FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from DEVDAS

Read available DEVDAS lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aan Milo Aan Milo

Singer: GEETA DUTT, MANNA DEY

Lyrics of Aan Milo Aan Milo

gi: aan milo aan milo shyaam saaNvare, aan mil aan milo aan milo shyaam saaNvare, bRij mein akeli raadhe khoyee-khoyee phire ma: o raadhe khoyee-khoyee phire, o kaanhaa aan milo both: o.. aan milo aan milo shyaam saaNvare, aan milo gi: bRindaavan ki galiyon mein tum bin jiyaraa na laage ma: o.. jiyaraa naa laage gi: nis din tumhaari baaT dekhe vyaakul nainaa bhaage ma: vyaakul naina bhaage gi: ab hii aisii dashaa hai man kii kyaa hovai phir aage re bRij mein akeli raadhe khoyee-khoyee phire ma: o raadhe khoyee-khoyee phire o kaanhaa aan milo both: o.. aan milo aan milo shyaam saaNvare, aan milo gi: aaj na kaahe jamunaa teere murli madhur bajaai ma: o.. murli madhur bajaai gi: aaj na kaahe sakhiyaaN ke sang hil-mil raas rachaai ma: o.. hil-mil raas rachaai gi: hamaara aaNgan chhoD ke tohe kaun nagariyaa bhaai re bRij mein akeli raadhe khoyee-khoyee phire ma: o raadhe khoyee-khoyee phire o kaanhaa aan milo both: o.. aan milo aan milo shyaam saaNvare, aan milo gi: ajahuN jo na bheje re Mohan taine koi khabariyaa ma: o.. gi: ajahuN na bheje re Mohan taine koi khabariyaaa ma: o.. taine koi khabariyaa gi: ho gayee hai ye bRij ki baalaa ro-ro kar baaNvariyaa ma: o.. ro-ro kar baaNvariyaa gi: dheer bandhaa jaa, dheer bandhaa jaa mukh dikhlaa jaa naT naagar saaNvariyaa re bRij mein akeli raadhe khoyee-khoyee phire ma: o raadhe khoyee-khoyee phire o kaanhaa aan milo both: o.. aan milo aan milo shyaam saaNvare, aan milo

Bairi Piya

Singer: SHREYA GHOSAL AND UDIT NARAYAN

Lyrics of Bairi Piya

Ish, is Bairi piya bada bedardi, ish Ho, bairi piya bada bedardi Dil ka dard na jaane saudaai Harjaai zulmi ram duhaai Kaise kahoon kaase kahoon haai ram Dil ka dard na jaane Na jaane, na jaane, na jaane jaane jaane haai Bairi piya bada re bedardi Ho ho, bairi piya bada be, ish Tu door jo tha to paas hi tha Ab paas hai to door hai kyoon Na jaane jaane jaane jaane jaane Tu door jo tha to paas hi tha Ab paas hai to door hai kyoon Aa paas to aa pehna bhi de yeh kangna Na sata, ab maan bhi le yeh kehna Kaise kahoon kaase kahoon ram Kangna kehna na maane Na maane, na maane, na maane Yeh kangna bada bedardi Ho, yeh kangna bada bedardi Kangna kehna na maane deewana Aawaara, sangdil ram duhaai Ab maan bhi jaao na (Na na na na) Tum paas to aao na (Haan haan re haan haan) Baheki baheki baaton mein teri Dheere dheere aane lagi Jugnu ne mujhse kaha aisa hai yeh tera piya Le hi jaayega tera jiya Haan, pyaari pyaari baaton pe teri Chaandni bhi hasne lagi Taare muskuraane lage, hawa gungunaane lagi Aasmaan bhi jhoom utha Kaise kahoon, kaase kahoon haai ram ram ram ram ram Pagla itna na jaane Na jaane, na jaane, na jaane jaane jaane haai Ish Ish

Chhalak Chhalak

Singer: UDIT NARAYAN, VINOD RATHOD, AND SHREYA GHOSAL

Lyrics of Chhalak Chhalak

Hey sheeshe se sheesha takraaye - Jo bhi ho anjaam O dekho kaise Arre sheeshe se sheesha takraaye Jo bhi ho anjaam, o dekho kaise (Chhalak chhalak chhal, chhalak chhalak chhal Chhalak chhalak chhalkaaye re) - 2 Hey, jhaangh pakhaawaj taashe baaje Chhalke jab yeh jaam, o dekho kaise Aha, aha, aha, o dekho kaise (Dhamak dhamak dham, dhamak dhamak dham Dhamak dhamak dhamkaaye re) - 2 Sheeshe se sheesha takraaye Hey hey hey hey, hey hey eh eh hey Yeh madira Haan, yeh madira Yeh madira to le aati hai yaadon ki barsaat Ae chhalak chhalak ke chhalti jaaye Dil ko yeh madira Haan, yeh madira honton se utre To bole dil ki baat Hey, garaj garajke dil mein garje Gham ke yeh badra Dil tak jaise yeh pahaunchi aayi aayi Aayi uski yaad Uski ek jhalak, uski ek jhalak Mil jaaye itni hai fariyaad Itni hai fariyaad, itni hai fariyaad Hey naache mira jogan banke o mere ghanshaam Naache mira laheraake balkhaake o mere ghanshaam Jhanana jhan, aha, aha, aha O dekho kaise (Jhanak jhanak jhan, jhanak jhanak jhan Jhananana paayal baaje re) - 2 Pyaar mein tere dil yeh chaahe ho jaaye badnaam O dekho kaise, o dekho, o dekho (Dhidak dhidak dil, dhidak dhidak dil Dhidak dhidakta jaaye re) - 2 Hey (Dhamak dhamak dham, dhamak dhamak dham Dhamak dhamakta jaaye re) - 2 (Jhanak jhanak jhan, jhanak jhanak jhan Jhananana paayal baaje re) - 2 Ae, chhalak chhalak chhal Dhamak dhamak dham, khanak khanak khan Ae, dhadak dhadak dil Jhanak jhanak jhan, dhinak dhinakta jaaye re Hey sheeshe se sheesha takraaye Sheeshe se sheesha takraaye Hey sheeshe se sheesha takraaye

Dola Re Dola Re Dola Re Dola

Singer: KK, SHREYA GHOSAL AND KAVITA SUBRAMANIAM

Lyrics of Dola Re Dola Re Dola Re Dola

Dola Re Dola Re Dola Re Dol Haye Dola Dil Dola Mann Dola Re Dola Lag Jaane Do Najariya, Gir Jaane Do Bijuriya Bijuriya, Bijuriya, Gir Jaane Do Aaj Bijuriya Lag Jaane Do Najariya, Gir Jaane Do Bijuriya Baandhke Maein Ghunghroo Pehenke Maein Paayal Oh, Baandhke Maein Ghunghroo Pehenke Maein Paayal Ho Jhoomke Naachoongi Ghoomke Naachoongi Dola Re Dola Re Dola Re Dola� Dekho Ji Dekho Dekho Kaisi Yeh Jhankaar Hai Inki Aankhon Mein Dekho Piyaji Ka Pyaar Hai Inki Aawaaz Mein Haye Kaisi Thanadaar Hai Piya Ki Yaadon Mein Yeh Jiya Beqaraar Hai Maathe Ki Bindiya Mein Voh Hai Palkon Ki Nindiya Mein Voh Hai Tere To Tan Mann Mein Voh Hai Teri Bhi Dhadkan Mein Voh Hai Choodi Ki Chhan Chhan Mein Voh Hai Kangan Ki Khan Khan Mein Voh Hai Baandhke Maein Ghunghroo Haan, Pehenke Maein Paayal Ho Jhoomke Naachoongi Ghoomke Naachoongi Dola Re Dola Re Dola Re Dola�

Hamesha Tumko Chaaha

Singer: KAVITA SUBRAMANIAM AND UDIT NARAYAN

Lyrics of Hamesha Tumko Chaaha

Aayi, khushi ki hai yeh raat aay Sajdhajke baaraat hai aayi Dheere dheere gham ka saagar Tham gaya aankhon mein aakar Goonj uthi hai jo shehnaai To aankhon ne yeh baat bataayi Hamesha tumko chaaha aur chaaha Aur chaaha chaaha chaaha Hamesha tumko chaaha aur chaaha kuch bhi nahin Tumhe dil ne hai pooja, pooja, pooja Aur pooja kuch bhi nahin Na na nahin, na na nahin nahin nahin nahin nahin Kuch bhi nahin, ho kuch bhi nahin Oh, kuch bhi nahin Khushiyon mein bhi chhaayi udaasi Dard ki chhaaya mein voh lipti Kehne piya se bas yeh aayi - 2 Jo daag tumne mujhko diya Us daag se mera chehra khila Rakhoongi main isko nishaani banaakar Maathe pe isko hamesha sajaakar O preetam, o preetam bin tere mere is jeevan mein Kuch bhi nahin, nahin, nahin, nahin, nahin Kuch bhi nahin Beete lamhon ki yaadein lekar Bojhal kadmon se voh chalkar Dil bhi roya aur aankh bhar aayi Mann se aawaaz hai aayi Voh bachpan ki yaadein Voh rishte voh naate voh saawan ke jhoole Voh hasna, voh hasaana, voh roothke phir manaana Voh har ek pal mein dil mein samaaye diye mein jalaaye Le jaa rahi hoon main le jaa rahi hoon main le jaa rahi hoon O preetam, o preetam Bin tere mere is jeevan mein Kuch bhi nahin nahin nahin nahin nahin Kuch bhi nahin Hamesha tumko chaaha, aur chaaha chaaha chaaha Aur chaaha chaaha chaaha - 2 Haan chaaha chaaha chaaha Bas chaaha chaaha chaaha Haan chaaha chaaha chaaha Aur chaaha chaaha chaaha - 2

Kaahe Chhed Mohe

Singer: PT. BIRJU MAHARAJ, MADHURI DIXIT, KAVITA SUBRAMANIAM

Lyrics of Kaahe Chhed Mohe

Maalti gundhaaye kesh pyaare gulgubaare - Mukh damini si damakata chaal matwaari Chaal matwaari, chaal matwaari Kathak dance rhythm iterations Dhaai shaam rok lai, rok lai, rok lai Dhaai shaam rok lai, aur chakmaka mukh choom lai Mukh choom lai, mukh choom lai Sar se mori chunari gayi, gayi, gayi Sar se mori chunari gayi sarak sarak sarak Sarak sarak sarak, sarak sarak sarak Kaahe chhed, chhed mohe garwa lagaayi - 2 Kaahe chhed, chhed mohe Nanda ko laal aiso dheet - 2 Barbas mori laaj leeni, laaj leeni, laaj leeni Barbas mori laaj leeni Bindashaam maanat naahi, bindashaam maanat naahi Kaase kahoon main apne jiya ki soonat naahi maayi Kaahe chhed, chhed mohe, ish Dadh ki bhari matki, dadh ki bhari matki Dadh ki bhari matki lai jaata rahi dagar beech Aahat sun, aahat sun Aahat sun jiyara gayo dhadak dhadak dhadak Dhadak dhadak dhadak, dhadak dhadak dhadak Kaahe chhede, chhede chhede mohe Kar pakadata choodiyaan sab karki karki karki karki Kar pakadata choodiyaan sab karki karki karki O maayi Bindashaam maanat naahi, bindashaam maanat naahi Kaase kahoon main apne jiya ki soonat naahi maayi Kaahe chhed, kaahe chhed Kaahe chhed, chhed mohe

Maar daala, haan maar daala

Singer: K. K.,KAVITA SUBRAMANIAM

Lyrics of Maar daala, haan maar daala

Yeh kiski hai aahat, yeh kiska hai saay Hui dil mein dastak yahan kaun aaya Hum pe yeh kisne hara rang daala Oh, hum pe yeh kisne hara rang daala Khushi ne hamaari hamein maar daala, oh maar daala Maar daala, haan maar daala Hum pe yeh kisne hara rang daala Khushi ne hamaari hamein maar daala Hamein maar daala, hamein maar daala, hamein Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala (Allah, allah, allah) Na chaand hatheli par sajaaya Na taaron se koi bhi rishta banaaya Na rab se bhi koi shikaayat ki Na rab se bhi koi shikaayat ki Har gham ko humne chhupaaya Har sitam ko haske uthaaya Kaanton ko bhi gale se lagaaya Aur phoolon se zakhm khaaya Haan magar dua mein jab yeh haath uthaaya Oh haan magar dua mein jab yeh haath uthaaya Khuda se dua mein tumhein maang daala, oh maang daala Allah, maang daala, allah, maang daala, oh (Hum pe yeh kisne hara rang daala Khushi ne hamaari hamein maar daala) Hamein maar daala, hamein maar daala, hamein Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala (Allah, allah, allah) Maar daala, oh maar daala, maar daala ho maar daala Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala (Yeh kiski hai aahat, yeh kiska hai saaya Hui dil mein dastak, yahan kaun aaya) Hey eh, eh eh eh Mm mm mm mm mm, mm mm mm mm mm mm
Back to Film List

About DEVDAS Songs and Lyrics

Explore the DEVDAS soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for DEVDAS.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics