FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from TEESRI KASAM

Read available TEESRI KASAM lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Chalat Musafir Moh Liya Re

Singer: MANNA DE, CHORUS

Lyrics of Chalat Musafir Moh Liya Re

(chalat musafir moh liyo re pinjade wali muniya ) - 4 udd udd baithi halvaiya dukaniya - 2 he rama!!! udd udd baithi halavaiya dukaniya aare! (barafi ke sab ras le liyo re pinjade wali muniya ) - 2 aa he aa he ... he raama udd udd baithi bajajava dukaniya - 2 aahaa!!! udd udd baithi bajajava dukaniya aare! (kapda ke sab ras le liyo re pinjade wali muniya ) - 3 jiyo jiyo palakdas jiyo! udd udd baithi panvadiya dukaniya - 2 he raamaa!!! udd udd baithi panavadiya dukaniya aare! (beeda ke sab ras le liyo re pinjade wali muniya ) - 3

Duniya Bananewale Kya Tere Man

Singer: MUKESH

Lyrics of Duniya Bananewale Kya Tere Man

Duniya Bananewale Kya Tere Man Mein Samaay Kaaheko Duniya Banayi Toone Kaaheko Duniya Banayi Kahe Banaye Toone Maati Ke Putle Dharti Yeh Pyari Pyari Mukhde Yeh Ujle Kahe Banaya Toone Duniya Ka Khela Usme Lagaya Jawaani Ka Mela Gup-Chup Tamasha Dekhe, Wah Re Teri Khudaai Kahe Ko Duniya... Preet Banaake Toone Jeena Sikhaaya Hansna Sikhaaya, Rona Sikhaaya Jeevan Ke Path Par Meet Milaye Meet Milake Toone Sapne Sajaaye Sapne Sajaake Toone Kahe Ko De Di Judaai Kahe Ko Duniya...

Haay Gazab Kahin Taaraa Toota

Singer: ASHA BHOSALE

Lyrics of Haay Gazab Kahin Taaraa Toota

haay gazab kahin taaraa toot loota re loota mere sainyaa ne loota pahela taara atariyaa pe toota - 2 daanton tale main ne daabaa anguuthaa - 2 loota re loota, saanwariya ne loota haay gazab kahin taaraa toota doosra taaraa bajariyaa men toota - 2 dekhaa hai sabane meraa damaan chhoota - 2 lootaa re lootaa, sipahyaa ne loota haay gazab kahin taaraa toota teesraa taaraa phool bagiyaa men toota - 2 phoolon se poochhe koi hai kaun jhoothha - 2 loota re lootaa, darogaa ne loota haay gazab kahin taaraa toota Posted by: p u r n i m a

Laali Laali Doliya Mein

Singer: ASHA BHOSLE, CHORUS

Lyrics of Laali Laali Doliya Mein

laali laali doliya mein laali re dulhaniya piya ki pyaari bholi bhaali re dulhaniya laali laali doliya mein laali re dulhaniya meethe bain teekhe nainon wali re dulhaniya lautegi jo godi bhar hamein na bhulana laddu pedhe lana apne haathon se khilana teri sab raatein hon diwali re dulhaniya doolhe raja rakhna jatan se dulhan ko kabhi na dukhana tu goriya ke mann ko naazuk hai naazon ki hai paali re dulhaniya

Maare Gaye Gulfaam

Singer: LATA MANGESHKAR, GULFAAM

Lyrics of Maare Gaye Gulfaam

( maare gaye gulfaam aji haan maare gaye gulfaam ) -2 ulfat bhi raas na aayi aji haan maare gaye gulfaam ik sabzapari dekhi aur dil ko ganva baithe ( mastana-nigaahon par phir hosh luta baithe ) -2 phir hosh luta baithe kahe ko main muskuraai aji haan maare gaye gulfaam maare gaye gulfaam aji haan maare gaye gulfaam aabru ki katari se nainon ki dodhari se ( wo ho ke rahe zakhmi ik baad-e-bahaari se ) -2 ik baad-e-bahaari se ye zulf kyon lehraai aji haan maare gaye gulfaam maare gaye gulfaam aji haan maare gaye gulfaam is pyaar ki mahafil mein wo aaye muqaabil mein ( wo teer chale dil par halchal si hui dil mein ) -2 halchal si hui dil mein chahat ki saza paai aji haan maare gaye gulfaam maare gaye gulfaam aji haan maare gaye gulfaam ulfat bhi raas na aai aji haan maare gaye gulfaam

Rahega Ishq Tera Kaak

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Rahega Ishq Tera Kaak

rahega ishq tera kaak mein milake mujhe hue hain ibteda mein ranj inteha ke mujhe aa, aa bhi ja raat dhalne lagi, ho, chaand chhupane chala ho aa, aa bhi ja teri yaad mein bekabar, shama ki tarah raat bhar-2 jali aarzu dil jalaa, aa, aa bhi ja sitaaron ne munh pherkar kaha alvida hamsafar -2 chala kaarvaan ab chalaa, aa, aa bhi ja ufak par khadi hai sahar, andhera hai dil mein idhar -2 wahi roz ka silsilaa, aa, aa bhi ja raat dhalne lagi, chaand chhupane chala ho aa, aa bhi ja

Sajanwa Bairee Ho Gaye Humaar

Singer: MUKESH

Lyrics of Sajanwa Bairee Ho Gaye Humaar

sajanawaan bairee ho gaye humaa chithheeyaan ho to, har koee baache, bhaag naa baache koee karamawaa bairee ho gaye humaar jaaye base parades sajanawaa, sautan ke bharamaaye naa sandes naa koee khabareeyaa, rut aaye rut jaaye doob gaye hum beech bhanwar me, kar ke solaa paar sajanawaa bairee ho gaye humaar sunee sej god moree sunee, maram naa jaane koee chhatapat tadape pareet bichaaree, mamataa aansoo roye naa koee is paar humaaraa, naa koee us paar sajanawaa bairee ho gaye humaar
Back to Film List

About TEESRI KASAM Songs and Lyrics

Explore the TEESRI KASAM soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for TEESRI KASAM.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics