FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from PYAAR KIYA NAHIN JAATA

Read available PYAAR KIYA NAHIN JAATA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aaja Meri Baahon Mein

Singer: SARASWATI PHUKAN AND SONU NIGAM

Lyrics of Aaja Meri Baahon Mein

--FEMALE- Aaja meri baahon mein banke sanam mera pyaar Aa, aaja meri baahon mein banke sanam mera pyaar Dil se mila hai dil us pe mausam bhi hai yaar Tu hai, main hoon, do badan milne ko beqaraar Aise mein to tanhaai lage bahaar Aaja meri baahon mein banke sanam mera pyaar Dil se mila hai dil us pe mausam bhi hai yaar --MALE-- Seene se sar sar sarke dupatta Kuch keh rahi hai har ada Oh, seene se sar sar sarke dupatta Kuch keh rahi hai har ada --FEMALE-- Tumhaari ada pe hum mar mite hai Tumko nahin kya pata, tumko nahin kya pata --MALE-- Sach hai, sach hai, hum to tumse gaye hai haar Aise mein to tanhaai lage bahaar Aaja meri baahon mein banke sanam mera pyaar Dil se mila hai dil us pe mausam bhi hai yaar --FEMALE-- (Kya dekhte ho, honton se chhoo lo Honton ki yeh narmiyaan) - 2 --MALE-- Na dooriyaan hain, na faasle hain Tere mere darmiyaan, tere mere darmiyaan --FEMALE-- Bole dhadkan jaise bajne lage dil ke taar Aise mein to tanhaai lage bahaar Aaja meri baahon mein banke sanam mera pyaar Dil se mila hai dil us pe mausam bhi hai yaar --MALE-- Tu hai, main hoon, do badan milne ko beqaraar Aise mein to --BOTH-- Tanhaai lage bahaar Aaja meri baahon mein banke sanam mera pyaar Dil se mila hai dil us pe mausam bhi hai yaar

Ho Jaata Hai Yeh Pyaar

Singer: ANURADHA PAUDWAL

Lyrics of Ho Jaata Hai Yeh Pyaar

Chaahat hai kya, kya pata sangdil ko - Kisi dil deewane se deewane dil ko Ho jaata hai yeh pyaar Ho jaata hai yeh pyaar, kiya nahin jaata - 2 Chaahat hai kya, kya pata sangdil ko Kisi dil deewane se deewane dil ko Ho jaata hai yeh pyaar Ho jaata hai yeh pyaar, kiya nahin jaata - 2 Kis mod pe kaun kisko milega Kisko hai iski khabar Na jaane kab kis ke nazron ka jaadu Kar jaaye kis pe asar Ho jaata hai ikraar, kiya nahin jaata Ho jaata hai yeh pyaar, kiya nahin jaata Chaahat hai kya, kya pata sangdil ko Kisi dil deewane se deewane dil ko Bhawren ka gulshan mein ek gul pe marna Manraana us pe, usse pyaar karna Kaliyon ka shabnam se milke nikharna Geeton ka sargam se milke sanwarna Parwaane ka shamma ke saath jalna Majnu ka Laila se marke bhi milna Kisse to hai beshumaar, kaha nahin jaata Mm ho jaata hai yeh pyaar, kiya nahin jaata Chaahat hai kya, kya pata sangdil ko Kisi dil deewane se deewane dil ko Ho jaata hai yeh pyaar Ho jaata hai yeh pyaar, kiya nahin jaata - 2

Kabhi Socha Na Tha Maine

Singer: SONU NIGAM AND SONALI VAJPAYEE

Lyrics of Kabhi Socha Na Tha Maine

--MALE- Kabhi socha na tha maine mujhe ho jaayega pyaar - 2 Dil deewana deewane ka kya aitbaar Kya aitbaar, kya aitbaar --FEMALE-- Kabhi socha na tha maine mujhe ho jaayega pyaar - 2 Dil deewana deewane ka kya aitbaar Kya aitbaar, kya aitbaar --MALE-- Aaj mujhko laga baat kuch hai zuroor Paas kitne ho tum jab hue mujhse door --FEMALE-- Beqaraari hai kyoon, yeh khumaari hai kyoon Kyoon pareshaan hai, kyoon yeh armaan hai --MALE-- Tum kya gaye ho jaanam, sang le gaye bahaar - 2 Dil deewana deewane ka kya aitbaar Kya aitbaar, kya aitbaar Sach kahoon pyaar kya hai main nahin jaanta tha Pyaar ki baatein sach hai, main nahin maanta tha --FEMALE-- Kya mujhe ho raha hai, kya mera kho raha hai Mujhko ehsaas hai, kya meri pyaas hai --MALE-- Tu nahin paas mere, hai tera intezaar - 2 Dil deewana deewane ka kya aitbaar Kya aitbaar, kya aitbaar --FEMALE-- Kabhi socha na tha maine mujhe ho jaayega pyaar - 2 Dil deewana deewane ka kya aitbaar Kya aitbaar, kya aitbaar --MALE-- Kabhi socha na tha maine

Pyaar Kiya Nahin Jaata

Singer: PT. AJAY POHANKAR, ANURADHA PAUDWAL, SONU NIGAM, AND VIVIENNE POCCHA

Lyrics of Pyaar Kiya Nahin Jaata

--MALE 1- Aa, ga re ni sa, re ni sa, re ni sa Ga re ni sa re ni sa ga re pa sa - 2 Ma ma ma pa pa ni pa ga ma re sa, aa --FEMALE-- (Pyaare se rang bharta hai, koi jaadu sa yeh karta hai Har dil mein yeh rehta hai) - 2 Kabhi na kabhi, kahin na kahin, kisi na kisi se Har dil ko hai ho jaata, pyaar kiya nahin jaata Pyaar kiya nahin jaata, pyaar kiya nahin jaata --CHORUS-- Pyaar kiya nahin jaata --MALE 2-- Aankhon hi aankhon mein Baaton hi baaton mein dil jab kho jaaye Bechaini badh jaaye, kuch kaha na jaaye Hota jaaye haai dil deewana, deewana --FEMALE-- Dhak dhak karta hai dil hardam aahein bharta hai Kaise kya kahoon darr sa lagta hai Madhoshi ka aalam dil pe chhaaya rehta hai Jaane dil kahan dooba rehta hai --MALE 2-- Kaise jataaye Kaise jataaye dilon ki jazbaat Pyaare se rang bharta hai --FEMALE-- Koi jaadu sa yeh karta hai --MALE 2-- Har dil mein yeh rehta hai --BOTH-- Kabhi na kabhi, kahin na kahin, kisi na kisi se Har dil ko hai ho jaata, pyaar kiya nahin jaata --CHORUS-- Pyaar kiya nahin jaata --FEMALE-- Meethi si ek chubhan Jaagi si ek agar saanson ko chhoo jaaye Tanhaai chhaa jaaye, jaane kya ho jaaye Chori chori koi dil churaaye, churaaye --MALE 2-- Chaahat badhti jaaye, badhta jaaye intezaar Milne ke liye dil ho beqaraar Maano ya na maano aisa hota hai yeh pyaar Thodi beqaraari thoda deta hai qaraar --FEMALE-- Jaano na jaano Jaano na jaano yeh kaise hai ehsaas --BOTH-- Pyaare se rang bharta hai, koi jaadu sa yeh karta hai Har dil mein yeh rehta hai Kabhi na kabhi, kahin na kahin, kisi na kisi se Har dil ko hai ho jaata, pyaar kiya nahin jaata --FEMALE-- Pyaar kiya nahin jaata --MALE 2-- Pyaar kiya nahin jaata --FEMALE-- Pyaar kiya nahin jaata --MALE 2-- Pyaar kiya nahin jaata --ALL-- Pyaar kiya nahin jaata

Unke Labon Pe

Singer: SONU NIGAM, SUNIDHI CHAUHAN, AND SANTRIPTI

Lyrics of Unke Labon Pe

--MALE- (Unke labon pe hai khaamoshi Meri zubaan izhaar kare) - 2 Dil ko yakeen hai, chup rehkar voh - 2 Behad mujhse pyaar kare Unke labon pe hai khaamoshi Meri zubaan izhaar kare --FEMALE-- Tana nu tana nu tana nu Tanana nanana nanana na (Tanana dhin ta dhin ta dhere na Tana o dhe tani tanana tu) - 2 Dhin tananana nanana nanana - 2 Oh oh oh, oh oh oh --MALE-- Khaamosh si ek pyaas ho tum Karti ho har pal tum hosh gum Yeh chehra sharam se simat ta hua Yeh aanchal badan se lipat ta hua Yeh zulfon ke baadal bikharte hue Yeh saanson ke toofaan mahekte hue Pal pal gumsum har pal gumsum Aise mein jaana tera paas aana Mujhko kare beqaraar, ho oh Unke labon pe hai khaamoshi Meri zubaan izhaar kare Maine tumhe apna hi samjha Kuch bhi na socha iske siva Meri jaan raho tum mere roobaru Yeh mausam kahega meri aarzoo Dhadakta hai yeh dil tumhaare liye Yeh keh do hai kuch pal hamaare liye Tumse meri saari khushiyaan Is aasmaan mein, saare jahan mein Tum ho mera aitbaar, ho oh Unke labon pe hai khaamoshi Meri zubaan izhaar kare Dil ko yakeen hai, chup rehkar voh - 2 Behad mujhse pyaar kare
Back to Film List

About PYAAR KIYA NAHIN JAATA Songs and Lyrics

Explore the PYAAR KIYA NAHIN JAATA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for PYAAR KIYA NAHIN JAATA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics