FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from DIL TO PAGAL HAI

Read available DIL TO PAGAL HAI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

ARRE RE ARRE (I)

Singer: LATA MANGEHSKAR & UDIT NARAYAN

Lyrics of ARRE RE ARRE (I)

Arre re arre ye kya hua maine na ye jaan Arre re arre ban jaaye na kahin koi afsaana Arre re arre kuchh ho gaya koi na pehchaana Arre re arre banta hai to ban jaaye afsaana Haath mera thaam lo saath jab tak ho Baat kuchh hoti rahe baat jab tak ho Saamne baithe rahe tum raat jab tak ho Arre re arre ye kya hua maine na ye jaana Naam kya hai kya kahein dil ke mausam ko Aag jaise lag gayi aaj shabnam ko Aise lagta hai kisine chhoo liya humko Arre re arre ye kya hua maine na ye jaana Arre re arre ban jaaye na kahin koi afsaana Arre re arre kuchh ho gaya koi na pehchaana Arre re arre banta hai to ban jaaye afsaana Tum chale jaao zara hum sambhal jaayein Dhadkanein dil ki sahi naam cahl jaayein Waqt ke aage kahin na hum nikal jaayein Arre re arre ye kya hua koi na pehchaana Hum mein tum mein kuchh to hai kuchh nahin hai kya Aur kuchh ho jaaye to kuchh yakeen hai kya Dekh lo ye dil jahaan tha ye wahin hai kya Arre re arre ye kya hua maine na ye jaana Arre re arre ban jaaye na kahin koi afsaana Arre re arre kuchh ho gaya koi na pehchaana Arre re arre banta hai to ban jaaye afsaana lalalalala.....

ARRE RE ARRE (II)

Singer: LATA MANGEHSKAR & UDIT NARAYAN

Lyrics of ARRE RE ARRE (II)

Yaad kuchh aata nahin ye hua kabs Ho gaya mushkil chhupana aaj ye sabse Tum kahoon to maang loon main aaj kuchh rabse Arre re arre kya hua koi na pehchaana Arre re arre banta hai to ban jaaye afsaana Saamne hain raaste hum guzar jaayein Ya kisike waaste hum thehar jaayein Ab yahaan tak aa gayein ab kidhar jaayein Arre re arre kya hua koi na pehchaana Arre re arre banta hai to ban jaaye afsaana .

Bholi si soorat

Singer: LATA MANGEHSKAR & UDIT NARAYAN

Lyrics of Bholi si soorat

Bholi si soorat aankhon mein masti Ay hay Arre bholi si soorat aankhon mein masti door khadi sharmaaye Ay hay Ek jhalak dikhlaaye kabhi kabhi aanchal mein chhup jaaye Ay hay Meri nazar se tum dekho to yaar nazar vo aaye Bholi si soorat aankhon mein masti door khadi sharmaaye Ay hay Ek jhalak dikhlaaye kabhi kabhi aanchal mein chhup jaaye Ay hay Meri nazar se tum dekho to yaar nazar vo aaye Bholi si soorat aankhon mein masti Ay hay Hmmm.... lala.. Ahah.. lalala.. Ahah.. lalala.. Ladki nahin hai vo jaadu hai aur kaha kya jaaye Raat ko mere khwaab mein aaye vo zulfein bikhraaye Aankh khuli to dil chaaha phir neend mujhe aa jaaye Bin dekhe ye haal hua dekhoon to kya ho jaaye Bholi si soorat aankhon mein masti door khadi sharmaaye Ay hay Ek jhalak dikhlaaye kabhi kabhi aanchal mein chhup jaaye Ay hay Meri nazar se tum dekho to yaar nazar vo aaye Bholi si soorat aankhon mein masti Ay hay lalala.... Saawan ka pehla baadal uska kaajal ban jaaye Mauj uthay saagar mein jaise aise kadam uthaaye Rab ne jaane kis mitti se uske ang banaaye Chham se kaash kahin se mere saamne vo aa jaaye Bholi si soorat aankhon mein masti door khadi sharmaaye Ay hay Ek jhalak dikhlaaye kabhi kabhi aanchal mein chhup jaaye Ay hay Meri nazar se tum dekho to yaar nazar vo aaye Bholi si soorat aankhon mein masti door khadi sharmaaye Ay hay Ay hay

Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna

Singer: LATA MANGESHKAR & UDIT NARAYAN

Lyrics of Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna

Hey hey oh ho ho ho h Hmmm hmmm la la la la la Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna Tu bhi sun bekhabar pyaar kar Oh ho ho pyaar kar Aayi hai chaandni mujhse kehne yehi Aayi hai chaandni mujhse kehne yehi Meri gali mere ghar pyaar kar Oh ho ho pyaar kar Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna Tu bhi sun bekhabar pyaar kar Oh ho ho pyaar kar la la la la la la la Kya kahoon kya pata baat kya ho gayi Dillagi ye mere saath kya ho gayi hai Ek ishaara hai ye Dil pukaara hai ye Ek ishaara hai ye Dil pukaara hai ye Isse chura na nazar pyaar kar Oh ho ho pyaar kar Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna Tu bhi sun bekhabar pyaar kar Oh ho ho pyaar kar Hey hey ah ha ha ha aa Hai kaun kya khabar koi to hai magar Sapnon mein hai kahin aata nahin nazar Main yahaan vo vahaan Aa rahi phir yahaan Main yahaan vo vahaan Aa rahi phir yahaan Aawaaz ksiki magar pyaar kar Oh ho ho pyaar kar Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna Tu bhi sun bekhabar pyaar kar Oh ho ho pyaar kar la la la la la la la Jispe hum mar mite usko pata bhi nahin Oh ho jispe hum mar mite usko pata bhi nahin Kya gila hum karein vo bewafa bhi nahin Humne jo sun liya usne kaha bhi nahin Kehde zara soch kar pyaar kar Oh ho ho pyaar kar Hey hey ah ha ha ha aa la la la la la la la Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna Tu bhi sun bekhabar pyaar kar Oh ho ho pyaar kar Aayi hai chaandni mujhse kehne yehi Aayi hai chaandni mujhse kehne yehi Meri gali mere ghar pyaar kar Oh ho ho pyaar kar Hey hey la la la la la Ho ho hmm hmm hmm hmm hmm Pyaar kar Ho ho ho pyaar kar Pyaar kar Ho ho ho pyaar kar

DIL TO PAGAL HAI

Singer: LATA MANGEHSKAR & UDIT NARAYAN

Lyrics of DIL TO PAGAL HAI

Dil to paagal ha Dil deewana hai Dil to paagal hai Dil deewana hai Pehli pehli baar milaata hai yehi Seene mein phir aag lagaata hai Dheere dheere pyaar sikhaata hai yehi Hansata hai yehi yehi rulaata hai Dil to paagal hai Dil deewana hai Dil to paagal hai Dil deewana hai Saari saari raat jagaata hai yehi Ankhiyon se neend churaata hai Sachche jhoothe khwaab dikhaata hai yehi Hansata hai yehi yehi rulaata hai Dil to paagal hai Dil deewana hai Dil to paagal hai Dil deewana hai lalalala... Is dil ki baaton mein jo aate hain Vo bhi deewane ho jaate hain Manzil to raahi dhoondh lete hain Raste magar kho jaate hain Dil to paagal hai Dil deewana hai Dil to paagal hai Dil deewana hai Soorat se main na pehchaanoongi Naam se bhi na usko jaanoongi Dekhoongi kuchh na main sochoongi Dil jo kahega vohi manoongi Dil to paagal hai Dil deewana hai Hay paagal hai Haan deewana hai Hmmm.. haha ha Hmm.. oh oh ho Dil ka kehna sab sab maanein Dil na kisi ki maane Jaan di humne jaan gaye sab Ek wohi na jaane Dil to paagal hai Dil deewana hai Dil to paagal hai Dil deewana hai Rehne do chhodo ye kahaaniyaan Deewanepan ki sab nishaaniyaan Logon ki saari pareshaaniyaan Is dil ki hai ye saari meherbaaniyaan Ho dil to paagal hai Dil deewana hai Dil to paagal hai Dil deewana hai Saari saari raat jagaata hai yehi Ankhiyon se neend churaata hai Dheere dheere pyaar sikhaata hai yehi Hansata hai yehi yehi rulaata hai Dil to paagal hai Dil deewana hai Dil to paagal hai Dil deewana hai .

Ek duje ke vaaste

Singer: LATA MANGEHSKAR & HARIHARAN

Lyrics of Ek duje ke vaaste

Kitne hi door door hon hum donon ke raast Mil jaate hain jo bane ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Jaise dil hai dhadkan hai ek duje ke vaaste Jaise aankh hai darpan hai ek duje ke vaaste Jaise barkha saawan hai ek duje ke vaaste Ek sajni ek saajan hai ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Us rab ne jab dil diye Dil ke do tukde kiye Dono mein ek naam leikha Ek radha ek shyam likha Ab ye dil dhadakte hain Milte aur bichhadte hain Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Hum donon ek jaan hain Do dil ek armaan hain Lekin ab is mod kar Dekhein daaman chhod kar Waqt ka hai ye faisla Hum tum ho jaayein juda Maangein khushiyon ki dua Ek duje ke vaaste Maangein khushiyon ki dua Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste .

Le gayee le gayee, Dil le gayee le gayee

Singer: ASHA BHOSLE

Lyrics of Le gayee le gayee, Dil le gayee le gayee

Mujhko hui na khaba Chori chori chhup chhup kar Mujhko hui na khabar Chori chori chhup chhup kar Kab pyaar ki pehli nazar Hay Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Mujhko hui na khabar Chori chori chhup chhup kar Kab pyaar ki pehli nazar Hay Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Pyaar ki pehli pehli is aankhmicholi mein Hay Pyaar ki pehli pehli is aankhmicholi mein Bin soche ja baithi main nainon ki doli mein Ab lagta hai mujhko darr Chori chori chhup chhup kar Kab pyaar ki pehli nazar Hay Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Bikhri bikhri zulfein ye behki behki chaal Haan Bikhri bikhri zulfein ye behki behki chaal Haal ye mera dekhenge poochhenge log sawaal Abhi jaoon main kaise ghar Chori chori chhup chhup kar Kab pyaar ki pehli nazar Hay Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Mujhko hui na khabar Chori chori chhup chhup kar Kab pyaar ki pehli nazar Hay Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee

O Dholna

Singer: LATA MANGESHKAR & UDIT NARAYAN

Lyrics of O Dholna

Kab tak chup baithen ab to kuchh hai boln Kuchh tum bolo kuchh hum bolein o dholna Kab tak chup baithen ab to kuchh hai bolna Kuchh tum bolo kuchh hum bolein o dholna Kab tak chup baithen ab to kuchh hai bolna Kuchh tum bolo kuchh hum bolein o dholna Mar jaana tha ye bhed nahin tha kholna O jholna o jholna Kab tak chup baithen ab to kuchh hai bolna Kuchh tum bolo kuchh hum bolein o dholna Do chaar kadam pe tum thay do chaar kadam pe hum thay Do chaar kadam pe tum thay do chaar kadam pe hum thay Do chaar kadam ye lekin sau meelon se kya kam thay Phir uspe kadam kadam pe dil ka dolna Hay dolna o dholna Kab tak chup baithen ab to kuchh hai bolna Kuchh tum bolo kuchh hum bolein o dholna Kab tak chup baithen ab to kuchh hai bolna Kuchh tum bolo kuchh hum bolein o dholna Lo jeet gaye tum humse hum haar gaye is dil se Lo jeet gaye tum humse hum haar gaye is dil se Aaya hai aaj labhon pe ye pyaar badi mushkil se Is pyaar mein humko paagal na kar chhodna Na chhodna o dholna Kab tak chup baithen ab to kuchh hai bolna Kuchh tum bolo kuchh hum bolein o dholna Kab tak chup baithen ab to kuchh hai bolna Kuchh tum bolo kuchh hum bolein o dholna Mar jaana tha ye bhed nahin tha kholna O jholna o jholna Kab tak chup baithen ab to kuchh hai bolna Kuchh tum bolo kuchh hum bolein o dholna aaaa......
Back to Film List

About DIL TO PAGAL HAI Songs and Lyrics

Explore the DIL TO PAGAL HAI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for DIL TO PAGAL HAI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics