FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from SAIYAAN

Read available SAIYAAN lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Hawa Mein Dil Dole

Singer: LATA, CHORUS

Lyrics of Hawa Mein Dil Dole

la: (hava mein dil dole machal kar bole)-2 daras dikhala de balam bhole bhole cho: hava mein dil dole machal kar bole daras dikhala de balam bhole bhole la: hava mein dil dole machal kar bole la: na chain aaye na neend aaye, bada naazuk zamaana hai cho: na chain aaye na neend aaye, bada naazuk zamaana hai la: hazaaron teer chalate hain, hamaara dil nishaana hai cho: ghataayen kaali kaalee, ye rut matavali sadaayen haule haule la: hava mein dil dole machal kar bole cho: daras dikhala de balam bhole bhole la: hava mein dil dole machal kar bole la: aana hai to a jaao, bahaaren phir na aayengi cho: aana hai to a jaao, bahaaren phir na aayengi la: juda rah kar na tarasaao, neenden toot jaayengi cho: baahon mein pade jhoole, hamein tum bhoole balam bhole bhole la: hava mein dil dole machal kar bole cho: daras dikhala de balam bhole bhole hava mein dil dole machal kar bole daras dikhala de balam bhole bhole

Kaali Kaali Raat

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Kaali Kaali Raat

(kaali kaali raat re dil bada sataaye)-2 (teri yaad aaye)-2 (kaali kaali raat re dil bada sataaye)-2 (teri yaad aaye)-2 (jhooton se pyaar kiya hai kya kiya saare jahaan ka duhkh le liyaa)-2 ab ro ro saavan jaaye (kaali kaali raat re dil bada sataaye)-2 (teri yaad aaye)-2 (bheegi bheegi palakon ki laaj tere haath hai tu to gaya hai teri yaad mere saath hai)-2 jo dil ko dheer bandhaaye (kaali kaali raat re dil bada sataaye)-2 (teri yaad aaye)-2

Khayalon Mein Tum Ho

Singer: LATA MANGESHKAR, CHORUS

Lyrics of Khayalon Mein Tum Ho

khayaalon mein tum ho nazaron mein tum ho meri zindagi ke isharon mein tum ho khayaalon mein tum ho nazaron mein tum ho (na kahane mein dil na bas mein javaanee)-2 magar dil ki mushakil badi hai suhaani a khayaalon mein tum ho nazaron men tum ho meri zindagi ke isharon mein tum ho khayaalon mein tum ho... tum man bhaye mere dil mein samaaye dil chain nahi paaye lagi dil ki sataaye koi paas bulaaye ab raha nahi jaaye khayalon mein tum ho... (koi kis tarah apana daaman bachaaye)-2 jahaan yaad aai kadam dagmagaaye khayalon mein tum ho... mere chhote se dil pe na karana sitam mujhe de na na gam, mere achchhe balam mere baake sanam,tumhe meri kasam khayalon mein tum ho...

Kismat Mein Khushi

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Kismat Mein Khushi

(kismat mein khushi ka naam nahi do din bhi hamein aaraam naheen)-2 (ai gam ke savere tu hi bataa)-2 is subah ki koi shyaam nahin kismat mein khushee... (aisa bhi koi naashaad na ho aisa bhi koi barbaad na ho)-2 kya shay haseen maaloom nahi rone ke siva kuch kaam nahi kismat mein khushee... (dukh dard ki kaali raaten hai dil todane vaali baaten hai)-2 (ye kaun sa gam hai ai qismat)-2 jis gam ka koi anjaam nahi kismat mein khushee...

Tumehn Dil Diya

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Tumehn Dil Diya

tumhen dil diya ye kya kiya main ne -2 duniya ka dard le liya main ne tumhen dil diya ye kya kiya main ne duniya ka dard le liya main ne kya bhale din the vo -2 nazaron mein tum samaaye na the kabhi bhari thandi saans nahi thi aur aankhon mein aansu aaye na the ab roti hoon main -2 kya kiya haay! kya kiya main ne tumhen dil diya ... ab haal ye ho gaye hamaare -2 sada bheege rahe nainon ke kinaare o jaanevaale main pukaaruun tu ek baar to a -2 mere rote hue dil ko ye baat bata bhala kiya ya bura kiya haay! bura kiya main ne tumhen dil diya ...

Woh Raat Din Woh Shyaam

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Woh Raat Din Woh Shyaam

(vo raat din vo shyaam ki guzari hui kahaaniyaan)-2 jo tere ghar mein chhod di pyaar ki sab nishaaniyaan vo raat din ... (sabr-o-qaraar chhin gayaa, ghar tha so vo bhi lut gayaa)-2 yaad rahengi umr bhar aap ki maharbaaniyaan vo raat din... (aaye bhi aur chale gaye din mere bahaar ke)-2 ab hai kiza ki god mein roti hui javaaniyaan vo raat din...
Back to Film List

About SAIYAAN Songs and Lyrics

Explore the SAIYAAN soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for SAIYAAN.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics