FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from KUCHH KUCHH HOTA HAI

Read available KUCHH KUCHH HOTA HAI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Koi Mil Gaya

Singer: UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK & KAVITA KRISHNAMOORTHY

Lyrics of Koi Mil Gaya

Koi mil gay Koi mil gaya Koi mil gaya Mujhko kya hua hai Kyon main kho gaya hoon Paagal tha main pehle Ya ab ho gaya hoon Behki hai nigahein Aur bikhre hain baal Tumne banaya hai Kya apna ye haal Koi mil gaya Koi mil gaya Mera dil gaya Kya bataoon yaaron Kya bataoon yaaron Main to hil gaya Main to hil gaya Koi mil gay mil hi gaya Mil gaya hey mil hi gaya Mil gaya Mujhko kya hua hai Arre kyon main kho gaya hoon Ay paagal tha main pehle Ya ab ho gaya hoon Behki hai nigahein Aur bikhre hain baal Tumne banaya hai Kya apna ye haal Koi mil gaya koi mil gaya Mera dil gaya mera dil gaya Kya bataoon yaaron Kya bataoon yaaron O main to hil gaya Main to hil gaya Koi mil gay Mil hi gaya mil gaya Mil hi gaya mil gaya Jaane kya ho gaya hai mujhe Deewana log kehne lage Jaane kya ho gaya hai mujhe Deewana log kehne lage Ye deewangi hai kya Humein bhi to ho pata Tumko kya ho gaya Arre kal tak mujhko sab hosh tha Dil mein khushiyon ka josh tha Phir ye becheini hai kyon Phir ye betaabi hai kyon Kya koi kho gaya Koi mil gaya koi mil gaya Mera dil gaya mera dil gaya Kya bataoon yaaron Kya bataoon yaaron O main to hil gaya Main to hil gaya Koi mil gaya mil hi gaya Mil gaya hey Mil hi gaya mil gaya Baadal banke kaun aa gaya Kaun hai jo dil pe yoon chha gaya Baadal banke kaun aa gaya Kaun hai jo dil pe yoon chha gaya Chaahoon ki bataoon main Phir bhi keh na paoon main naam uska hai kya O naam na lo par kuchh to kaho Halka sa koi ishaara to do Meri aankhon mein hai vo Meri saanson mein hai vo Aur kahoon tumse kya Koi mil gaya koi mil gaya Mera dil gaya o mera dil gaya Kya bataoon yaaron Kya bataoon yaaron Main to hil gaya Main to hil gaya Koi mil gaya Mil hi gaya mil gaya Hey mil hi gaya mil gaya Muhko kya hua hai Kyon main kho gaya hoon Paagal tha main pehle Ya ab ho gaya hoon Behki hain nigahein Aur bikhre hain baal Tumne banaya hai kya Apna ye haal O koi mil gaya koi mil gaya

Kuchh Kuchh Hota Hai

Singer: UDIT NARAYAN & ALKA YAGNIK

Lyrics of Kuchh Kuchh Hota Hai

Tum Paas Aaye Yoon Muskaraye Tumne Na Jaane Kya Sapne Dikhaye Ab To Mera Dil Jaage Na Sota Hai Kya Karoon Haye Kuchh Kuchh Hota Hai Na Jaane Kaisa Ehsaas Hai Bujhti Nahin Hai Kya Pyaas Hai Kya Nasha Is Pyaar Ka Mujhpe Sanam Chhane Laga Koi Na Jaane Kyon Chein Khota Hai Kya Karoon Haye Kuchh Kuchh Hota Hai Kya Rang Layi Meri Dua Ye Ishq Jaane Kaise Hua Becheiniyon Mein Mann Na Jaane Kyon Aane Laga Tanhai Mein Dil Yaadein Sanjota Hai Kya Karoon Haye Kuchh Kuchh Hota Hai.

Kuchh Kuchh Hota Hai (sad)

Singer: ALKA YAGNIK

Lyrics of Kuchh Kuchh Hota Hai (sad)

Jaanewafa hoke bekaraa Jaanewafa hoke bekaraar Barson kiya maine intezaar Par kabhi tune nahin Ye sab kaha jo ab kaha Dil bebasi mein chupke se rota hai Kya karoon hay kuchh kuchh hota hai Kya karoon hay kuchh kuchh hota hai

Ladki Badi Anjaani Hai

Singer: KUMAR SANU & ALKA YAGNIK

Lyrics of Ladki Badi Anjaani Hai

Ladki badi anjaani ha Sapna hai sach hai kahaani hai Dekho ye pagli bilkul na badli Ye to vohi deewani hai Ladka bada anjaana hai Sapna hai sach hai fasana hai Hay hay ye pagla bilkul na badla Ye to vohi deewana hai Paas rehke bhi thi doori Jaane kaise thi majboori Vaqt vo bhi ajeeb tha Jab tu mere kareeb tha Kho gayi tu ye kis jahaan mein Main wahaan hoon dekh to zara Ladka bada anjaana hai Sapna hai sach hai fasana hai Dekho ye pagli bilkul na badli Ye to vohi deewani hai Hum bheed mein bhi thi tanhai Yaad har pal teri aayi Roke koi mujhe zara Bhar na aaye ye dil mera Behke behke mere kadam hain Aise mein tu sambhaal to zara Ladki badi anjaani hai Sapna hai sach hai kahaani hai Haan haan ye pagla bilkul na badla Ye to vohi deewana hai Tumne na jaane kya sapne dikhaaye Jaage na sota hai Kuchh kuchh hota hai Kuchh kuchh hota hai Kuchh kuchh hota hai Kuchh kuchh hota hai

Raghupati raaghav rajaraam

Singer: ALKA YAGNIK & SHANKAR MAHADEVAN

Lyrics of Raghupati raaghav rajaraam

Raghupati raaghav rajaraa Pateet paavan seeta raam Raghupati raaghav rajaraam Pateet paavan seeta raam Raghupati raaghav rajaraam Pateet paavan seeta raam Raghupati raaghav rajaraam Raaja raam raaja raam Raghupati raaghav rajaraam Raaja raam raaja raam Raghupati raaghav rajaraam Pateet paavan seeta raam Raghupati raaghav rajaraam Pateet paavan seeta raam Ishwar allah tero naam Sabko sanmati do bhagwaan Raghupati raaghav rajaraam Raaja raam raaja raam Raghupati raaghav rajaraam Raaja raam raaja raam Raghupati raaghav rajaraam Pateet paavan seeta raam Raghupati raaghav rajaraam Pateet paavan seeta raam

Saajanji Ghar Aaye

Singer: KUMAR SANU, ALKA YAGNIK & KAVITA KRISHNAMOORTHY

Lyrics of Saajanji Ghar Aaye

Kabse aaye hain tere dulhe raj Ab der na kar jaldi aaja Tere ghar aaya main aaya tujhko lene Tere ghar aaya main aaya tujhko lene Dil ke badle mein dil ka nazraana dene Meri har dhadkan kya bole hai Sun sun sun Saajanji ghar aaye hay Saajanji ghar aaye Dulhan kyon sharmaaye hay Saajanji ghar aaye Ay dil chalega ab na koi bahaana Gori ko hoga ab saajan ke ghar jaana Maathe ki bindiya kya bole hai Sun sun sun Saajanji ghar aaye Saajanji ghar aaye Dulhan kyon sharmaaye hay Saajanji ghar aaye Deewane ki chaal mein Phas gayi main is jaal mein Ay sakhiyon kaise bolo bolo Mujhpe to aye dilruba Teri sakhiyaan bhi fida Ye bolengi kya poochho Poochho Ja re ja jhoothe Tareefein kyon hai loote Hay ja re ja jhoothe Tareefein kyon hai loote Tera mastana kya bole hai Sun sun sun Saajanji ghar aaye hay Saajanji ghar aaye Dulhan kyon sharmaaye hay Saajanji ghar aaye Na samjhe nadaan hai Ye mera ehsaan hai Chaahe jo isko keh do keh do Chhede muhko jaan ke Badle mein ehsaan ke De diya dil isko keh do keh do Tu ye na jaane dil toote bhi deewane Tu ye na jaane dil toote bhi deewane Tera deewana kya bole hai Sun sun sun Saajanji ghar aaye hay Saajanji ghar aaye Dulhan kyon sharmaaye hay Saajanji ghar aaye Mehndi laake gehne paake Gehne paake hay roke tu sabko rulaake Savere tu jaayegi tu bada yaad aayegi Tu bada yaad aayegi yaad aayegi Mehndi laake gehne paake gehne paake hay Gehne paake hay roke tu sabko rulaake Savere tu jaayegi tu bada yaad aayegi Tu bada yaad aayegi yaad aayegi Tere ghar aaya main aaya tujhko lene Tere ghar aaya main aaya tujhko lene Dil ke badle mein dil ka nazraana dene Meri har dhadkan kya bole hai Sun sun sun Saajanji ghar aaye hay Saajanji ghar aaye Dulhan kyon sharmaaye hay Saajanji ghar aaye

Tujhe Yaad Na Meri Aayee

Singer: UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK & MANPREET AKHTAR

Lyrics of Tujhe Yaad Na Meri Aayee

Rabba mere ishq kisi ko Aise na tadpaye... hoy Dil ki baat rahe is dil mein, Hothon tak na aaye, Na aaye... Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna Dil roya ki ankh bhar aayee Dil roya ki ankh bhar aayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna Dil roya ki ankh bhar aayee Dil roya ki ankh bhar aayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna... 2 Tujhe har khushi de di Labon ki hansi de di Zulfon ki ghata lehraayee Paigaam wafa ke laayee Tune acchhi preet nibhayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna Wo chand mere ghar-aangan Ab to aayeega Tere soone is aanchal ko Wo bhar jaayega Teri kar di god bharaayee, Teri kar di god bharaayee, Kisi se ab kya kehna Dil roya ki ankh bhar aayee Dil roya ki ankh bhar aayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna O mahinyaa, O mahinyaa Khata ho gayi mujhse Kaha kuch nahin tumse Ikrar jo tum kar paate To door kabhi na jaate Koi samjhe na peer parayee Koi samjhe na peer parayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna Dil roya ki ankh bhar aayee Dil roya ki ankh bhar aayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna
Back to Film List

About KUCHH KUCHH HOTA HAI Songs and Lyrics

Explore the KUCHH KUCHH HOTA HAI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for KUCHH KUCHH HOTA HAI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics