FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from WARRIS

Read available WARRIS lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Kabhi Kabhi Aaisa Bhi Toh

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Kabhi Kabhi Aaisa Bhi Toh

(ho kabhi kabhi aaisa bhi toh hota hai zindagi mei raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein) - 2 kabhi kabhi aaisa bhi toh (kisko pata tha chaandani jaayegi ho kaali ghata chhayegi) - 2 thandi puhaar hamein paas paas laayegi hmmm baat ban jaayegi dil ki dhadkan sur badlegi ghadi do ghadi mein ho kabhi kabhi aaisa bhi toh hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein kabhi kabhi aaisa bhi toh neendiya ke baadal ghir ghir aaye hai o aankhon pe chhaye hai o rang bhare sapanon ko sang sang laaye hai jaal bichhaye hai pyar ki khusbhu mehak rahi hai saanson ki raagani mein (ho kabhi kabhi aaisa bhi toh hota hai zidnagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein) - 2

Kaunn Hai Woh Kaun Mujhe

Singer: KISHORE KUMAR

Lyrics of Kaunn Hai Woh Kaun Mujhe

kaun hai woh kaun mujhe jisne jagay arey dharti pe yaar yumlok se bulaya - 2 arey kau kaun hai kaun hai woh kaun mujhe jisne jagaya arey dharti pe yaar yumlok se bulaya - 2 arey kau kaun hai yeh kangana yeh kjhunka yeh chunri yeh kajara kyon yeh mehandi yeh bindiya yeh payal yeh gajra kyon jante nahi kya mere sartaaj ko thehro main bulati hu abhi yumraaj ko kaun hai kaun hai woh kaun mujhe jisne jagaya arey dharti pe yaar yumlok se bulaya - 2 arey kau kaun hai yeh bhutna yeh baamna kyon aaya maala japane - 2 kya samjhe yeh chhaliya dekhe devi ke sapanen byaahi hui devi se aankh jo lagayega yahi baithe baithe woh bhasam ho jaayega kaun hai kaun hai woh kaun mujhe jisne jagaya arey dharti pe yaar yumlok se bulaya - 2 arey kau kaun hai (some other langauge lyrics) bol maiyya bol jaldi se khol bol maiyya bol jaldi se khol - 2 beimaano ki potli chhod de chhode de din de maiyya chhod de kanya kunwari ka maaya jaal chhod de yeh kanya kumari hai deewan ki dulaari hai - 2 ek hi bechari hai chhod de chhod de - 2 chhod de chhode de din de maiyya chhod de - 2 bol maiyya bol .. bol maiyya bol bolgalla kaahe bol bol hoke prasanna kya khayegi charnon mein tere aam kela amrud hai peene ko maiyya bhuri gaay ka dudh bhul~ haai bhul hui.. ho maiyya bhul hui.. ho bhul hui bhul hui - 2 maiyya maansdhaari hai phalwaale jaa kasaai ki baari hai hatao kharbuja hatao tarbuja arey jaldi se leke aaon murgi ka chussa arey murgi ka chalega ya bakre ka maans aadmi ka chalega toh haazir hai daant bali nahi chahiye jo achhe insaan ki toh charbi khilaaun kisi mote shaitaan ki maiyya chhod ho bindu chhod maaya jaal tod.. maiyya bhaag...

Lehra Ke Aaya Hai

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Lehra Ke Aaya Hai

aayega tara.. lala... lehra ke aaya hai jhonka bahaar ka mausam hai pyar ka aa bhi jaa lehra ke aaya hai jhonka bahaar ka mausam hai pyar ka aa bhi jaa hum toh kab se khade hai dilruba sun rahe tere dil ki sadaa iss kadar bakali khuda lehra ke aaya hai jhonka bahaar ka mausam hai pyar ka aa bhi jaa aa nayi nayi pehchhaan ho gayi pyar ki raah aasaan ho gayi ho gaya aasan ab rasta humsafar ke mujhe mil gaya ab kismat se maangu main kya lehra ke aaya hai jhonka bahaar ka mausam hai pyar ka aa bhi jaa aa jahaan jahaan dekhu main tu hai na tamanna na koi aarzu ahi maine maangi thi ek din duaan uss duaan mein asar aa gaya meet gaya pyar ka faasala lehra ke aaya hai jhonka bahaar ka mausam hai pyar ka aa bhi jaa aa tere mere dil ne kaha hai pyar hona tha hoke raha hai maine bhule se socha na tha mere pehlu mein hai har toofan mera hamdam mera dilruba lehra ke aaya hai jhonka bahaar ka mausam hai pyar ka aa bhi jaa aa
Back to Film List

About WARRIS Songs and Lyrics

Explore the WARRIS soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for WARRIS.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics