa kiyaa who zulm, jo saiyaad karate hai kahaan ho tum zaraa aawaaz do mukesh: jaha hai aur ab jis haal mein hai, hum tumhaare hai- 2 tumhi aabaad ho dil mein, tumhi ko yaad karate hai kahaan ho tum zaraa aawaaz do lata: humaari bebasi ye hai ke hum kuchh kahe nahin sakate- 2 wafa badnaam hoti hai, agar fariyaad karate hai kahaan ho tum zaraa aawaaz do mukesh: tere qadamon mein rahene ki tamanna, dil mein rakhate hai- 2 judaa duniyaa ne hum ko kar diya, fariyaad karate hai kahaan ho tum zaraa aawaaz do Posted by: p u r n i m a

Muhobbat Ki Kisamat

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Muhobbat Ki Kisamat

muhobbat ki kisamat banaa ne se pahel zamaane ke maalik tu royaa to hoga, royaa to hoga muhobbat pe yeh zulm dhaane se pahele zamaane ke maalik tu royaa to hoga, royaa to hoga tujhe bhi kisi se agar pyaar hota agar pyaar hota humaari taraha tu bhi kisamat pe rota kisamat ko rota yeh ashkon ke mele lagaane se pahele zamaane ke maalik tu royaa to hoga, royaa to hoga muhobbat ki kisamat mere haal par ye jo hanste hai taare hansate hai taare ye taare hai teri hansi ke ishaare hansi ke ishaare hansi mere ghum ki udaane se pahele zamaane ke maalik tu royaa to hoga, royaa to hoga muhobbat ki kisamat muhobbat ko tu ne dilon mein basaaya dilon mein basaaya muhobbat ne ghum ka ye toofaan uthaaya toofaan uthaaya ye toofaan duniyaa mein laane se pahele zamaane ke maalik tu royaa to hoga, royaa to hoga muhobbat ki kisamat Posted by: p u r n i m a

Taara Tute Duniyaa Dekhe

Singer: MUKESH

Lyrics of Taara Tute Duniyaa Dekhe

(basa li dil mein teri yaad, aansoo ponchh liy rahe tu shaad, humaara hai kya, jiye na jiye) tara tute, duniyaa dekhen, dekha na kisi ne dil tut gaya dekha na kisi ne dil tut gaya kitane hi taare tute, hoga na kabhi andhiyaara aasmaan par bahot hai taare, dil tha ek humaara dil tha ek humaara tut na jaaye kyun dil us ka, saathi jis ka chhut gaya dekha na kisi ne dil tut gaya taara tute chand ko apana daagh hai pyaara chhupi hai koi kahaani mein bhi chhupaaye hun, seene mein, kisi ki ek nishaani kisi ki ek nishaani kaise manaaon, aansoo apane, bhaag hi mujh se rooth gaya dekha na kisi ne dil tut gaya taara tute
Back to Film List

About MALHAAR Songs and Lyrics

Explore the MALHAAR soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for MALHAAR.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics