FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from KAHO NA PYAAR HAI

Read available KAHO NA PYAAR HAI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Chaand Sitare Phool Aur Khushboo

Singer: KUMAR SANU

Lyrics of Chaand Sitare Phool Aur Khushboo

Chaand Sitare Phool Aur Khushboo Ye To Saare Puraane Hai Taaza Taaza Kali Khili Hai Hum Uske Deewne Hain Arre Kaali Ghatayein Barkha Saawan O Kaali Ghatayein Barkha Saawan Ye To Sab Afsane Hain Taaza Taaza Kali Khili Hai Hum Uske Deewne Hain Andaz Hai Uske Naye Naye, Hai Naya Naya Deewanapan Andaz Hai Uske Naye Naye, Hai Naya Naya Deewanapan Pehnane Taj Jawaani Ka Hanske Laut Gaya Bachpan Geet Ghazal Sab Kal Ki Baatein O Geet Ghazal Sab Kal Ki Baatein Uske Naye Taraane Hain Taaza Taaza Kali Khili Hai Hum Uske Deewne Hain Hai Roop Mein Itna Saadapan, To Kitna Sundar Hoga Mann Hai Roop Mein Itna Saadapan, To Kitna Sundar Hoga Mann Bin Gahnein Aur Singaar Bina Vo To Lagti Hai Dulhan Kaajal Bindiya Kangan Jhumke O Kaajal Bindiya Kangan Jhumke Ye To Guzare Zamane Hain Taaza Taaza Kali Khili Hai Hum Uske Deewne Hain Chaand Sitare Phool Aur Khushboo Ye To Saare Puraane Hain Taaza Taaza Kali Khili Hai Hum Uske Deewne Hain Arre Kali Ghatayein Barkha Saawan Ye To Sab Afsane Hain Taaza Taaza Kali Khili Hai Hum Uske Deewne Hain.

Ek Pal Ka Jeena

Singer: LUCKY ALI

Lyrics of Ek Pal Ka Jeena

(Ek pal ka jeena, phir to hai jaan Tofa kya leke jaaye, dil yeh bataana) - 2 Khaali haath aaye the hum Khaali haath jaayenge Bas pyaar ke do meethe bol jhilmilaayenge To hans kyoon ki duniya ko hai hasaana (Ae mere dil tu gaaye jaa Ae aaye aao aaye aa) - 2 Oh, aankhon mein dilbar ka sapna bhi hai Haan koi sapna bhi hai Oh, duniya mein mera koi apna bhi hai Haan koi apna bhi hai Ek chehraa khaas hai, jo dil ke paas hai Honton pe pyaas hai, milne ki aas hai Dilbaron ka magar kahan koi thikaana (Ae mere dil tu gaaye jaa Ae aaye aao aaye aa) - 2 Oh, jeevan khushiyon ka ek jhonka sa hai Haan koi jhonka sa hai Oh, aur yeh jhonka ek dhoka sa hai Yeh kaisi hai khushi, jal jalke jo bujhi Bujh bujhke jo jali, milke bhi naa mili Doston par kisi haal mein naa ghabaraana (Ae mere dil tu gaaye jaa Ae aaye aao aaye aa) - 2 Ek pal ka jeena, phir to hai jaana Tofa kya leke jaaye, dil yeh bataana Khaali haath aaye the hum Khaali haath jaayenge Bas pyaar ke do meethe bol jhilmilaayenge To hans kyoon ki duniya ko hai hasaana (Ae mere dil tu gaaye jaa Ae aaye aao aaye aa) - 2

Kaho Na Pyaar Hai

Singer: UDIT NARAYAN & ALKA YAGNIK

Lyrics of Kaho Na Pyaar Hai

Dil Mera Har Baar Ye Sunne Ko Bekarar Ha Kaho Na Pyaar Hai Kaho Na Pyaar Hai Haan Tumse Pyaar Hai Ki Tumse Pyaar Hai InPyaari Baaton Mein Anjaana Ikraar Hai Kaho Na Pyaar Hai Kaho Na Pyaar Hai Kaha Na Pyaar Hai Kaha Na Pyaar Hai Pyaar Jahan Mein hota Nahin To Phir Bolo Kya Hota Pyaar Jahan Mein hota Nahin To Phir Bolo Kya Hota Duniya Mein Dil Koi Kabhi Na Dhadka Hota Dhadka Hai Dil, Aa Yaar Mil Ye Pyaar Ka Izhaar Hai Kaho Na Pyaar Hai Kaho Na Pyaar Hai Kaha Na Pyaar Hai Kaha Na Pyaar Hai Do Premi Do Paagal Kya Karte Hain Bolo Do Premi Do Paagal Kya Karte Hain Bolo Mujhse Kya Poochhte Ho Apne Dil Ko Dadolo Maloom Hai Humko Tumhein Kis Baaat Ka Intezaar Hai Kaho Na Pyaar Hai Kaho Na Pyaar Hai Kaha Na Pyaar Hai Kaha Na Pyaar Hai Milte Nahin Hum Tum To Phir Bolo Kya Hota Milte Nahin Hum Tum To Phir Bolo Kya Hota Sach Boloon Phir Apna Khwaab Na Poora Hota Kehta Hai Mann Apna Milan Duniya Mein Yaadgaar Hai Kaho Na Pyaar Hai Kaho Na Pyaar Hai Kaha Na Pyaar Hai Kaha Na Pyaar Hai Dil Mera Har Baar Ye Sunne Ko Bekarar Hai Kaho Na Pyaar Hai Kaho Na Pyaar Hai InPyaari Baaton Mein Anjaana Ikraar Hai Kaho Na Pyaar Hai Kaho Na Pyaar Hai Kaha Na Pyaar Hai Kaha Na Pyaar Hai Kaho Na Pyaar Hai Kaho Na Pyaar Hai Haan Tumse Pyaar Hai Ki Tumse Pyaar Hai

Na Tum Jano Na Hum

Singer: LUCKY ALI & RAMYA

Lyrics of Na Tum Jano Na Hum

Kyon Chalti Hai Pava Kyon Jhume Hai Gagan Kyon Machalta Hai Mann Na Tum Jano Na Hum Na Tum Jano Na Hum Kyon Aati Hai Bahaar Kyon Lutta Hai Karaar Kyon Hota Hai Pyaar Na Tum Jano Na Hum Na Tum Jano Na Hum Ye Madhoshiyaan Ye Tanhaiyaan Tasabur Mein Hai Kiski Parchhaiyaan Ye Bhiga Samaan Umangein Jawaan Mujhe Ishq Le Ja Raha Hai Kahaan Kyon Gum Hai Har Disha Kyon Hota Hai Nasha Kyon Aata Hai Mazaa Na Tum Jano Na Hum Na Tum Jano Na Hum Dhadakta Bhi Hai Tadapta Bhi Hai Ye Dil Kyon Achanak Bahakta Bhi Hai Mahakta Bhi Hai Chahakta Bhi Hai Ye Dil Kya Vafa Ko Samajhta Bhi Hai Kyon Milti Hain Nazar Kyon Hota Hai Asar Kyon Hoti Hai Sahar Na Tum Jano Na Hum Na Tum Jano Na Hum Kyon Chalti Hai Pavan Kyon Jhume Hai Gagan Kyon Machalta Hai Mann Na Tum Jano Na Hum Kyon Aati Hai Bahaar Kyon Lutta Hai Karaar Kyon Hota Hai Pyaar Na Tum Jano Na Hum Na Tum Jano Na Hum

Pyar Ki Kashti Mein

Singer: UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK

Lyrics of Pyar Ki Kashti Mein

Aai - ri - shi - chu - ru - r Haiyahoo - haiyahoo - haiyahoo Pyaar ki kashti mein, lehron ki masti mein, Pawan ke shor shor mein, chale hum zor zor mein, Gagan se door��. Gagan se door�.. Wahan kya pyar milega, chaman ka phool khilega, Jise dil dhoondh raha hai, kya woh dildar milega La - la - la - la La - la - la - la Wahan sach honge sapne, banenge gair bhi apne, Dil ki baraat sajegi, milenge saajan apne La - la - la - la - la Maine suna, Kya suna? Jo kaha, Kya kaha? Jaana hai bahut door�� Pyaar ki kashti mein, lehron ki masti mein, Pawan ke shor shor mein, chalen hum zor zor mein, Gagan se door��. Pyaar ko pyaar mile to, nazar kahin lag na jaaye, Mile jeewan mein hum tum, kahi phir bichad na jaayen L - l - l - la - la - la Nazar kya lage wahan par, hai pyaar hi pyaar jahan par, Na bichde milne wale, jahan hon sab dil wale L - l - l -la -la - la To chalo chale, Haa chalen, Yun milke, Haan milke, hoke khushi mein choor, Pyar ki kasti mein, lehron ki masti mein, Pawan ke shor shor mein, chalen hum zor zor mein, Gagan se door��� Ho rama ho��ho rama ho�..haihahoo�.haihahoo�..haihahoo

Sitaron Ki Mehfil

Singer: BABUL SUPRIYO

Lyrics of Sitaron Ki Mehfil

Sitaaron ki mehfil mein goonjega tarana Ki hothon pe aaya hai dil ka phasana, Arre dil ne, dil ko pukara�� Lo main aaya, milne dubara�� Manzil��.pyar tumhara, mein hoon sagar, tum ho kinara, Ajab shaam hai yeh pyar ki, pehlu mein sabke yaar ki, Ajab raat hai jajbat ki, dil mein pyaar hi pyaar hai Yeh pyaar tumhara, yeh pyaar hamara, hai khoob nazara Zamana usi ka hai sara zamana, Ki jisne bhi seekha pyar nibhana, Arre dil ne, dil ko pukara�..lo mein aaya, milne dubara�. Kadam aaye hain, us mod pe, hum tum hain yahan samne, Nazar se nazar, bharne ab lagi, baatein badhe hi, raaz se, Yeh raaz tumhara, yeh raaz hamara, kare hai kya ishaara��� Nishane pe dil hai, ki dil pe nishana, Deewana hai apni hi, dhun mein deewana, Arre dil ne, dil ko pukara�.. Lo main aaya, milne dubara
Back to Film List

About KAHO NA PYAAR HAI Songs and Lyrics

Explore the KAHO NA PYAAR HAI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for KAHO NA PYAAR HAI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics