FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from WAJAHH A REASON TO KILL

Read available WAJAHH A REASON TO KILL lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Agar Zindagi Se Mohabbat Karoge

Singer: DALER MEHANDI

Lyrics of Agar Zindagi Se Mohabbat Karoge

(You know, you can�t fall in lov If you�re in love with your life) Agar zindagi se mohabbat karoge Mohabbat zindagi mein kar na sakoge Agar dard-e-dil ki shikayat karoge Mohabbat zindagi mein kar na sakoge Ishq ke dard mein aaram hai Ishq to rab ka dooja naam hai Ishq ke dard mein aaram hai Ishq to rab ka dooja naam hai (Ishq ke dard mein aaram hai Ishq to rab ka dooja naam hai Koi hai kehta qayamat hai ishq Koi hai kehta ibaadat hai ishq) Agar dard-o-gham mein shifayat karoge Mohabbat zindagi mein kar na sakoge Ishq mein khwaab aaye aane do Ishq mein jaan jaaye jaane do Gham ke sailaab se darna nahin Laab toofaano se takranein do (Aate hain yeh khwaab aane bhi do Jaati hai yeh jaan jaane bhi do Sailaab aayi jo utha kabhi Chaahat ke toofaan se takraane do) Agar saahilon ki chaahat karoge Mohabbat zindagi mein kar na sakoge Agar zindagi se mohabbat karoge Mohabbat zindagi mein kar na sakoge Posted By : Mastani Laila

Kyon Mujhko Darane Laga

Singer: SHREYA GHOSHAL

Lyrics of Kyon Mujhko Darane Laga

Kyon mujhko daraane lag Sapna koyi Maano door jaane laga Apna koyi Eh dil bata kahan se utha Woh aag kahan lagi Kyon mujhko daraane laga Sapna koyi Maano door jaane laga Apna koyi Zindagi hai yeh kya Bebasi ke siwa Zindagi hai yeh kya Bebasi ke siwa Kis se karke wafa ab karein hum yahaan Kyon mujhko sataane laga Sapna koyi Maano door jaane laga Apna koyi Pyaar jin se kiya Woh hi samjhe nahin Pyaar jin se kiya Woh hi samjhe nahin Kisko dil ki sada ab sunaaye yahaan Kyon mujhko rulaane laga Sapna koyi Maano door jaane laga Apna koyi Eh dil bata kahan se utha Woh aag kahan lagi Kyon mujhko daraane laga Sapna koyi Maano door jaane laga Apna koyi Posted By : Mastani Laila

Wada Yeh Kar Saathiya

Singer: SHREYA GOSHAL, ANAND RAAJ ANAND

Lyrics of Wada Yeh Kar Saathiya

Wada yeh kar saathiy Wada yeh kar saathiya Saathon janam saath ho Sanam hum tum Tum aur hum Sanam hum tum Wada yeh kar saathiya Wada yeh kar saathiya Saathon janam saath ho Sanam hum tum Tum aur hum Sanam hum tum Mujhko baahon mein tum bhar lo Youn hi na raat dhal jaaye Mujhko baahon mein tum bhar lo Youn hi na raat dhal jaaye Kahin ek pal mein mausam ka Iraada na badal jaaye Dil ne mujhe keh diya Maine bhi yeh sun liya Dil ne mujhe keh diya Maine bhi yeh sun liya Saathon janam saath ho Sanam hum tum Tum aur hum Sanam hum tum Wada raha saathiya Wada raha saathiya Saathon janam saath hain Sanam hum tum Tum aur hum Sanam hum tum Meri aagosh mein aa jaa Mita de dooriyaan dilbar Meri aagosh mein aa jaa Mita de dooriyaan dilbar Tum mujhse door jaaye to To mujhe padta hai is dil pe Tumko diya hai jiya Tumko kaha hai piya Tumko diya hai jiya Tumko kaha hai piya Saathon janam saath ho Sanam hum tum Tum aur hum Sanam hum tum Wada raha saathiya Wada raha saathiya Saathon janam saath hain Sanam hum tum Tum aur hum Sanam hum tum Posted By : Mastani Laila

Yeh Zamana Yeh Zamana

Singer: SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Yeh Zamana Yeh Zamana

Yeh zamana, yeh zamana Kya karega yeh zamana Yeh zamana yeh zamana Kya karega yeh zamana Yeh meri teer-e-nazar Hai badi hi jadugar Tujhpe tana hai nishaana Yeh zamana, yeh zamana Kya karega yeh zamana Yeh zamana yeh zamana Kya karega yeh zamana Tumko paana tumko paana Hai humari aarzoo Kab se dilbar kar rahe the Hum tumhaari justejoo Ek dafa bas ek baar Aa jao baahon mein yaar Phir humko tum aasmaana Yeh zamana, yeh zamana Kya karega yeh zamana Yeh zamana yeh zamana Kya karega yeh zamana Yeh meri teer-e-nazar Hai badi hi jadugar Tujhpe tana hai nishaana Yeh zamana, yeh zamana Kya karega yeh zamana Chaand taare tod laayein Oh sanam tere liye Hum to duniya mein hain aaye Eh sanam tere liye Aap hain mera guru Aap se mujhko suru Aap se dil ka afsana Yeh zamana, yeh zamana Kya karega yeh zamana Yeh zamana yeh zamana Kya karega yeh zamana Yeh meri teer-e-nazar Hai badi hi jadugar Tujhpe tana hai nishaana Yeh zamana, yeh zamana Kya karega yeh zamana Yeh zamana, yeh zamana Kya karega yeh zamana
Back to Film List

About WAJAHH A REASON TO KILL Songs and Lyrics

Explore the WAJAHH A REASON TO KILL soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for WAJAHH A REASON TO KILL.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics